Dushmani Lakh Sahi Khatam Na Kijiye Rishta; Dil Milen Ya Na Milen Hath Milate Rahiye

Me Akela Hi Chala Tha Janib Manzil Magar; Log Sath Ate Gae Aur Karwan Banta Gaya

Dushmani Laakh Sahi Khatam Na Kijiye Rishta; Dil Mile Ya Na Mile Haath Milaate Rahiye

Pal Pal Ke Rishte Ka Vaada Hai Aapse; Apnapan Kuch Inta Jyada Hai Aapse; Na Sochna Ki Bhool Gaye Hum Aapko; Zindagi Bhar Chahenge Yeh Vaada Hai Aapse

Khoobsurat Sa Ek Pal Kissa Ban Jata Hai; Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Ban Jata Hai; Kuch Log Zindagi Mein Milte Hain Aise; Jinse Kabhi Na Tootne Wala Rishta Ban Jata Hai

Bara Hai Dard Ka Rishta Yeh Dil Ghareeb Sahi; Tumhare Naam Pe Aayen Ge Ghamgusaar Chale

Khamosh Chehre Par Hazaron Pehre Hote Hain; Hansti Aankhon Mein Bhi Zakham Gehre Hote Hain; Jinse Aksar Rooth Jaate Hain Hum; Asal Mein Unse Hi Rishte Gehre Hote Hain

Yaadien Aksar Hoti Hain Satane Ke Liye; Koi Rooth Jaata Hai Phir Maan Jaane Ke Liye; Rishte Nibhana Koi Muskil Toh Nahi; Bas Dilon Me Pyaar Chahiye Use Nibhane Ke Liye