Ajeeb Mosam Hai Barishon KaK Jis Mein Jazbay Sulag Rahay HainDhuaan Dhuaan Hain Ye Bheegi AankheinJigar K Chhaalay Bhi Tap Rahay HainJalay Hu-On Ko Jla Raha HaiAjeeb Mosam Hai Barishon KaPeyaam Koi, Slaam KoiGulaab Koi Na Khaab KoiTumhari Jaanib Se Pehle Paaya HeKab Tha Main Ne Koi Bhi JazbaTo Kyoon Ye Khahish Jaga Raha HaiAjeeb Mosam Hai Barishon KaK Jo Dil Ki Dharti K Rang SaarayMita Raha Hai, Sta Raha Hai

Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata HaiKisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata HaiFiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza HaiYe Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata HaiBheegi Hoye Raatain Khamosh Si BaatainAisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata HaiBarsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai KhushboYe Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata HaiAisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki BaatYe Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai

Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata HaiKisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata HaiFiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza HaiYe Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata HaiBheegi Hoye Raatain Khamosh Si BaatainAisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata HaiBarsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai KhushboYe Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata HaiAisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki BaatYe Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai

Kisi Din Tez Barish MainAgar Tum Bheeg Jao ToAgar Barish K Ye QatrayTumhari Zulf Ko Chu KarTumharay Gaalon Ko ChumenAgar Barish K Pani SayAgar Thandi Hawaon SayKisi Purzor Jhonkay SayMeri Jan Jhoom Jao ToMujhy Tum Yaad Kar LenaAgar Khwahish Ho Aisay MainKoi Sathi Ho Bahon MainJo Chheray Zulf Ko TeriTeray Rukhsar Ko ChoomayTu Jhoomay Us Ki Bahon MainTeri Bahon Main Wo JhoomayMujhy Tum Yaad Kar Lena……

Tujh Se Milnay Ko Kabhi Hum Jo Machal Jaate HainTo Khyalon Me Bohut Door Nikal Jaate HainGar Wafaun Me Sadaqat Bhi Ho Or Shiddat BhiPhir To Ahsaas Se Patther Bhi Pighal Jaate HainUski Aankhon K Nashe Me Hain Jab Se DoobeLar-Khratay Hain Qadam Or Sambhal Jaate HainBewafayi Ka Mujhe Jab Bhi Khyaal Aata HaiAshk Rukhsaar Pe Aankhon Se Phisal Jaate HainPiyar Me Aik Hi Mausam Hai Baharon KaLog Mausam Ki Tarha Kese Badal Jaate Hain ??

Jab Binn Badal Barsat Ke ,Hum Tum Behga Kartee TheyJab Chotee Chotee Batoon Per,Hum Tum Rutha Kartee TheyJab Hathon Main Hath Daal Kar,Hum Tum Kehla Kartee TheyJab Ankhon Se Akhain Mila Kar,Hum Tum Batain Kartee TheyJab Iss Duniya Ko Bhula Kar,Hum Tum Apnee Duniya Main Rehte TheyJab Kadmon Se Kadam Mila Kar,Hum Tum Rahon Per Chaltee TheyJab Ankhon Ke Nami Chupa Kar,Hum Tum Ahain Barhtee TheyTab Se Tum Ko Chahtee Hain..Tab Se Tum Ko Chahtee Hain

Atte Ho Tum Barsaat MaiDeewani Mujhe Banate HoMere Bheege Badan Ko Dekh KarShrarat Se Muskurate HoKapkapate Is Jisam KoApni Bahon Ka Anchal Urdate HoDhadkate Hue Humare Dil KoApni Baato Se Sehlate HoJalati Hai Man Mai Ek JawalaJisko Samjh Khoob Tum Jaate HoBand Kar Le Jo Hum Apni AnkheinBas Hume Hi Dekhe Jaate HoChum Kar Matha HumaraSir Per Rakh Hath, Seene Se Lagate HoSayam Apne Se, Apna Maan Badate HoAtte Ho Tum Barsaat Main, Deewani Mujhe Banate Ho

Ghum Ki Baarish Ne Bhi Teray Naqsh Ko Dhoya NahiTu Ne Ne Mujh Ko Kho Diya, Mein Ne Tujhay Khoya NahiNeend Ka Halka Gulaabi Sa Khumaar Ankhon Mein ThaYun Laga Jaisay Woh Shab Ko Dairr Tak Soya Nahi ThaHar Taraf Deewar O Dar Aur Unn Mein Ankhon K HujoomKeh Sakay Jo Dil Ki Halat Woh Lab Giya NahiJuram ADAM Ne Kiya Aur Nasal E Adam Ko SazaKat-Ta Hon Zindagi Bhar Mein Ne Jo Boya NahiJanta Hon Aik Aisay Shakhs Ko Mein Bhi *MUNIR*Ghum Se Pathar Hogeya Lakin Kabhie Roya Nahi

Barisho Ke Mausam Mai, Waqt Ke Andhero MaiMene Usse Poocha Tha, Chod Toh Na JaaogeHaath Thaam Kar Usne Kaan Mai Ye Bola ThaKese Chod Sakta Hun, Tum Toh Meri Jaan HoAur Aaj Aesa Hai, Zindagi Ke Is Modd ParWehshatoh Ke Mausam Mai, Mene Usse Poocha HaiChod Kar Hi Jaana Tha, In Muskurati Galiyon MaiFir Khushiyon Ki Aas Kyon Dilaai Thi,Dil Mai Khushiyon Ki Pyaas Kyon Jagaai ThiMere In Sawaalo Par Na Voh Thehra, Na Voh ChaunkaChalte-Chalte Itna Hi Kaha BasMausamo Ka Khel Hai Sa

Saawan Ka Mausam ThaPoonam Ki Raat ThiMein Uske Paas ThaWoh Mere Karib ThiFir Woh Mere Paas AayiAur Thodi Si GhabraayiJab Meine Uska Haath PakadaTo Woh Thodi Si SharmaayiUsne Kaha Aaj HumAise Bandhan Me Bandh JaayeJise Duniya KiKoi Taakat Na Tod PaayeMeri Khushi Ka AndaazaLagana Mushkil ThaPar Iske Aage Jo HuaWoh Batana Bhi Mushkil HaiUsne Mera HaathHaatho Me Lekar KahaYeh To Janam JanmoKa Bandhan HaiPhir Mujhe Yaad AayaWoh Saawan Ka MausamWoh Poonam Ki RaatYeh To Raksha Bandhan Hai!

Bhagon Main Phir Bahaar Ka Mausam Hai Aa GayaPhir Zindagi Main Pyar Ka Mausam Hai Aa GayaSerson Ka Rang Khila-Khila Haldi Ke Rang SeLagta Hai Phir Ubaar Ka Mausam Hai Aa GayaSharma Ke Laal Ho Gayee Kaliyan Plaas KiSapno Main Intezar Ka Mausam Hai Aa GayaPurvayiyon Ke Haat Phir Mehandi Lagi HuyiDoli Ka, Phir Kahaar Ka Mausam Hai Aa GayaChalki Hai Phir Se Geet Ki Gaagar Kahi NayeeDolak Ka, Phir Sitar Ka Mausam Hai Aa GayaKeh Do Kabeer Se Na Chadariya Bachegi AajRangon Ki Phir Puhaar Ka Mausam Hai Aa Gaya

Hain Aik Baarish K Roop KitneWohi Hai Badil , Wohi Ghata HaiYe Raaz Kya HaiTamaam Qatre Zameen Per Aik Saath Aa Ker Girte HainPhir Bhi Sab Aik Se Nahin HainKe Jaise Naghma , Bohat Se Saazon Se Mil K Banta HaiAur Phir BhiTamaam Saazon Ka Apna Apna Alag Tashakhuss HaiJaise Pairon K Sabz PattayK Sabz Ho K Bhi Apni Rangat K Aik Aik Hisse MainSaare Patton Se Mukhtalif HainKabhi Jo Barish Ki Rutt Mein Main Aankhon Ko Band Ker KMain Sirf Uss Ki Nirali Sadyen SuntaAur Un Main Bante Tarha Tarha K Suron Ko Chunta Hoon

Ajj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiIski Hawa Saari Kushi Uraha Ley GayiKuin!Pata NahiMeara Dil Dukha GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiLaga EaseyJeaseyRoya Ho Aasman Meari TurhanNahi Samujh AyaaHowa KiaBas Meari Aankh Num Kur GayiMeara Dil Turpa GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiAjj Barish Ko Choowa Bhi NahiPhir BhiMujhe Yaadon Se Bheego GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur GayiKur Gayi Mujhe Gum SumKuin Howa EasaNahi MaloomHur Aahut Pur Chonki HonKaheen Na Kaheen Ho TumPurNahi Thae Kaheen TumYah Baat Afsurda Kur GayiAjj Barish Mujhe Afsurda Kur Gayi

Jaane Ye Kaun Sa Mausam HaiJaane Ye Kaun Sa Mausam HaiNa Sardiyon Ki Dhoop HaiNa Din Yahan Par Kam HaiNa Thand Ka Koi Bhi Roop HaiNa Mitti Ki Khushbu HaiNa Bheege Yauvan Mein HulchulNa Baadalon Mein Guftagu HaiNa Chai Pakodi Ka Hi Koi PalDhoop Bhi Chilchilaati NahiNa Chaandni Ka Koi AalamNa Jharnon Ki Aarzoo KahinNa Ye Chhuttiyon Ka MausamSarson Bhi Nahi Dikhte HainPatang Asma Me Ab Tak Na Naacha HaiNaye Patte Bhi Kahin Na Ugte HainNa Muskaraata Koi Bhi Raasta HaiJaane Ye Kaun Sa Mausam HaiTum Paas Hokar Bhi Itne Door HoHar Baat Shuru Hone Se Pehle Khatm Hai

Badalate waqt ka ik silsila sa lagata haike jab bhi dekho use dusara-sa lagata haitumhara husn kisi aadmi ka husn nahikisi buzurg ke sachi dua sa lagata haiteri nigah ko tamiz rang-o-nur kahanmujhe to khun bhi rang-e-hina sa lagata haidamag-o-dil hon agar mutmain to chaon hai dhupthapeda lu ka bhi thandi hawa sa lagata haiwo chat pe aa gaya betab ho ke aakhirkhuda bhi aj sharik-e-dua sa lagata haitumhara hath jo aaya hai hath mai mereab aitabar ka mausam hara-sa lagata hainikal ke dekho kabhi nafaraton ke pinjare setamam shahar ka “manzar” khula sa lagata hai