Dil me tamannaon ko dabana seekh
liya,
Gam ko ankhon me chhipana seekh
liya,
Mere chahre se kahin koi baat
zaahir na ho,
Daba ke hothon ko hamne
muskrana seekh liya...!

Sone ke DAAM aur
killer ke KAAM dono hi bhut Mehnge Hai

Mohabbat nhi ati E bewafa tujhe
Are kam se kam thoda Rehem to k

Kise Sunau Jakar Mai Haal Apne Dil Ka
Tune To Keh Diya Fursat Nahi Mujhe

Humse mat pucho zindagi k Baare mein
Ajnabi kya jaane ajnabi k baare mein

Aankhon se nikalte hue ashkon ko sambhalo
Behte huye pani pe safar kon krega

Ay raat tum to Agosh e Muhbat mein so jaya kro
hamain to Aadat hai sitaron ki rakhwali ki

Rooh tho nakam ho hi jati h ishq main
aasan nai hota kisi ko APNA bnana
er kasz

Na hum rhe dil lagane kabil
Na dil rha gam uthane kabil
Lage uski yaado ke jo zakham dil par
Na chhoda usne muskurane ke kabil

Mohabbat Karo To Dhoka Na Dena,
Pyaar Ko Ansuo Ka Tohfa Na Dena,
Dil Se Roye Koi Aapki Yaad Mein,
Aisa Kisi Ko Kabhi Mauka Na Dena

Jaise Julfon Ki Lat Hai Chehre Ke Karib Tere
Kaash Hum Bhi Aaj Tere Itne Karib Hote
Tere Phulon Se Chehre Ko Hardam Niharte Hum
Kaash Aisi Hoti Kismat Aise Naseeb Hote

Zindagi Mein Bahut Kuchh Khoya Hai Humne
Magar Ab Toh Kuchh Paane Ki Tamanna Hai Hamein
Aap Humse Dil Lagayein Ya Na Lagayein
Magar HumKo Aapse Dil Lagane Ki Tamanna Hai

Hamari Kismat To Aasman Per
Chamkty Huwe Sitaron Ki
Tarah
Hai..!
.
.
.
Log Apni Tamana K Liye
Humare Tootne Ka Intezar
Karte Hain..!

MeRi Ta Ik Ehi Tamanna
Hora To Mai Ki Laina Bs Tainu Hi RaBB Manna

Adat Badal Don Kese Tere Intizar Ki
Ye Bat Ab Nahi Hai Mere Ikhtiyar Ki