Do kadam to sab chal lete hai
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata
agar ro kar bhulai jati yaade
to has kar koi gam na chupata
Do kadam to sab chal lete hai
zindgi bhar ka saath koi nahi nibhata
agar ro kar bhulai jati yaade
to has kar koi gam na chupata
Maasum si mohbaat ka yhi fasana hai
kagaj ki haveli hai or baarish ka zamana hai
Is barish k mausam me ajeeb si kashish hai
Na chahte hue bhi koi shidat se yaad aata hai
Rim jhim rim jhim baras rahi hai
Yaad tumhaari qatraa qatraa…
Mujhe maar hi na dale in badlon ki sazish
Ye jb se baras rahe hain tum yaad aa rhe ho
Dil tapdta raha aur vo jane lage sang guzar har lamha yad ane lage
khamOsh Nazro se dEKha jo use mud kar to bheegi palko se hum v muskurane lage
Manzile Tere Alaawa Or Bhi Kai Hai Lekin
Zindagi Aur Kisi Raah Pr Chalti Hi Nahi
Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain
Raaton Main Wo Hum Ko Jagaatay Bahut Hain
Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise
In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain
Hum Markar Bhi Dikha Denge Unke Liye
Kya Woh Fir Bhi Na Humko Chahenge
Jab Jalaya Jaayega Sagar Unke Saamne
Kya Hamare Liye Do Aansu Bhi Na Bahayenge
Unhone dekha aur aansu gir pade
Bhari Barsaat mein jaise phool bikhar pade
Dukh yeh nahi ki unhone hume alvida kaha
dukh to yeh hain ki uske baad woh khud ro pade