Kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai,
Kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai,
Tanhai ko tum bebasi ka naam na do,
Kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai
=RPS

Ek Shama Andhere Mein Jalaye RakhnaSubah Hone Ko Hai Mahaul Banaye RakhnaKaun Jaane Vo Kiss Gali Se GuzreinHar Gali Ko Phulon Se Sajaye Rakhna

Humse Itna Nahi Ho Ska K Tumhe
Bhula De,
Ek Tum Ho Jo Kabhi Bhule Se Bhi
Mujhe Yaad Nahi Karte...!

Dhup Tez hai paas Saya bhi nahi,
Dard Aisa hai ki Rona Aaya bhi nahi,
Tere siwa kisiko maine Apna Mana hi nahi,
Kyunki kisiko Aap Jaisa Rab Ne Banaya hi nahi,

Tujhe Dil Se Juda Kabhi Hone Nahi Denge,
Tujhe Nind B Aaye To Sone Nahi Denge,
Tera Pyar Humein Itna Pyara Hai K
Hum Mar B Gaye To Tujhe Rone Nahi Denge…

Apne haseen hotho ko kisi parde me chipa liya karo,
Hum jara gustakh log h, najro se chum liya karte hai

Zindagi Bhar Hum Tumhe Awaz DengePyar Kya Hai, Hum Tumhe Bata DengeTod Do Bandishe Zamaane KiEk Duniya Nayi Hum Basa Denge.

Pyaar Ki Wardat Hone Do.
Kuch To Aise Halaat Hone Do.
Lafz Agar Baat Nahi Kar Sakte.
To Ankhon Ki Ankhon Mein Baat Hone Do.

Aapki Zindagi mein kabhi koi gam na ho
Aapki Aankhe kabhi nam na ho
Aapko mile Zindagi ki har khushi
Bhalehi uss khushi mein hum na ho…

Yuhi Aankhon Se Aansu Bahte Nahi
Kisi Aur Ko Hum Apna Kahte Nahi
Ek Tum Hi Ho Jo Ruk Se gaye Ho Zindagi Mein
Varna Rukne Ke Liye Hum Kisi Ko Kahte Nahi

Apko bhul jaye wo nazar kaha se laye….
Kisi aur ko chah le woh jigar kaha se laye….
Nahi reh sakte app ke bina….
Uff bhi na nikle wo Zeher kaha se laye……..

Tumko dekha to yeh khayal aaya,Dhoop ghani chaanv ho tum,Tum muskarye to muskra utha sama bhi,Aise jaise phool kali se khil jaye.

Tum Bin Kaise Jiya Jaaye
Jiyun Main Kaise Tum Bin
Lambi Hai Raatein Sadiyon Se Bhi
Raaton Se Bhi Lambe Ho Gaye Hai Yeh Din

Meri Band Aankho Ka Sacha Khwab Ho TumIn Tanhaiyon Ke Sawalo Ka Jawab Ho TumAb To Duniya Bhi Rooth Jaye To Gam Na HogaMeri Duniya, Kaynaat, Mera Chand Ho Tum.

Woh raat dard aur sitam ki raat hogi,
Jis raat rukhsat unki baraat hogi,
Uth jata hu main ye sochkar neend se aksar,
K ek ghair ki baaho .