Soch ko badlo sitare badal jayeng Najar ko badlo nazare badal jayenge Kashtiya badalne ki jarurat nahi Dishaon ko badlo KINARE badal jayenge

Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai KoiMitti Meri Qabra Se Uthha Raha Hai KoiYa Khuda! Do Pal Ki Zindagi Aur De DeMeri Qabra Se Udaas Jaa Raha Hai Koi

Dil Mai Intezar Ki Lakeer Chor JaengayAnkhon Mai Yadon Ki Nami Chor JaingeyDhondte Phiro Gay Hamain 1 DinZindagi Mai Eik Aisi Kami Chor Jayengay

Ehna Akhiyaan Nu Udeek Teri,
Kise Hor Wall Nhi Takdiya
Je Hunda Rahe Deedar Tera,
Ae Sadhiya Tak Nhi Thakdiyan.

Use kehna teri bewafai ne mera ye haal kar diya
hai,,,,-
Ab main nahi rota Log mujhe deakh kr rote hai.
er kasz

Meri Chahatain Tumse Alag Kab HainDil Ki Batain Tumse Chupi Kab HainTum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki JagaPhir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai

Khayal Ko Kisi Aahat Ki Aas Rehti HaiNigah Ko Kisi Surat Ki Pyas Rehti HaiTere Bina Kisi Chez Ki Kami To NahiMagar Tere Bina Zindagi Udas Rehti Hai

Baithe-Baithe Jindgi Barbad Na KijiyeJindgi Milti Hai Kuchh Kar Dikhane K LiyeRoke Agar Aasman Hamare Raste KoTo Taiyar Ho Jao Aasman Jhukane K Liye

Mil Ke Bicharna Dastoor Hai Zindagi KaIk Yahi Qissa Mashoor Hai Zindagi KaBeete Hue Pal Kabhi Laut K Nahi AateYehi Sab Se Bara Qasoor Hai Zindagi Ka

Kashish Honi Chahiye Kisi Ko Yaad Karne Kee; Lamhe To Apne Aap Hi Mil Jayenge; Waqt Hona Chahiye Kisi Ko Milne Ka; Bahane To Apne Aap Hi Mil Jaynege

Zindagi Se Sabhi Ko Mohabbat Hai; Magar Zindagi Kisi Kee Mohabbat Nahi Banti; Tamanna Le Kar Jeete Hain Sab Log; Magar Har Tamanna Taqdeer Nahi Banti

Zara Si Zindagi Hain,Armaan Bohat HainHamdard Nahin Koi,Insaan Bohat HainDil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kis KoJo Dil Ke Qarib Hain,Wo Anjan Bohat Hain.

Zindage Har Pal Khas Nahi HotiPhuloon K Khusbu Hamesha Pass Nahi HotiMilna Hamare Taqdeer Me Likha ThaWarna Itni Payari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti

Maut Ke Baad Bhi Yaad Aa Raha Hai Koi; Mitti Meri Kabr Se Utha Raha Hai Koi; Ai Khuda Do Pal Ki Zindagi Aur De De; Meri Kabr Se Udaas Ja Raha Hai Koi

Aankhon Main Mahfuz Rakhna Sitaaron Ko; Ab Dur Talak Sirf Raat Hogi; Musafir Tum Bhi Ho Musafir Hum Bhi Hain; Kisi Naa Kisi Mod Par Phir Mulakaat Hogi