Jisska Saath Sari Duniya Chod Deti HaiUnke Hatho Me Aksar Paayi Jati Hai SharabKabhi Bhi Apne Gumon Ko Bhulna Ho To Keh DenaKitne Bhi Bade Gum Me Kisiko Bhi Hasati Hai SharabPankh Laga Ke Aasmaan Me Ud Jaate Hai Jo PanchiDo Ghoot Pee Lene Par Unhe Baho Me Le Aati Hai Shara

Onhe Akiya Peeni Sharab Chad De..Mai Akiyan Tera Vassa Karla..Peeni Chad Ke Ainna Dass Te Saee..Jannat Chadke Dozakk Di Chaa Kar La..Ouno Peen Waala Jannat Nae ChanndaZinda Aadam Di Mai Dastaan Karna..Onne Kannnak Tu Jannat Qurbaaan KittiMai Sharaab Tu Jannat Qurbaaan Karnnan

Kuch Is Tarha Sia Pila Muj Ko Aj Aa SakeeKia Yaar Gham Bee Bahool Jahoo MiayHar Aik Ghoot Pia Lab Pa Hia Naam Kiu Un Ka?Nasha Shrab Ka Hia Yia Ka Yaad Hia Unkee?Mira Lahoo Mia Too Shamil Shrab Kuch HiseeKia Jis Tarha Sia Sahgar Mia Lahria Shamial HiaHazar Bar Kiya Hum Na Shrab Sia ToobaHar Aik Bar Akree Jam Pa Toota Hia Mira Har Tooba

Yaha Sirf Sirf Maikhane Aur Sharaab Ki Shayri LikhnaRooh Kisi Mast Ki Pyaasi Gayi Maikhane SeMai Udi Jaati Hai Saaki Tere Paimaane SeJigar Ki Aag Bujhe Jis Se Saaki Wo Shai LaLaga Ke Barf Me Saaki Surahi-E-Mai LaSaaki Humaare Jaam Me Kyu Baal Pad GayaAisa Na Ho Ke Gair Ki Jhooti Sharaab HoYe Chalakta Hua Kya Jam-E-Sharab Aata HaiHai Main Kurbaan Mera Ahd-E-Shabaab Aata Hai

Hum bhi sharabi tum bhi sharabichalake gulabi chalake gulabitaqadir dil ke khanakharabijab tak hai jina khush ho ke jee lainjab tak hai pina jee bhar ke pi lainhasrat na koi rah jaye baqikal subah ke daman mein tum hoge na hum hongebas ret ke sine par kuch naqsh-e-qadam honge????????????????????bas raat bhar ke mehaman hum hainzulfon mein shab ke thode se kam hainbaqi rahega sagar na saqi

Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab LaZara Se Pyas To Buja Sharab La Sharab LaTere Shabab Per Sada Karam Rahay Bahar KaTuje Lagay Meri Dua Sharab La Sharab LaYahan Koi Na Jee Saaka Na Jee Sakay Ga Hosh MeinMita De Naam Hosh Ka Sharab La Sharab LaJawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab LaTera Bara He Shukria K Pilay Ja Pilay JaNa Zukar Ker Hisab Ka Sharab La Sharab LaJawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab LaZara Se Pyas To Buja Sharab La Sharab La

Nazaron Se Nazaaron Ke Jaam Peeta Hoon,Jab Aaye Mehfil Me Tera Naam, Peeta Hoon.Har Din Na Peeta Yahaan Main Yaaron,Bas Jab-Jab Dhalti Ye Shaam, Peeta Hoon.Saans Lene Ke Siwa Na Koi Kaam Mujhe,Bas Jab-Jab Hota Koi Kaam, Peeta Hoon.Tune Jo Humare Dil Se Ki Hai Itni Bewafaai,To Khud Se Uska Le-Le Inteqam, Peeta Hoon.Lagataar Na Kabhi Peeta Hai Ghayal,Har Do Lamha Kar Aaraam, Peeta Hoon.Bina Tere Ab Kaise Jiyega Ye Ghayal,So Apni Maut Ka Kar Intezaam, Peeta Hoon

Kuch is terha guzarti ab, humaari har shaam hai,Ek haath tasveer unki to, aik haath jaam hai!Bekaar hai yaad dilana ,k shaye ye haraam hai,Sab kuch bhool jaate hain ,jab koi leta unka naam hai!Hum to yehi kahenge, Mai be-wajah badnaam hai,Dard-e-dil se humko to , pahunchaati ye araam hai!Tabaah kerti hai sharaab, ghalat is per ilzaam hai,Madadgaar ka badnaam hona to, qudrat ka nizaam hai!Hum ghamkhaaron ka mai ko, Tah-e-dil se salaam hai,Bina iske to khudaa jaane, kya humara anjaam hai!

Door Se Duur Talak Ek Bhi Darakht Na Tha,Tumhaare Ghar Kaa Safar Is Qadar To Sakht Na Tha,Itne Masruuf Thay Hum Jaane Kii Tyaarii Mein,Khade Thay Tum Aur Tumhein Dekhne Kaa Waqt Na Tha,Main Jis Kii Khoj Mein Khud Kho Gya Thaa Mele Mein,Kahin Vo Mera Hii Ehasaas To Kam Bakht Na Tha,Jo Zulm Seh Ke Bhi Chup Rah Gya Na Khaul Utha,Vo Aur Kuchh Ho Magar Aadmi Kaa Rakt Na Tha,Unhi Faqiiron Ne Itihaas Banaya Hai Yahaan,Jin Pe Itihaas Ko Likhne Ke Liye Waqt Na Tha,Sharaab Kar Ke Piyaa Us Ne Zehar Jiivan Bhar,Hamaare Shehar Mein Neeraj-Saa Koyi Mast Na Tha,

Rukh Se Parda Hata De Zara SaqiyaBas Abhi Rang-E-Mehfil Badal Jaye GaJo Behosh Hai, Hosh Main Aye GaGirne Wala Jo Hai Woh Sambhal Jaye GaTum Tasalli Na Do Sirf Bethe RahoWaqt Kuch Mere Marne Ka Tal Jaye GaKia Yeh Kam Hai Masiha Ke Hone Hi SeMaut Ka Bhi Irada Badal Jaye GaMera Daman To Jal Hi Chuka HaiMagar Aanch Tum Par Bhi Aaye Gawara NahiMere Aansu Na Ponchho Khuda Ke LiyeWarna Daman Tumhara Bhi Jal Jaye GaPhool Kuch Ais Tarah Tod Aye BaghbaanShakh Hilne Na Paye Na Aawaaz HoWarna Gulshan Main Phir Na Bahar Aye GiHar Kali Ka Kaleja, Dahal Jaye GaTeer Ki Jaan Hai Dil Dil Ki Jaan Teer HaiTeer Se Yun Na Khelo Khuda Ke LiyeTeer Nikla To Dil Bhi Nikal Jaye GaDil Jo Nikla To Dum Bhi Nikal Jaye Ga

Log Kehte Hai Main Sharaabi HoonTum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonKissi Pe Husn Ka Guroor Jawaani Ka NashaKissi Ke Dil Pe Mohabbat Ki Rawaani Ka NashaKissi Ko Dekhke Saanso Se Ubharta Hai NashaBina Piye Bhi Kahin Hadh Se Guzarta Hai NashaNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao ZaraKisse Hai Hosh Mere Saamne To Laao ZaraNasha Hai Sab Pe Magar Rang Nashe Ka Hai JudaKhili Khili Hui Subah Pe Hai Shabnam Ka NashaHawa Pe Khushbu Ka Baadal Pe Hai Rimjhim Ka NashaKahin Suroor Hai Khushiyon Ka Kahin Gham Ka NashaNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalMaikade Jhoomte Paimaanon Mein Hoti HulchulNasha Sharaab Mein Hota To Naachti BotalNashe Mein Kaun Nahin Hai Mujhe Bataao ZaraLog Kehte Hai Main Sharaabi HoonTum Ne Bhi Shaayad Yehi Soch Liye HaanLog Kehte Hai Main Sharaabi Hoon

Following is one of the best Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi. Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi are one of master pieces in Poetry.Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai.MAI NASIR NAHE MAI KAFIR SAHE,MAI MUSLIM NAHE MAI HINDU SAHE,WO DIL PAR MERE RAKH DEY GA PATHARMUJHEY MALOOM NAHE KUCH KHABAR BHE NAHE,MAI ANJAANA NAHE MAI DEEWANA SAHE,MAI SHAMA NAHE MAI PARWANA SAHE,WO GHAZAL KE DUNIYA NAE TO NAHEMAI SHAYAR NAHE MAI GALIB SAHE,U TO SAB HE HUMKO KEHTEY THEY SHARABIMAI SHARABI NAHE MAIKHANA SAHESharabi Naam Na Do Mujhko,Main To Kabhi-Kabhi Peeta Hoon,Pahali Bar Aaya Hoon Mayakade Mein,Roz To Ghar Hi Par Peeta Hoonjab peety thy tu itni pee k mehaany tak ujar deye….jab se tum ny aanhko se peelai mehany janaa chur deyaShare with us more Sharabi sher and sharabi shayari in Urdu and Hindi in comments section

Nasha hum karte hain ,ilzaam sharaab ko diya jaata hai,magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai…Jamm pi kar apne gam ko kaha kam kia hamne,Har waqt teri yaadon main in aankhon ko namm kia hamne.Chaha tha tujhe bhulna par yaad hi kia hamne.Aur jindagi ke baad bhi kabarr se haath nikaal kar tera hi intezar kia hamne.Sham thi wo kaatil,jo uski yaaden le aai ,Thy ham tanha, hame mahkhane le aaye,Saaki ne toa aur bhi julam dhaya ham par,Ke chalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …Nazar saaki par hain, aur lab paimaane parDil hamara hai aaj fir, kisi kay nishaane parWoh khaali pyala liye letein hain, kabar main apniKehte hain sharab milaegi, jannat kay aane par..Hamari kahani sunn sakee ki bhi aankhon main aansoo aa jate hain,Saare mehkhane ki sharab peekar bhi hum nashe main nahi aate hain,Kya karein sakee aab toa itni jyada peene lage hain,Kay hum mehkhane main bhi darwaje se lauta diye jate hain.Bichdee huae yaar hain millee par unkii yaade nahi bichdiiGamm unke diye hain par unki chaah nahi bichdiiSaaki bottal khol de aaj saari tere maikhaane kiiDeekhen aaj pehmaano main rehta hai gamm ya hamare dil main.Mat karo meri batoon pe yakin ,maine nashe mai hu,Woh thi hamare kareeb , mai nashe mai haun.