Pyar ki anokhi murat ho tum
Zindgi ki ik jarurat ho tum
Phool to khubhsurat hote hi hai par
Phoolo se bhi khubhsurat ho tum

maut se kya dar, minto ka khel hai
affat to zindgi hai, jo barso chala karti hai

Dushmano Me Bhi Dost Milaa Karte HaiKaanto Me Bhi Phool Khila Karte HaiHumko Kanta Samajh Kar Chod Na DenaKaante Bhi Phoolon Ki Hifazat Kiya Karte Hai

Jab Bhi Kisi Ko Kareeb Paya HaiKasam Khuda Ki Wahin Dhokha Khaya HaiKyon Dosh Dete Hein Hum Kanto KoZakham To Humne Phulo Se Paaya Hai

Aaj Socha K Jawab Kya BhejooAp Jaise Logo Ko Khitab Kya BhejoKoi Aur Phool Ho To Mujh Ko Nahi MaloomJo Khud Ghulab Ho Ose Ghulab Kya Bhejo

kaanto ne humara daman na choda
zindgi ek saaja bani jisne kahi ka na choda

Hum Nay Kaanton Ko Bhi Narmii Say Chuhwaa HayAksar Log Be-Dard Hain Phoolon Ko Massal Detay Hain

Phool Sa Aik Kalaam Or SahiAik Ghazal Usky Naam Or Sahi

Barso Baad Na Jaane Kaun Kaha Hoga,Hum Dono Me Se Na Jaane Kaun Kaha Hoga,Phir Milna Hua To Milenge Khwabo Me,Jaise Sukhe Gulab Milte Hain Kitabo Me

Tm Jis Phool Ko Hans Kr Dekho Kbhi Na Wo MurjhayTm Jis Hurf Py Ungli Rkh Do Wo Roshn Hojay

Patti, Patti Gulab Ban JatiHar Kali Mehare Khwab Ban JatiAapne Dali Na Kuch Aisi Mehkdana NajreWarna Subhaki Os Bhi Sharabh Ban Jati

Bagair Jane Pahechane Ikrar Na KijiyeMuskura Kar Diloko Bekrar Na KijiyePhool Bhi De Jate Hai Zakham Gahere Kabhi KabhiHar Phul Par Yu Aaitbar Na Kijiye

Koi Na Milay To Qismat Se Ghila Nahi KartyAksar Log Mil Ker Bi Mila Nahi KartyHar Shaakh Par Bahaar Aati Hy ZarorPar Har Shaakh Par Phool Khila Nhi Krty

Barish hui to phoolon ke tan chak ho gayemausam ke hath bhig ke saffak ho gayebadal ko kya khabar ki barish ke chah meinkitane buland-o-bala shajar khak ho gayejuganu ko din ke vaqt pakadane ke zid karenbache hamare ahad ke chalak ho gayelahara rahi hai barf ke chadar hata ke ghassuraj ke shah pe tinake bhi bebak ho gayesuraj dimag log bhi iblag-e-fikr meinzulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gayejab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu huilahaje hava-e-sham ke namnak ho gayesahil pe jitne aabguzida the sab ke sabdariya ke rukh badalate hi tairak ho gaye

Mitti Ki Anokhi Murat Ho Tum,Zindagi Ki Ek Zarurat Ho Tum,Phool To Khubsurat Hote Hai,Phoolon Se Bhi Khubsurat Ho Tum.