Kas Khusiyno Ki Ek Dukan Hoti
Aur Usme Hamari Pahchan Hoti
Lelete Apke Liye Sari Khusiyna
Chahe Unki Kimat Hamari Jan Hoti !!

Jasda-E-Dost Nakam Nahi Hone Denge!Aap Ki Duniya Me Shaam Nahi Hone Denge!Dosti Ka Har Imtihan Apne Sar Pe Lenge!Par Aye Dost,Aapko Kabhi Pareshan Na Hone Denge!

Phir Teri Zindagi Mein Aayenge Hum
Teri Yadoon Ko Sajayenge Hum
Samjhoge Agar Dost Humein Apna
Talib Teri Dosti Ko Nibhaynge Hum

Mitha Intazar Te Intazar Nalo Yaar Mitha,Mitha Yar Te Yar Nalo Pyar Mitha,Mitha Pyar Te Pyar Nalo Mithi Sadi Yaari,Es To Mitha Kuj Na Milna Lab Layi Duniya Sari.

Mere Liye Meri Jaan Hai Teri Dosti; Zindagi Ka Har Armaan Hai Teri Dosti; Mujhko Na Koi Umeed Na Koi Shikwa Hai Zamane Se; Mujh Par Khuda Ka Ehsaan Hai Teri Dosti

Taaron Mein Akela Chaad Jagmagata Hai; Mushquilo Mein Akela Insaan Dagmagata Hai; Kaate Se Ghabrana Mat Mere Dost; Kyunki Kaaton Mein Hi Akela Gulab Muskurata Hai

dua karte hai hum sar jukaye
ye dost tu apni manzil ko paye
agar kabhi teri raho mai andhera aye
roshni k liye khuda humko jalaye

Maangi thi dua humnein rab se
Dena mujhe dost jo alag ho sbse
Usne mila diya hume aapse or kaha
Sambhalo inhe ye anmol hai sab se

Thodi-Thodi Sanso K Liye,Humne Zindagi Bechi,Parchhaiyon Se Tang Aa K,Humne Roshni Bechi,Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye,Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi.

Mehek dosti ki kisi ishq se kam nahi hoti,Yeh duniya ishq pe khatam nahi hoti,Agar sath ho zindgi mein sache doston kaToh yeh zindagi kisi jannat se kam nahi hoti!

Tere saath guzra lamha jab bhi yaad ayegaIs janam ke baad bhi tera khayal layegaAgar bakshi bar bar zindagi Uparwale ne mujheTujse dosti karne ko hardum ji chahega.

Sapne The, Sapno Ke Aap Saahil HuveNa Jaane Kaise Hum Aapke Dosti Ke Kaabil HuveKarazdaar Rahenge Hum Us Haseen Pal KeJab Aap Humari Choti Se Duniya Me Shaamil Huve

Dosti Ek Nagama Hai Jise Gungunata Hun Mai,Dosti Wo Rishta Hai Jise Nibhata Hun Mai,Akele Jindagi Kat Nahi Sakti Hai,Isiliye Aap Jaise Pyare Dost Ko Banata Hun Mai.

Dil Ke Sabhi Halaat Mujhe Kehne Do 894; Behte Hain Ashq To Inhe Behne Do 894; Bewafai Shamil Na Karo Dosti Ki Raahon Mein 894; Kam Se Kam Dosti Ko Toh Dosti Rehne Do

Pyar Karnewalon Ki Kismat Kharab Hoti Hai,Har Waqt Inteha Ki Ghadi Saath Hoti Hai,Waqt Mile To Rishto Ki Kitab Khol Ke Dekhlena,Dosti Har Rishtey Se Lajawab Hoti Hai