Dekha wahi hua na bichadne par baat aa phunchi
mene tujhse kaha tha purani baat mat ka

Mujh ko maloom nahi husn ki taarif karna
meri nazro mei haseen wo hai jo tujh jaisa ho

Dum tod rahy parinde ko pani tak na diya gaya
Aur ab wo parinde ko bewafa kah rahay hain

Dil Mein Bane Rehna Hi Sacchi Shohrat Hai
Warna Mashoor To Katl Karke Bhi Hua Ja Sakta Hai

Mujhe kis tarf jaana hai koi khbar nahi
Mere raste bhi kho gaye hai meri muhabbat ki tarah

Ham Ne Kanton Ko Bhi Bari Narmi Se Chua Hai
Log Kitny Bedard Hain Pholon Ko Masal Dety Hain

Tukde pade the raah me kisi haseen si tasveer ke
Lagta hai aaj koi deewana samajhdar ho gaya

Wo jawaab-talab hain ke bhool to na jaoge
Jawaab main kya dun jab sawaal hi paida nahin hota

Usne jab baat karne ka lihaja badla tab ye ehsaas hua ki
ye wo lamha hai jahan rasta badalna hai

Ab to ankhon me ummeed ki gunjaish bhi nazar nahi aati
Ashkon ki siyaahi se jo likhe the saare armaan humne

Naye log jb Milte hain to Purane Bhool Jate Hain
MAGAR Naye Jab Dil Dukhate Hain To Yaad Purane Hi Aate Hain

Kamal ka jigar hai unka dosto
unko malum hai hum unke bina nahi reh sakte
fir bhi chhod kar chale gaye

सुनो मुझे तुम ज़्यादा पसंद हो
चॉकलेट्स नहीं

दीवानों कों नजर बार से
कत्ल करने घर से निकली है

सोने जा रहा हूँ
तुझे ख्वाब में देखने कि हसरत ले कर