Apnay Hontoon Per Sajana Chahta HoonAa Tujhey Mein Gungunana Chahta HoonThak Gaya Mein Kertey Kertey Yaad Tujh KoAb Tujhey Mein Yaad Aana Chahta HoonKoi Aansoon Teray Daman Per Gira KerBoond Ko Mooti Banana Chahta HoonHad Se Bhar Gaye Itni Be Aitemadi KTujh Ko Tujh Hi Se Chupana Chahta HoonAakhari Hichki Bhi Teray Zanoon Pe AayeMaut Bhi Mein Shairana Chahta Hoon

Kahiin Aisaa Naa Ho Daaman Jalaa LoHamaare Aansuon Par Khaak DaaloManaanaa Hii Zaruurii Hai To Phir TumHamen Sab Se Khafaa Hokar Manaa LoBahut Ro_Ii Hu_Iin Lagatii Hain AankhenMerii Khaatir Zaraa Kaajal Lagaa LoAkelepan Se Khauf Aataa Hai Mujh KoKahaan Ho Ai Mere Khvaabon KhayaalonBahut Maayuus Baithaa Huun Main Tum SeKabhii Aakar Mujhe Hairat Men Daalo(Liaqat Ali Asim)

Jaagti Raat K Honton Pe Fasaney JaisyEk Pal Men Simat Aaye Hon Zamany JaisyAqal Kehti Hai Bhula Do Jo Nahi Mil PayaDil Wo Pagal K Koi Baat Na Maany JaisyRaasty Men Wohi Manzar Hen Puraany Ab TakBus Kami Hai To Nahi Log Puraany JaisyAaina Dekh K Ehsas Yehi Hota HaiLe Gaya Ho Waqt Umron K Khazaany JaisyRaat Ki Aankh Se Tapka Hua AansuMakh-Mali Ghaas Pe Moti K Hon Daany Jaisy

Kitna Pyaar Diya Usse Par Mila Kuch Bhi Nahi,Itni Gehri Chahat Ka Hasil-O-Hasool Kuch Bhi Nahi,Woh Humse Khafa The To Jaan Nikal Gayi Thi Hamari,Hum Unse Khafa Hai To Unko Malaal Kuch Bhi Nahi,Is Kadar Dukh Diye Hai Na Jaane Kis Khata Par,Par Hum Bhi Sabar Kar Gaye Aur Kiya Sawal Kuch Bhi Nahi,Uski Khushi Mein Hansne Wale Khaas Hai Uske Liye,Dukh Mein Uske Saath Hum, Hamari Misaal Kuch Bhi Nahi..!!!

Kuch Khood B They Afsurda Se,Kuch Tum B Hum Se Rooth GayeKuch Khood Hi Zakhm K Aadi The,Kuch Sheeshey Haath Se Choot GayeKuch Khood B They Hassas Boht,Kuch Apne Muqaddar Rooth GayeKuch Tum Ko Such Se Nafrat Thi,Kuch Hum Se Na Bole Jhoot GayeKuch Logo Ne Uksaya Tumhein,Kuch Apne Muqaddar Phoot GayeKuch Khood Itne Mohtat Na They,Kuch Log B Hum Ko Loot GayeKuch Talkh Haqaa’iq They Itne,K Khuwab Hi Sarey Toot Gaye

Udaasiyon Ka Ye Mausam Badal Bhi Sakta ThaUdaasiyon Ka Ye Mausam Badal Bhi Sakta ThaWoh Chahta To Maray Sath Chal Bhi Sakta ThaWoh Shakhs Tu Nay Jisay Chhornay Main Jaldi KiTeray Mizaaj Ke Saanchay Main Dhal Bhi Sakta ThaWoh Jaldbaz Khafa Ho Kar Chal Diya WarnaTanazeaat Ka Koi Hal Nikal Bhi Sakta ThaAnaa Nay Hath Uthanay Nahi Diye WarnaMeri Duaa Say Wo Pathar Pighal Bhi Saktha ThaTamaam Umer Tera Muntazir RahaYe Aur Baat Ke Raasta Badal Bhi Sakta Tha

Ajh Karna Hai Ousey Rukhsat Mujh KoJis Say Bey Andaza Muhabat Hai Mujh KoOusey Chor Kay Jaaun Toh Jaun KeiseyDarr O Diwaar Say Ho Gai Vehshaat Mujh KoMain Kay Na Qais Na Majhun Na Farhaad HuwaNisbat E Ishq Say Hui Nadamat Mujh KoMain Toh Ousey Rag E Jaan Samjhey Huwa ThaKia Samjha Tha Kitni Hai Hairat Mujh KoWoh Samney Hai Aur Aur Mera Takhaiyurr DekhooWoh Na Bhi Hho Toh Samjhe Chashm E Hairat Mujhy KoMer Khawab Meri Ankhain Bhi Liye Jatey HoDey Kay Ik Umar Ki Fursaat Mujh Ko

Perh Bhi Na Paeay Thay K Wo Mit Bhi Gaee ThiBijlee Nay Ghataon Pe Jo Tehreer Likhi ThiLehratay Howay Aey Thay Wo Aman Ka PerchamPercham Ko Uthaey Howay Nazay Ki Ani ThiDu Bay Howay Taron Pe Mein Kya Ashk BahataCharhtay Howay Soraj Say Meri Ankh Lagi ThiIs Waqat Wahan Dhouwan Koun Dekhnay JaeyAkhbar Mein Perhlein Gay Kahan Aag Lagi ThiShabnam Ki Travish Say Bhi Dhukta Tha Dil-E-ZarKali Ghataon Ko Barasnay Ki Perhi ThiPalkon K Sitaray Bhi Uralay GaeyWo Dard Ki Andhi K Sar-E-Sham Chali Thi

Dakho Aik Laash Pari HayLahu Me LithriKhaak AludaBikhri BhikriGhair Ya ApnaKon Hay JaneAao Dekhein Or PehchanienNaqsh Mita Daly Goli NeRangat Khoon Me Doob Gai HaiJaib Tatolo Kia Rakha HayYe Do Khoon Se Tar Gajray HainDas Das Kay Do Note Rakhe HainHaath Jo Neechy Daba Hua HayIs Ki Sakht Garift Me Kia HayShayad Hay School Ka BastaYe Ek Parcha HayKhat Hay ShayadTooti Phooti C Urdu MeRangeen Pencil Kay Rango Se Likha Hua HayAj Jo Bhoolay Basta MeraKatti Ho Jaye Gi App SeToffee Or Biscuit Bhi LanaPeyare Abbu Jaldi Ana!Piyary Abu Jaldi Ana!

Tadapna Sikha Hai Humne Gumoo Ke Muskurane SeKhushi Ke Ek Aansoo Se Kabhi Pareshan Rato SeJo Rate Kat Gai Hain Vo Hume Sone Nahi DetiKi Ab Jugne Lage Hain Hum Chiragoo Ke Bhujhane SeBana Di Raushni Ne Vo Andhera Jindgi ApniJo Ab Badhta Hi Jata Hai Sahar Ke Muskurane SeAndhero Me Chupa Lete Hain Khud Ko Kuch Nahi KahteKi Ab Darne Laga Hai Dil Sare Bajar Batoo SeKisi Ki Kya Khata Thi Jo Kabhi Hum Dekh Na PayeHumari Baanh Ka Saya Kisi Anjan Baanho MeYahi Hai Reet Duniya Ki Hume Maloom Na Tha KuchKi Ab Aane Lagi Hai Sharm In Besharm Baanho Pe

Udaas Chand Khulay Paaniyon Mein Chhorr GayaWoh Apna Chehra Mere Aansu-On Mein Chhorr GayaHawa K Jhonkay Se Larzi Thi Aik Shaakh-E-GulKissi Ka Dhayaan Mujhe Khushbu-On Mein Chhorr GayaGalay Milay Thay Muhabbat Ki Taiz Dhoop Mein HumYeh Kaun Urrtay Huay Baadlon Mein Chhorr GayaYeh Kiss Ne Hum Ko Sajaya Geeli Mitti SePhir Is K Baad Ghhani Baarishon Mein Chhorr GayaSafar K Pehlay Parraao Mein Marnay Wala ShakhsAjeeb Khauf Humaray Dilon Mein Chhorr GayaIs Ehtamaam Se Bikhray Huay Hain Phool HASSANNishani Jaisay Koi Raaston Mein Chhorr Gaya..!!

Dukh Anmol Hotay HainDukh Anmol Hotay Hain..!!Qudrat Ki Wadiyat Hotay Hain…Kabhie Kuch Day Ke Jatay HainKabhie Sab Kuch Cheen Layte HainKabhie Baychain Kartay HainKabhie Jeena Sikhatay HainKabhie Bantay Hain Jab AnsoooUmer Bhar Lahoo Rulatay HainKabhie Lab Ki Haseee Ban KarNaee Duniya Sajatay HainKabhie Meethi Kasak BankarAnjani Khalish BankarMakeen-E-Dil Yeh Bantay HainKisi Soorat Nahi Mit’tayJo In Se Door Bhago TuKahin Jane Nahi DayteNa Zinda Rehnay Dayte HainNa Yeh Azaad Kartay HainNahin Jiski Dawwa KoiMagar Yeh Bhi Haqeeqat HaiHer Aik Ko Tu Nahi MiltayBaray Nayaab Hotay Hain

Ye Akaylay Paan Ki Udasiyaan, Ye Firaq Lamhay Azab SayKabhi Dashat-E-Dill Pay Aa Rukian Tairee Cahatoon K Sahab SayMain Hoon Tuj Ko Jaan Say Azeez Tar Main Ye Kaysay Maan Loon AjnabiTairee Baat Lagti Hay Wahim Si Tairay Lafz Lagtay Hain Khawab SayYe Jo Maira Rang-O-Roop Hay Yunhi Besabab Nahie DostoonMairay Khoshboon Say Hain Silsilay Mairee Nisbatian Hain Gulab SayUsay Jeetnahay Tu Humnasheen Yunhi Guftagosay Na Kaam LayKoee Chand La K Jbeen Pay Rakh , La Koee Guhar Teeh-E-Aab SayWohi Mutabar Hay Mairay Leyain, Wo Hi Hasil-E-Dill-O-Jaan HayWo Jo Baab Tum Nay Chora Liyaa Mairee Zindagi Ki Kitab Say

Ibadat-E-Yaar Ko Aiya Hun Main Kafar NahiKaise Keh Dun Tera Ghar Khuda Ka Ghar NahiPhir Kiyon Wo Saye Ki Tarha Mere Saath Hai,Zamana Keh Raha Hai Wo Tera Hamsafar NahiDin Raat Tere Khayalon Main Khoia Rehta Hun,Kab Huie Sehar Kab Dhali Shaam Khabar NahiMujhko Mujhi Main Dhondhti Hai Begano Ki Tarha,Mat Dilao Mujhay Yakee Yeh Uski Nazar NahiMujhay Kitaab Main Rakh Kar Wo Bhool Gaya Shayad,Main Kaise Keh Doon Ki Usko Meri Qadar NahiVeeran Bastiyon Ka Bashinda Hoon Mujhay Na Darao,Sab Kush To Lut Chuka Hai Ab Kisi Ka Dar NahiAb ‘Veer’ Ko Koi Khushi Koi Ghum Na Dena Yaro,Aakhir To Ek Paimana Hoon Main Koi Sagar Nahi

Wahan Ki Roshniyoun Nay Bhi Zulm Dhay BohatMain Is Gali Main Akaila Tha Aur Saay BohatKisi Kay Sur Pay Kabhi Tout Kay Gira Hi NahiIs Asman Nay Hawa Main Qadam Jamay BohatNajanay Rut Ka Taswur Tha Ya Nazar Ka FareebKali Wohi Thy Magar Rung Jhilmilay BohatHawa Ka Rukh Hi Achanak Badal Gaya WarnaMehuk Kay Qafilay Sehra Ki Simt Aay BohatYeh Kayanat Hay Mari Hi Khak Ka ZaraMain Apnay Dasht Say Guzra Tu Bhaid Paay BohatJo Mouteyoun Ki Talab Nay Kabhi Udas KiyaTu Hum Bhi Rah Say Kunkar Samait Laay BohatBus Ik Raat Thaiharna Hay Kiya Gila KijyayMusafiroun Ko Ganemut Hay Yeh Saray BohatJumi Rahay Gi Nigahoun Main Teergi Din BharKay Raat Khwab Main Taray Utar Kay Aay Bohat