Naam uska likh kar mita raha tha main
Dil ko apne yun bahla raha tha main
Na thi jisko mere pyar ki kadar ae dosto
Ittefaq se usi ko chah raha tha main
Usi diye ne jala diya mere hatho ko
Jisko hawa se bacha raha tha main

Kuch na kaho dil mein hai jo Aankhon se baat ho jayegi
Tum bhi suno mein bhi sunu Bas yuhi raat guzar jayegi
Kaisi beeti din ki yaadein Beete pal ki baatein Hai
aansoon kaise Tumko ab na jaane dunga Tera hi rahoonga
jaan lo yeh Tum meri ho

Suna Hai Is Jahan Me Zindagi Ki Qehat-Saali Hai
Yahan Do Chaar Din Jeene Ka Aksar Zikar Hota Hai
Yahan Har Cheez Faani Hai Sabhi Ko Maut Aani Hai
Yahan Izhaar Kya Karna Yahan Par Pyar Kya Karna
Magar Kuch Yun Bhi Sunta Hun K Aisa Ek Jahan Ho Ga
K Jis Me Maut Aane Ka Koi Dharka Nahi Hoga
Hayat-e-Jaan Vidaan K Sab Wahan Asbaab Rakhe Hain
Ye Mera Tum Se Wada Hai Agar Dono Wahan Mil Gaye
Wahin Iqraar Kar Lein Ge Wahin Izhaar Kar Lein Ge
Wahin Phir Pyar Kar Lein Ge Wahin Phir Pyar Kar Lein Ge...

Karam Itna Ho Khuda Ki
Oh Dil Ki Baat Aankho Se Samjh Jaate

Dil abhi puri tarah toota nahin
Doston ki meherbaani chahiye

zindgi kyo nikal rahi hai din pe
din Ak Jeewan saathi to de de

MuSkuRaNe ki vaj tum hi ho q ki
TuM hiHoMeRi AsHiQuI Ab TuM Hi Ho

Bolna Toh Chahta Hai Dil Baatein Bahoot
Par Jubaa Hi Ki Bol Nahi Paate

Usne Itna Dard Diya Jinta Kisi Ne Bhi Nhi Diya
Ab To Aye Dil Tu Use Bhul Jaa

Tere kahar to sirf tre gaav tak hai
beta apna kahar to dhup se chaav tak hai

Bematlab ki zindagi ka silsila hua
khatam ab jis tarah ki duniya us tarah ke hum

Chahiye inko toh bas meri aankho
me panah aansuo ko bhi hazur ucha ghrana chahiye

Aisi koyi chij hai jo bina kaam ke mile................are pani bhi nahi milt mehnat ke bina

Assi Ta Mundeya Saaf Sheeshe Waang Haan
Jad V Dekhenga Tu Apne Aap Nu Hi PaAyenga

Dhund Ne Par Wohi Milenge Jo Kho Gaye The
Wo Kabhi Nahi Milenge Jo Badal Gaye Hai