Maikhana Badalne Se,Na Badle SharaabNasha Na Ho To Shaqiii KharaabJab Kaddam Badhh Hi Gaye Mehkhane Ki TaraffAye Dost Pyaare ToDubbo De Gam-E-Zindege Ke AajYahan Gum Saare

Sham thi wo kaatil,jo uski yaaden le aai ,Thy ham tanha, hame mahkhane le aaye,Saaki ne toa aur bhi julam dhaya ham par,Ke chalak gaya paimana, aisi aankhiyon se pilayi …

Ishq-A-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat BuriMain Bhi Sharif Hua Karta Tha Is Zamane MeinPehle Din Shuru Karta Tha Masjid Mein Namaaz SeAb Dhalti Hai Shaam Sharab Ke Sath Mehkhane Mein

Saaki Se Kah Do Ki May Me Ab Wo Baat Na RahiJab Se Nigaaho Se Pee Hai Botal Ki Yaad Na RahiBehosh Kaun Karta Hai Ye To Waqt Hi BatayegaPar Jaam Me Ab Unki Nigaaho Si Kaaynaat Na Rahi

Duriyaa Aasani Se Mitati Hai Sharaab,Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai Sharaab….Aansuwo Ko Mila De Tu Apne Har Ek Jaam Me,Fir Dekh Kaise Yaadon Ko Aur Kareeb Lati Hai Sharaa

Jaam Jo Bhara Sharab Se,Teri Tasveer Nazar AayiTodi Jo Bottol, Tukdon Mian Tasveer Nazar AayiJab Jodne Lage Hum Un Tukdo Ko Nashe MainMere Khooon Se Bahri, Teri Maang Mujhe Nazar Aayi

Tapak Rahi Hai Sharaab Ki Bondein Paani Ki TarahDil Bhar Gaya Hai Mera Dard Ke Samandar Ki TarahChaah Kar Bhi Nahi Bhula Pate Tujhe HumTeri Yaadon Ke Sahare Ruk Nahi Sakte Peene Se Hum

Dil Samundar Hai Mera, Magar Ek Pyaas Baaki HaiTu Hai Be-Wafa To Kya, Teri Yaad To Baaki HaiBarbaad Kar Gaye Mujhko Khud Se Juda KarkeAb To Bas Paimaane Mein Chhalakti Sharab Baaki Hai

Sharab Bachi Hai Abb Bhi Mere Paimane MainUski Wafa Ki Ummeed Reh Gayi Hai Mere Kahbo MainNa Jane Kyun Nazar Aati Hao Wo Humme Tanhayiii MainJinhe Hum Juda Kar Chuke The Kisi Zamane Main

Hum Bhi Bane Hain Shayar Hoke Ishk Me Nakam,Humne Bhi Kiya Hai Naam Hoke Ishk Me Badnaam,Pyar Me Unke Hame Do Niyamate Mili,Ek Hath Me Kalam Hai Duje Hath Me Hai Jaam…………

Maikhane Mein Baithe Hai,Peene,Ek Jaam Tere Naam KaTeri Aahosh Mein Jo Peene Lage,Toh Phir Hisaab Hee Na Raha Shaam KaKehte Hai Humme Sharabi Log Hum Kehte HaiSharab Bina Maikhana,Aur Sajni Bina Sajan,Na Kisi Kaam Ka

Hamari kahani sunn sakee ki bhi aankhon main aansoo aa jate hain,Saare mehkhane ki sharab peekar bhi hum nashe main nahi aate hain,Kya karein sakee aab toa itni jyada peene lage hain,Kay hum mehkhane main bhi darwaje se lauta diye jate hain.

Gham tum laate ho zindagi mein humaare,wo zakhm aane he nahi deti,khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,wo to khushi ko jaane he nahi deti,hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti.

Bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya haigulam-e-saqi-e-kausar hun mujhako gam kya haitumhari tarz-o-ravish janate hain hum kya hairaqib par hai agar lutf to sitam kya haisukhan mai khama-e-galib ke aatashafashaniyaqin hai hamako bhi lekin ab us mai dam kya hai

Aye Sharabi Tu Peeta JaaTere Paimaane Main Aaj Dariya HaiAsar Tere Nashe Ka Dekhenge HumTere Peene Ka Aaj Nazariya HaiTujh Pe Yeh Ilzaam Hai Hoosh Walon SeKi Tu Be-Khabar Madhosh Dewaana HaiAa Sharabi Pee Ke Sach Bole JaTere Haathon Main Aaj Maikhana Hai…