Tum NaY SamJha Hee Nahi Aur Na SamJhna Chaha
Hum ChahTe Bhi Kya The Tum SeY Tumhare SiVa

Mujhe Chaatay Bhi Ho Nazar Andaaz Bhi Karte Ho
Iss Fun-E-Adaakari Mein Tera Ustaad Kon Hai

apne kadam ke nishan mere raste se hata de
kahin ye na ho k me chalte chalte tere paas aa jaun

Mere naam pe uski aankho mein aansu Uff
Na kar mazaak Ay dost Iss baat pe jaan bhi ja sakti hai

Wo Mujhay Toot Kar Chahay Ga Or Bhool Jaaye Ga
Mujhay Khabar Na Thi Usay Yeh Hunar Bhi Aata Hai

Kabhi Fursat Se Hisaab Karenge Tujhse Aye Khuda
Ki Maine Gunaah Jyada Kiye Yaa Tune Zakham Jyada Diye

Kitna mushkil hei zindagi ka ye safar…
Khuda ne marna haram kiya, logo ne jina...!!
 ~♥♥~

Hanju Saadi Taqdeer Asin Hanjuan Vich Rul Jaana
Asin Umraan Tak Tuhanu Yaad Rakhna
Par Tusin Hauli-hauli Sannu Bhul Jaana

Aansu Muskurahat Se Jyada Achhe Hote Hai
Jante Ho Kyu Kyuki Muskurahat Sab Ke Liye Hoti Hai
Aur Aansu Kisi Khaas Ke Liye Hote Hai

Tanha Rehna To Sikh Liya Humne,
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge…

Dil ki khwahish ko naam kya dun,
pyar ka use paigam kya dun.
Is dil me dard nahi yaaden hai uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun…?

U To Teri Nazaro Ne Aisa Kam Kar Diya,
Logo Ki Nazaro Me Mujhe Badnam Kar Diya.
Meri Badnami Bhi Mujhe Bha Gayi Yaaro,
Jabse Logo Ne Unhe Meri Jaan Kah Diya.

Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain
Kehtay hain us daur ko pyaar
Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain

Ruthi hui aankhon mein intezar hota hai,
Na chahte hue bhi pyar hota hai,
Kyun dekhte hain hum wo sapne,
Jinke tutne par bhi unke sach hone ka intezar hota hai?

Dosto...
Pehle Zindagi Cheen Li Mujhse,
Ab Meri Mout Ka Bhi Wo Fayda Uthati Hai,
Meri Kabar Pe Phool Chadhane Ke Bhahane,
Wo Kisi Aur Se Milne Aati Hai !!