Bichar Kar Aap Se Humko Khushi Achhi Nahi Lagti; Labon Par Yeh Banawat Ki Hansi Achhi Nahi Lagti; Kabhi To Khoob Lagti Thi Magar Yeh Sochti Hoon Ab; Ki Mujhko Kyon Meri Yeh Zindagi Achhi Nahi Lagti

Soch Bhi Nahi Sakta Ek Pal Bhi Door Rehna Tumse; Agar Tu Bhool Jaye To Toot Ke Bikhar Jaun Main

Woh Jate Jate Kah Gaye Ki Abb Hum Sirf Khwabo Main Ayeinge; Humne Kaha Tu Wada To Kar Zindgi Bhar Ke Liy Soo Jayeinge

The Two Most dangerous Weapons In The World Other Than Nuclear
Bombs
1 A Girls Smile
2 A Girls Tears

Sard Raaton Ko Satati Hai Judai Teri; Aag Bujhti Nahi Seene Mein Lagayi Teri; Tum Jo Kehte The Bichar Kar Main Sukun Paa Lunga; Phir Kyu Roti Hai Mere Dar Par Tanhayi Teri

Tujhse Door Ab Hum Jaa Nahi Sakte; Tujhse Pyar Kitna Hai Ye Hum Bataa Nahi Sakte; Humhe Maloom Hai Ye Zindagi Chaar Din Ki Hai Lekin; Tere Bina Ye Chaar Din Hum Bita Nahi Sakte

Bahut Udaas Hai Koi Shakhs Tere Chale Jaane Se; Ho Sake To Laut Kar Aaja Kisi Bahaane Se; Tu Lakh Khafa Sahi Magar Ek Baar To Mud Kar Dekh; Koi Toot Geya Hai Tere Door Chale Jaane Se

Soch Nahi Sakte Ek Pal Bhi Door Rehna Tumse; Agar Tu Bhool Jaaye To Toot Ke Bikhar Jaun Main; Kabhi Jannat Bhi Mile Mujhe Tere Pyaar Ke Badle; Mohabbat Kee Kasam Wahan Bhi Mukar Jaun Main

Ab Kaun Se Mausam Se Koi Aas Lagaye; Barsaat Mein Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aaye

Kaisa Sitam Hai Apka Ye Ke Rone Bhi Nahi Dete; Kareeb Aate Nahi Aur Khud Se Juda Hone Bhi Nahi Dete

Aye Khuda Kaisi Ye Judaai Hai; Har Mod Par Tanhaai Hai; Kaise Jiyenge Hum Unke Bina; Har Taraf Ruswai Hai

Kitabo se nahi seekhi hai Mohabbat mene
Kisi ke chhu lene se nas nas me bhar gayi thi mohabbat mere

Udas Na Baitho Fiza Tang Karegi; Gujre Hue Lamho Ki Sazaa Tang Karegi; Kisi Ko Na Lao Dil Ke Itna Kareeb; Kyonki Uske Jaane Ke Baad Uski Har Adaa Tang Karegi

Hum Ne Chaha Bohat Per Izhar Kar Na Sake
Kat Gai Umar Per Pyar Kar Na Sake
Usne Mangi Bhi To Humse Judai Mangi
Aur Hum The Ke Inkar Kar Na Sake.

Kitna Bhi Chaho Na Bhool Paoge Hume
Jitni Door Jaoge Nazdik Paoge Hume
Mita Sakte Ho To Mita Do Yaaden Meri
Magar Kya Sanso Se Juda Kar Paoge Hume.