Meri Zindagi Tere Hone Se Chalti Hai,Din Ki Dhup Teri Muskurahat Se Khilti Hai,Hansta Chehra Tera Mere Jeene Ka Sahara Hai,Tum Bin Es Duniya Me Aur Kaun Hamara Hai,Chand Sitaro Ke Khwahish Nahi Hamari,Bus Yuhi Basti Rahna Sanso Mein Hamari,Dariya Se Bada Dil Tumhara Jo Manti Duniya Sari,Lafzo Mein Na Baya Ho Woh Sakshiyat Hai Tumhari,Naaz Khuda Kerta Hai Kismat Pe Humari,Jo Basti Ho Tum Meri Zindagi Me Banker Duniya Hamari.

Hal-e-Dil Zuban Per Lane Se PehleKaha usne Apna Banane Se Pehle,Ke Tere Dil May Jagha Chahata HonBata Don Tumhae Dil Lagane Se Pehle,Ke main Tujh main Khud Ko Ayaan Chahta HonBata Du Tumse Tumko Churane Se Pehle,Ke Main Tere Ansoo Palkon Pe Sajana Chahta HonBata Don Tumha Muskurane Se Pehle,Ke main Tujmay Rang-e-Wafa Chahta HonBata Du Tumhe Azmanay Se Pehle,Ke Main Umer Bhar Saath Tera Chahta HonBata don Tumhe Door Janay Se Pehle

Kya Bhulu Kya Yaad Karu,Teri Yaad Hi Aati HaiKuch Man Ko Tadpati Hai, Kuch To Man Ko Bhati HaiYaad Karegi Tu Mujhko, Hamko To Ye Pata NahiPata Hai Hamko Ye Ki Tu, Mere Khwaabon Mein Bhi Aati HaiTeri Kahani Tere Hi Nagme, Yu Hi Sabko Sunata HuBina Tasabbur Ke Tere Har Baat Adhuri Jaati HaiBaat Karu Main Teri To Kyu Dunia Mujhse Jalti HaiYu Baat Karu Bas Teri Hi To, Unki Bhi Kya Galti HaiAaoge Hamare Aangan Mein, Hum Geet Bahut Se GayengeU Bhi Teri Hi Yaado Ki Mehfil To Ab Bhi Sajti HaiKya Bhulu Kya Yaad Karu.

Shayad Kabhi Wo Aye Meri Reguzer MayBus Es Liay Hi Hum Nay Raste Ko Sajja Rakha Hia,Shayad Kabhi Wo Yaad Kare Mujko Kisi PalBus Es Liay Os Ki Yaad May Zamanay Ko Bhula Rakha Hai,Shayad Kabhi Wo Poche Mujse Hal-e-Dil MeraBus Es Liay Hi Hum Nay Osay Dil May Basa Rakha Hai,Shayad Osay Pasand Nahi Aankh May AnsooBus Es Liay Lab Pe Hasin Ko Saja Rakha Hai,Shayad Kabhi Wo Poch Lay Dil May Kon HaiBus Es Liay Dil Pe Oska Nam Likha Rakha HaiShayad Kabhi Wo Likh Ley Apne Dil Pe Mera NamBus Esi Umeed Pe Daman-e-Dil Ko Phaila Rakha Hai ,Shayad Kabhi Wo Lot Key A Jaey Mere PassBus Esi Liay Hi Hum Nay Darwaza Khula Rakha Hai

Taarif-E-Maashooq

- Aamir SiddiquiCopyright Siddiqui

Tumne Samjha Jo Apna MujhkoNa Raha Yeh Zamana Begana

Saahil Bankar Tumne Is Zindagi KoDiya Wo Anmol Nazrana

Baat Kya Hai Ki Fir Zamaane KoYaad Reh-Reh Ke Aa Rahe Hain Hum

Muddaton Ke Baat Dhup Nikli HaiGeele Zazbe Sukha Rahe Hain Hum

Chand Ko Chhune Ki Himmat Aa GayiAa Gaya Khud Se Nazrein Milana

In Aankho Se Din Raat Barsaat HogiAgar Zindagi Sirf Jazbaat Hogi

*Sehr = Morning, Subah**Sift = Goodness, Gunn***Ata = Give, Dena

Chand Bhi Muskuraker Dhal Gaya,Kaha Mat Ker Mujhe Sherminda Abhi,

Main Har Haal Mein Muskrata RahungaTumhari Mohabbat Agar Sath Hogi