Teri Yaadon Ke Bikhre Tukde ChunkarGuzre Lamho Ki Tasveer Bana LoonApni Har Khushi Tere Naam Likh KeTere Dukhon Ko Apni Taqdeer Bana Loon.

Kissi ko itna mat chaho ,ke tumhari chahat uske liye majboori ban jaye,Par chaho kissi ko itna ,Ke tumhari chahat uske liye jaroori ban jaye …

Dil Mein Jo Aaya Woh Likh Diya Kabhi Milan Kabhi Judai Likh Diya Dard-E-Muhhabat Ke Siva Shayari Hai Toh Hai Bhi Kya Jaana Tera Naam Pe Ghazal-E-Zind

Na Chaaho Itna Hame, Chahaton Se Dar Lagta HaiNa Aao Itna Kareeb, Judai Se Dar Lagta HaiTumhari Wafaon Pe Bharosa HaiMagar Apne Naseeb Se Dar Lagta Hai

Rang aur noor ki is duniya me
Is dil ka karaar kaha paaye
In badalte hue halat me
Wah pyar ka sheela hum kaha paaye

meri zindgi ka rakhwala tu
phir kyo karu mein phikar jamane ki
mere saath hota hai harpal tu
phir kya majal dukh k pass aane ki

6odkar mujhe tum, akele kaha jaoge,
chahat thodi bahot he,
chahat kehti ruk jao, aise me kaise jaoge,
barsat thodi bahot he.

Khushbu ki tarah meri har sans main,
Pyar apna basane ka wada karo.
Rang jitne tumhari mohabat ke hain,
Mere dil me sajane ka wada karo…

Humne To Ishq Ka Izhar Nahi Kiya
Iss Dil Ko Itna Bekarar Nahi Kiya,
Bas Aankhon Main Tere Sapne Sajaye Rakhe
Kabhi Apne Honthon Se Izhar Nahi Kiya

Parwah kar uski jo teri parwah kare,
Zindagi mein jo kabi na tanha kare,
Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein,
Jo jaan se bhi jyada tujhse wafa kare.

Tere honto ki laali aaj mjhe bahka rahi hain
Tere badan ki khusboo mjhe mehka rahi hai
Meri jaan tujhe valentines day mubarak ho,
Aaja karib tuje chune

Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu
Jab mujhe teri baahon mein sahara mil gaya

Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne
Takat thi hath mai hosla dilaya apne
Manzil thi samne rasta dikhaya apne
Hum to sirf dost they AASHIQ BANAYA Aap ne

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte

Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko
Tho yun humein ruswa na kiya hotha
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein
Bas ek baar humein samaj-liya hota…