kar li na tasalli tumne dil tod kar mera
maine bhi kaha tha kuch nahi hai iss mein tumhare siwa
kar li na tasalli tumne dil tod kar mera
maine bhi kaha tha kuch nahi hai iss mein tumhare siwa
jiwan to jiwan hai,
jiwan ki na koi preet,
kahu mein ek baat,
jiwan ki na haar hai,
jiwan ki na jeet.
Chale jayenge ek din tujhe tere haalpar chorkar
Phir mohabbat kya hoti hai tujhe khud pata chal jaayega
er kasz
Kisi Din Hath Dho Betho Ge Hum Se
Tumhe Chaska Bohat Hai Be Rukhi Ka
ISHQ mein Mera tootna to Lazim Hi Tha
Kaanch ka DIL Tha aur Mohabbat patthar se Ki
Tum NaY SamJha Hee Nahi Aur Na SamJhna Chaha
Hum ChahTe Bhi Kya The Tum SeY Tumhare SiVa
Agar Rishte Sache Ho To Unko Sambalna Nahi Padta
Aur Jin Rishto Ko Sambhalna Pade Wo Sache Nahi Hote
Chah kar bhi nahi puch sakte haal unka
kahi wo ye na kehde ki ye hak thume kisne diya
er kasz
Unko Jana Tha Wo Chle Gye
Hum ko Khona Tha Hum ne Kho Diya
Fark sirf Itna Tha Us ne Zindgi Ka Ik Pal Khoya
Hum ne Ek Pal Mai Puri Zindgi Kho di
Aey ishq kaisa insaaf hai tera,
khata lamhon ki aur saza sadiyon ki..!
Hum Nay Us Raat Bhi Tumhe Manga Tha
Log Jis Raat Bukhshish Ki Dua Mangty Hein
Abhi Bhi Baaki Hai Kuch Ummiden Unse
Jo Meri Saari Ummiden Tod Kar Chale Gaye
Qadar karlo unki jo tumse bina matlab ki chaahat karte hain
Duniya mein khayal rakhne wale kam aur takleef dene wale zyada hote hain
Door jakar bhi ham door jaa na sakenge,
Kitna royenge ham bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki ham aapko bhula na sakenge…