Us Ajnabi Ka Yun Na Intzaar KaroIs Aashiq Dil Ka Na Aitbaar KaroRoj Nikla Kare Kisi Ki Yaad Me AnsuItna Kabhi Kisi Se Na Pyaar Karo

Mausam Ka Aitabar Zayada Nahi KiyaSo Hum Ne Us Se Pyar Zayada Nahi KiyaKuch To Faraz Humne Palatnay Me Dair KiOr Kuch Us Ne B Intizar Zayada Nahi Kiya

Kuch Main B Thak Gya Use Dhondte HoyeKuch Zindgi K Pas B Muhlat Nahi RahiUs Ki Her Ik Ada Se Jahlakne Laga KhloosJab Muj Ko Aitbaar Ki Aadat Nahi Rahi

Vaadey Per Wo Aitbaar Nahi Kartey,Hum Zikre Mohabbat Sare Bazaar Nahi Kartey.Darta Hai Dil Unki Ruswai Sey,Aur Who Sochte Hai Hum Unse Pyar Nahi Kartey

Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaib Mai HoonAik Aabshar Mere Char So Bhi Tak HaiKoi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise KareKe Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai

Duniya Mein Kisi SE Kabhi Pyaar Mat KarnaApne Aansu Is Tarah Bekar Mat KarnaKaante To Phir Bhi Daman Tham Lete HainPhoolon Pe Is Tarah Kabhi Aitbaar Mat Karna

Waade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi KarteHum Zikare Mohabbat Ka Saare-Bazaar Nahi KarteDarta Hai Dil Unki Ruswai SeAur Woh Soachte Hai Ki Hum Unse Pyaar Nahi Karte

Wade Kisise Irade Kisi SeAnhe Kise Se Nigahe Kisi SeAb Yaar Tumhra Bharosa Hi KyaJo Adhe Hamare Adhe Kisi KeBhool Kar Be Na SochnaMeri Chahtein Tere Sang NahiTere Bin Odaas Hai Dil MeraMeri Zindgi Ma Koi Rang Nahi

Haan Main Ne Aitbaar Ker Liya HaiZameen Se Asmaan Tak Ka SaferAsaan Nahi HaiLakin Main Ne Ye SaferIkhtiyaar Kar Liya HaiKhud Ko Azaab-e-Jaan MainGiraftaar Ker Lia HaiHaan…!!Main Ne Mohabbat Pe Aitbaar Ker Liya Hai

Kaatil Par Aitbaar Kiya Hai Kabhi KabhiYun Khud Ko Bekraar Kiya Hai Kabhi KabhiApne Chiraag Auron Ke Ghar Mein Jala DiyeYun Roshini Se Pyar Kiya Hai Kabhi KabhiHumse Junoon-E-Ishq Ka Aalam Na PoochiyeApna Hi Intzaar Kiya Hai Kabhi Kabhi

Janay Walun Se Pyar Mat KarnaAb Mera Intezar Mat KarnaMudatoon Baad Muskuraya HunAb Mujhe Soogawar Mat KarnaJo Bazahir Dehayi De KhamoshAisay Darya Ko Paar Mat KarnaMeri Janib Nikalnay Wala KoiRasta Ab Ihtiyar Mat KarnaBeyaqeeni Mein Mubtala Hun MainAb Mera Aitbaar Mat Karna

Intezaar Aitebaar Raha BersounAik Dareecha Khula Raha BersounAik Din Us Ka Pyaar Barsa ThaOr Mian Bheegta Raha BarsounUn Ki Aankho K Jaam Yaad RahayBin Piye Bhe Nasha Raha BersounTub Kahin Ja K Aik Ghazal LikkhiMain Tujhay Sochta Raha BersounFasley Kum Na Ho SakayAamna Samna Raha Bersoun

Befawa Zamana Hai Aitbaar Mat KarnaDoston Par Bhi Apne Dil Nisar Mat KarnaMilna Doston Se Apne Begaraz Hokar TumDosti Ke Daman Ko Tar-Tar Mat KarnaDil Ki Baat Logon Ke Lab Par Aa Hi Jaati HaiTum Kisi Ko Bhi Apna Raazdaar Mat KarnaAarzoo Mein Jine Ki Maut Ko Bhula BaithoZindagi Se Tum Hargiz Itna Pyar Mat Karna

Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal-E-Yaar Hota,Kabhi Jaan Sadaqe Hoti Kabhi Dil Nisar Hota,Na Maza Hai Dushmani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein,Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota,Ye Maza Tha Dillagi Ka K Baraabar Aag Lagati,Na Tumhe Qaraar Hota Na Hame Qaraar Hota,Tere Waade Par Sitamagar Abhi Aur Sabr Karte,Agar Apni Zindagi Ka Hame Aitabaar Hota..!!!

Aitbaar Kar Ke Chout Ka Chuke HainApne Bardhaastgi Ko Bahut Aazmaa Chuke HainKhud Ko Takleef Hui To Ehsaas HuaKitne Teer Doosro Per Chala Chuke HainMere Dukh Ki Daastan Woh Sun Kar BolayAap Yeh Qissa Pehle Bhi Suna Chuke HainKal Tak Jo Mere Humsafar TeAaj Mera Naam Tak Bhula Chuke HainAy Bewaffa! Bari Dair Kar DiiiiAap Ke Mareez Jaan Se Ja Chuke Hain