Tafseel Btanay ka Man Nai Bus Itna Sunty Jao
Tmhari Yaad Mai Dil Bechain Bohat Aj Hai

Mere Alfazo Ko sunne Wale To Hazaro Hai
Par Meri Khamoshi Ko Samjhne Wala Ek Bhi Nahi

Faryaad kar rahi hain tarasti hui nigahein
PREM Dekhe huwe kisi ko bohat din guzar gaye

Tujhae khabar hai tujhe sochne ki khatir hum
Bohat say kaam muqaddar pay daal dete hain

Tanhai Mai Rone Se Bhi Dil Ki Aag Nahi Bhujti
Hairan Ho Jata Hu Mere Ashko Ki Barsaat Kaha

Hamdardi na karo mujh se aye hamdard dosto
Wo bhi bare hamdard the jo dard hazaron dey gye

Mujhe Chaatay Bhi Ho Nazar Andaaz Bhi Karte Ho
Iss Fun-E-Adaakari Mein Tera Ustaad Kon Hai

Aaj toh tanhai bhi bol uthi or muskura kar kehne lagi
Tum to mujhse bhi zyda tanha lagty ho

Mai Ye Soch K Un Galiyo Mai Naaz Uthaye Firta Hu
Kya Maloom Us Bewafa Se Ho Jaye Mulaqat Kaha

Sabhi kehte h k sapne sone k baad dikhte hai
But mera spna esa h ki mujhe sone hi nhi de rha

Mujh K0 Maloom Nahi Husun Ki Tareef Magar
Meri Nazron Mein Haseen Sirf W0 Hai J0 Tum Jaisa H0

Hum Muhabat K Us Maqam Par Aa Phunchay Hain
K Jahan Dil Kise Aur Ko Chahay Tu Gunah Lagta Hai

Ghazal Ke Roop me Dhal jau Kash Mai Bhi Kabhi
Udasi ke Lamho me Fir shayad Wo Gungunaye Mujhe

Koshish k bawjood jo muqammal na ho sake,
tera naam bhi unhi khwaahishon mein
hai.!

Jaaney kaisy jeety hain loag yaadoon ke sahaarey.
main to kai baar marta hoon ik yaad aanay pe