Uthi hai magrib se ghatapine ka mausam aa gayahai raqs mein ik mah-laqanazuk ada naz aafrinhan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jao dushman-e-duniya-o-dintera thirakana khub haiteri adayen dil-nashinlekin thahar tu kon haio nim-uriyan nazaninkya mashriqi aurat hai tuhargiz nahi hargiz nahiteri hansi bebak haiteri nigah chalak haiuff kis qadar dil-soz haitaqarir bazari terikitni havas aamez haiye sada purkari terisharm aur izzat valiyanhoti hain iffat valiyanwo husn ke shahzadiyanparde ke hain aabadiyanchashm-e-falak ne aj takdekhi nahi un ke jhalaksarmaya-e-sharm-o-hayazevar hai un ke husn kashohar ke dukh sahati hain womuh se nahi kahati hain wokab samane aati hain wogairat se kat jati hain woaziyat-e-millat un se hainam-e-sharafat un se haiimam par qayam hain wopakiza-o-sayam hain wotujh mein nahi sharm-o-hayatujh mein nahi mahar-o-vafasach sach bata tu kon haio behaya tu kon haiye pur-fasun gamze terena-maharamon ke samanehat samane se dur homaradud ho maqhur hotaqadir ke heti hai tushaitan ke beti hai tujis qaum ke aurat hai tuus qaum par lanat hai tulekin thahar jana zarateri nahi koi khatamardon mein gairat hi nahiqaumi hamiyat hi nahimwo millat-e-baiza ke thisare jahan ke roshnijamiyat-e-islamiyanshahanshah-e-hindustanab is mein dam kuch bhi nahihum kya hain hum kuch bhi nahimilli siasat uth gaibazu ke taqat uth gaishan-e-hejazi ab kahanwo turk-tazi ab kahanab gazanavi himmat gaiab babari shaukat gailekin mujhe kya khabt haitaqarir kyon berabt haiitna sharabi ho gayaaql-o-khirad bhi kho gayamujhko zamane se garazmitane mitane se garazhindustan se kam kyaandesha-e-islam kyajine do jine do mujhepine do pine do mujhejab hashr ka din aayegaus waqt dekha jayegahan nachati ja gaye janazron se dil baramaye jatadapaye ja tadapaye jadushman-e-duniya-o-din.

Your Comment Comment Head Icon

Login