Kabhi karte hai zindgi ki tamanna,
kabhi maut ka itzaar karte hai,
vo log humse kyo dur rahte hai,
jinhe hum zindgi se bhi jaida pyar karte hai.

Rakh hosla vo manjar bhi aayega
Payase k pass chalkar Samandar bhi aayega
Thak kar na beth e-manjil k musaphir
Manjil bhi milegi Aur milne ka maja bhi aayega

Jootha apnapan to har koi jatata hai
Vo apna hi kya jo pal pal satata hai
Yakeen na karna har kisi par
Kyoki kareeb hai kitna koi Yeh to waqt hi batata hai

Kyo dare zindgi me kya hoga
Har waqt kyo soche ki bura hoga
Badte rahe manjil ki aur hum
Kuch bhi na mila to kya Tujurba to naya hoga

Shikayate to bahut hai Tujse-e-zindgi
Par chup isliye hu Ki jo diya tune
Vo bhi bahuto ko Naseeb nahi hota

suno mujhe sirf itna bta do
intzaar kru ya bdal jau tumari trh

Kisi ki majburio par mat hasiea
Koi majburi kharid kar nahi lata
Dariye waqt ki maar se kyoki
Bura waqt kisi ko batakar nahi aata

Yaado me teri tanha bethe hai
Tere bina labo ki hasi gava bethe hai
Teri dunia me andhera na ho kabhi
Isliye kud ka dil jala bethe hai

Mujhe Chaatay Bhi Ho Nazar Andaaz Bhi Karte Ho
Iss Fun-E-Adaakari Mein Tera Ustaad Kon Hai

Kabhi Taqdeer ka maatam Kabhi Mahboob se ShiQwa
Aye Manzile Mohabbat Tune Rone Ke siwa kya diya

Phoolo ki tarah mahkte raho
Sitaro ki tarah chamkte raho
Kismat se milli hai yeh zindgi
Kud bhi haso aur aauro ko bhi Hasate raho

khushia jab bhi mile inhe teji se bator lo
kyoki zindgi ki raftar bahut tej hai
aur esse mauke baar baar nahi deti

KHAMBHAT ISHK CHIJ HE ESHI Hai
ki inshaan ko bhi jaanwr bna deti hai

Ye laazmi nahi k hamein hr din yaad karo
Mgr bilkul hi bhool jao ijazat nahi tumhein

Shikayat na KejiyeGa Phir Hum Se Shaitaani Ki
Dil Humara, Machal jata Hai Gale Se Lga Kar Tujh Ko