Chhu le tu asman zamin ki talaash na kar; Jee le zindagi tu khushi ki talaash na kar; Taqdir badal jayegi apne aap hi aey dost; Muskrana sikh le wajah ki talaash na ka

Aadatan tum ne kar diye vadeaadatan hum ne aitabar kiyateri rahon mein baraha ruk karhum ne apana hi intazar kiyaab na mangenge zindagi ya rabye gunah hum ne ek bar kiya

Chirag Se Na Puchho Baaki Tel Kitna Hai; Sanso Se Na Pucho Baaki Khel Kitna Hai; Pucho Us Kafan Mein Lipte Hue Insaan Se; Zindgi Mein Gum Aur Kafan Mein Sukoon Kitna Hai

Banana wale ne dil kanch Ka banaya hota
Todne wale ke haath me Jakham to aaya hota
Jab bhi dekhta vo apne haatho ko Usse hamara khayal to aaya hota

Asi jis din jag ton javage.
oh din hovega baharan da..
kujh lok ginan ge dosh sade.
Kujh kehan ge yaar c yaaran da...
er kasz

Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Mein Yoon To Sulajh Jatee hein Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Mein

Rishta banana itna aasan hai
Jaise MITTI pe MITTI se MITTI likhna
Aur rishta nibhana itna mushkil hai
Jaise PANI pe PANI se PANI likhna..

Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein

Zindagi Roz Naye Rang Mein Dhal Jaati HaiKabhi Dushman To Kabhi Dost Nazar Aati HaiKabhi Chaa Jaaye,Baras Jaaye,Ghata BeymausamKabhii Ek Boond Ko Bhi Rooh Taras Jaati Hai

Zindagi ko kya jrurt ha manzilo ki
waqt har manzil aasan bna deta ha
mrta nhi kissi se judaa ho kr koi
yeh waqt use bhi jina sikha deta ha

Phool Hun Main Meri Khusbu Tum Ho
Dil Hun Main Meri Dhadkan Tum Ho
Jaan Hun Main Aur Meri Rooh Tum Ho
Jism Hun Main Aur Meri Zindagi Tum Ho

Har Gam Par Hai Majamaa-E-Ushshaaq Muntazir; Maqtal Ki Raah Milti Hai Kuu-E-Habeeb Se; Is Tarah Zindagi Ne Diyaa Hai Hamaara Saath; Jaise Koi Nibhaa Rahaa Ho Kisi Raqeeb Se

Zindagi Ka Matlab Aapne Bata Diya,Har Gam Ka Matlab Aapne Samjha Diya.Aap To Ro-Kar Bhi Apne Gamon Ko Halka Na Kar Sake,Humne Khushi Ki Aaadh Mein Apne Ghamon Ko Chupa Liya.

Kuchh Iss Tarah Se Thukraya Zindaagi Ne Humein; Abb Har Khushi Se Jaise Nafrat See Ho Gayi; Dil Se Unhe Humne Kab Ka Nikaal Diya; Abb Inn Saanso Mein Unki Khusbu Si Rah Gayi

Haath Mein Uske Kalam Ka Aana Acha Lagta Hai; Usko Bhi School Ko Jaana Acha Lagta Hai; Bada Kar Diya Ghardish Ne Waqt Se Pehle Warna; Sar Pe Kisko Bojh Uthana Acha Lagta Hai