Jab Bhi Aap Se Milne Ki Taqdeer Nazar AayiMujhe Paon Mein Bandhi Zanzeer Nazar AayiTeri Yaadon Mein Nikal Parey AansuHar Aansu Mein Teri Tasveer Nazar Aayi

Mere Dil Main Koi Aawaz Ubhar Aati HaiTeri Hi Shakal Kitabon Main Nazar Aati Hai

Tere Siwa Bhi Kai RungKhush Nazar Thay MagarJo Tujh Ko Dekh Chuka HoWo Aur Kia Dekhey … !!!

Naa Shayar Hoon, Naa Haasil Hai Hunar Ghazalon MeBayaan Karta Hoon Haal Dil Kaa Chand Lafzon MeKhata-E-Ishq Chaahoon Karnaa Main Bhii Ek BaarSamaa Paaye Agar Koi Mujhko Apni Nazron Me

Uthi hai magrib se ghatapine ka mausam aa gayahai raqs mein ik mah-laqanazuk ada naz aafrinhan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jao dushman-e-duniya-o-dintera thirakana khub haiteri adayen dil-nashinlekin thahar tu kon haio nim-uriyan nazaninkya mashriqi aurat hai tuhargiz nahi hargiz nahiteri hansi bebak haiteri nigah chalak haiuff kis qadar dil-soz haitaqarir bazari terikitni havas aamez haiye sada purkari terisharm aur izzat valiyanhoti hain iffat valiyanwo husn ke shahzadiyanparde ke hain aabadiyanchashm-e-falak ne aj takdekhi nahi un ke jhalaksarmaya-e-sharm-o-hayazevar hai un ke husn kashohar ke dukh sahati hain womuh se nahi kahati hain wokab samane aati hain wogairat se kat jati hain woaziyat-e-millat un se hainam-e-sharafat un se haiimam par qayam hain wopakiza-o-sayam hain wotujh mein nahi sharm-o-hayatujh mein nahi mahar-o-vafasach sach bata tu kon haio behaya tu kon haiye pur-fasun gamze terena-maharamon ke samanehat samane se dur homaradud ho maqhur hotaqadir ke heti hai tushaitan ke beti hai tujis qaum ke aurat hai tuus qaum par lanat hai tulekin thahar jana zarateri nahi koi khatamardon mein gairat hi nahiqaumi hamiyat hi nahimwo millat-e-baiza ke thisare jahan ke roshnijamiyat-e-islamiyanshahanshah-e-hindustanab is mein dam kuch bhi nahihum kya hain hum kuch bhi nahimilli siasat uth gaibazu ke taqat uth gaishan-e-hejazi ab kahanwo turk-tazi ab kahanab gazanavi himmat gaiab babari shaukat gailekin mujhe kya khabt haitaqarir kyon berabt haiitna sharabi ho gayaaql-o-khirad bhi kho gayamujhko zamane se garazmitane mitane se garazhindustan se kam kyaandesha-e-islam kyajine do jine do mujhepine do pine do mujhejab hashr ka din aayegaus waqt dekha jayegahan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jadushman-e-duniya-o-din.

Har Baar Dil Se Yeh Paigham AayeZubaan Kholon To Tera He Naam AayeTum He Kion Bhaye Dil Ko Kya MaloomJab Nazroo K Saamne Haseen Tamam Aaye

Utra Hai Mere Dil Mein Koi Chand Nagar SeAb Khauf Nai Koi Andheroo Ke Safar MaWo Bat Hai Tujh Me Koi Tujh Sa Nahi HaiKash Koi Dekhe Tujhe Meri Nazar Se

Mujhe Tujhse Milne Ki Taqdeer Nazar AayiMujhe Apne Pairon Mein Zanjeer Nazar AayiJitne Aansoo Bahaye Teri Yaad MeinHar Aansoo Mein Tasveer Teri Nazar Aayi

Pani Ka Jism Le Kar Mittti Ke Ghar Me HuManjil Hai Mout Meri Me Har Pal Safar Me HuHona Hai Fanah Ye Malum Hai MujeLekin Khabar Nahi Ki Me Kisi Ki Najar Me Hu

Tu Ne Deekha Hai Kabhi Aik Nazar Sham K BaadKitnay Chup Chap Se Lagtay Hain Shajar Sham K BaadItnay Chup Chap K Rastay Bhi Rahain Ge LailmChor Jain Ge Kisi Roz Nagar Sham K Baad

Mana Teri Nazar Main Tera Pyaar Hum NaheKaise Kahen K Tere Talabgaar Hum NaheKhud Ko Jala K Khak Kar Dala,Mita DiyaLo Ab Tumhari Raah Main Dewaar Hum NaheJis Ko Sanwara Humne Tamannaon K Khoon SeGulshan Main Us Bahar K Hakdar Hum Nahe

Dayar-e-gair mein koi jahan na apna hoshadid karb ke ghadiyan guzar chukane parkuch ittefaq ho aisa ki ek sham kaheenkisi ek aisi jagah se ho yun hi mera guzarjahan hujum-e-gurezan mein tum nazar aa jaoaur ek ek ko hairat se dekhata rahe

Jag mein aakar idhar udhar dekhatu hi aaya nazar jidhar dekhajan se ho gaye badan khalijis taraf tune aankh bhar ke dekhanala fariyad aah aur zariaap se ho saka so kar dekhaun labon ne ke na masihaihum ne sau -sau tarah se mar dekhazor aashiq mizaj hai koi“dard” ko qisa-e-mukhtasar dekha

Tumhari mast nazar agar idhar nahi hotinashe mein choor fiza is kadar nahi hotitumhin ko dekhane ke dil mein aarazuen haintamhare aage hi aur unchi nazar nahi hotikhafa na hona agar bad ke tham lun damanye dil fareb khata jan kar nahi hotitumhare aane talak hum ko hosh rehta haiphir usake bad hamen kuch khabar nahi hoti

Kaise sukun paun tujhe dekhane ke badab kya gazal sunaun tujhe dekhane ke badaavaz de rahi hai meri zindagi mujhejaun main ya na jaun tujhe dekhane ke badkabe ka ehataram bhi meri nazar mein haisar kis taraf jhukaun tujhe dekhane ke badteri nigah-e-mast ne makhmur kar diyakya maikade ko jaun tujhe dekhane ke badnazron mein tab-e-did hi baqi nahi rahikis se nazar milaun tujhe dekhane ke bad