Tohamaten chand apne zimme dhar chalejis liye aaye the so hum kar chalezindagi hai ya koi tufan haihum to is jine ke hathon mar chalekya hamen kam is gulon se ae sabaek dam aaye idhar udhar chaledosto dekha tamasha yan ka sabtum raho khush hum to apne ghar chaleaah bas jee mat jala tab janiyejab koi afsun tera us par chaleshama ke manind hum is bazm meinchashm-nam aaye the daman-tar chaledhundhate hain aap se usako pareshekh sahib chod ghar bahar chalehum jahan mein aaye the tanhavalesath apne ab use lekar chalejun sharar ae hasti-e-bebud yanbare hum bhi apni bari bhar chaleek main dil resh hun vaisa hi dostzakhm kitanon ka suna hai bhar chalehum na jane paye bahar aap sewo bhi aade aa gaya jidhar chalesaqiya yan lag raha hai chal chalaojab talak bas chal sake sagar chale“dard” kuch malum hai ye log sabkis taraf se aaye the kidhar chale

Yu Mere Dil Ko Sataya Na KaroAye Ho To Milne To Bahane Banaya Na KaroChahat Ka Ikrar Kar Hi Tari Ankho  NaTum Nazro Ko Nazro Se Curaya Na KaroBahar Ke Mousam Hai Mari A Mari JanTum Khazao Ko Dil Se Lagaya Na KaroKoi Tujhay Sochta Hai Rat DinTum Yu Kisi Ki Bato Mein Aya Na KaroPhulti Hoi Sansay,Dhrakta Howa Yah DilKahta H A Ajnabi Ataye Ho Tu Lut Kr Jaya Na KaroDo Ghari K  Ly Hi Sahi  Hamay Mahsoos KaroTum Khud Ko Rok Kr Hamay Azmay Na KaroHum B Chatya Haie Apna Nh Hamara Khayl KaroSapnay Tu Tut Ne K Ly Hotay He Tm Parayshan Ho Jaa Na KaroA Jao Hamaray Dar Pr Kabhi Chalty Chalty A Hm DamYu Sayap Ban Kr Maray Jism Ko Dhasa Na KaroAmnay Samnay Jb Bathay Hoie Uth Kr Jaya Na KaroYu Mari Nazro Sy Ujhal Ho Jay Na KaroKuch Baat Karna Chatay He Hum Tujh SyBat Buri Lag Jay Tu Ruth Kr Jay Na KaroKabhi Rat Ki Shabnami Ko Samjha KaroTum Rat Din Ki Cakro Ma Na Ya KaroJo Kahta H Yah Dil Is Dil Ki Bat SounoYah Yah Tu Nh Kahti Tm Maray Pass Na Aya KaroYah Dunya Tu  Rango Ke Mela HaiTum In Ko Senay Se Lagay Na KaroJab Taray Pss Tara Hum Dam HoTum Kici Or Ko Bulaya Na KaroMobabbat Karti Hai Tujhay Yah Dilo Jan SeTu Kuch Apnay Dil Ko B Samjahay KaroTaray Anso Dakh Kr Shulo Ma Jalti Hai YahTum Yu Mujh Ko Sataya Na Karo

Phirate hain kab se darbadar ab is nagar ab us nagarek dusare ke hamsafar main aur meri aavaragina aashana har rahguzar na meharban hai ek nazarjayen to ab jayen kidhar main aur meri aavaragihum bhi kabhi aabad the aise kahan barbad thebifikr the aazad the masarur the dilshad thewo chal aisi chal gaya hum bujh gaye dil jal gayanikle jala ke apna ghar main aur meri aavaragiwo mah-e-vash wo mah-e-ruh wo mah-e-kamil hubahuthin jis ke baten kubaku us se ajab thi guftaguphir yun hua wo kho gai aur mujh ko zid si ho gailayenge us ko dhund kar main aur meri aavaragiye dil hi tha jo sah gaya wo baat aisi kah gayakahane ko phir kya reh gaya ashkon ka dariya bah gayajab kah kar wo dilbar gaya tee liye main mar gayarote hain us ko raat bhar main aur meri aavaragiab gham uthayen kis liye ye dil jalayen kis liyeaansu bahayen kis liye yun jan gavayen kis liyepesha na ho jis ka sitam dhundenge ab aisa sanamhonge kaheen to kargar main aur meri aavaragiaasar hain sab khot ke imkan hain sab chot keghar band hain sab kot ke ab khatm hai sab totakeqismat ka sab ye khel hai andher hi andher haiaise hue hain beasar main aur meri aavaragijab hamdam-o-hamraz tha tab aur hi andaz thaab soz hai tab saz tha ab sharm hai tab naz thaab mujh se ho to ho bhi kya hai sath wo to wo bhi kyaek behunar ek besabar main aur meri aavaragi

Manzil-e-janan ko jab ye dil ravan tha dostotum ko main kaise bataun kya saman tha dostohar guman pahane hue tha ek malbus-e-yaqinhar yaqin jan dada-e-husn-e-guman tha dostodil ki har dhadakan makan-o-lamakan par thi muhithar nafas raz-e-doalam ka nishan tha dostokya khabar kis justaju mein is qadar aawara thadil ke jo ganjina-e-sarr-e-nihan tha dostodhundhane par bhi na milta tha mujhe apna vujudmain talash-e-dost mein yun benishan tha dostomarkad-e-iqbal par hazir thi jab dil ki tadapzindagi ka ek parda darmiyan tha dostoqarb ne paida kiya tha khud hi duri ka samanfasala warna hail kahan tha dostobekhudi mein jab mere honton ne chuma qabr komere sina se gada-e-fursiyan tha dostoru-ba-ru-e-jalva-e-markad vujud-e-kam ayarzar-e-naqis sharmasar-e-imtehan tha dostopartav-e-dil mein nihan thi tah-bateh ye khamoshiishq ka wo bhi ik izhar-e-bayan tha dostojalvagah-e-dost ka aalam kahun main tum se kyajalva hi jalva vahan tha main kahan tha dostosajdagah-e-khurshiyan tha yan na jane kya tha wojo meri nazron ke aage aastan tha dostodil ne har lamhe ko dekha ik nirale rang meinlamha lamha dastan dar dastan tha dostojis ke sher-o-nagmagi par vusat-e-alam thi tanghar subah ko wo dopahre bekaran tha dostoso raha tha khak ke niche jahan-e-zindagiraz-e-hasti meri nazron par ayan tha dostokash tum bhi meri palkon ka nazara dekhteye nazara kahkashan dar kahkashan tha dosto