Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas Rehte Ho
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost
Kya Tum Bhi Mere Bina Udaas Rehte Ho
Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas Rehte Ho
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost
Kya Tum Bhi Mere Bina Udaas Rehte Ho
Main ek khilona hu aur wo uss bachhe ki tarah hai
jisse mujhse pyaar to hai lekin sirf khelne ki hadd tak
Kal raat tanhaa chand ko dekha tha mene khawb mein Mohsin
mujhe raas aaye gi shayed sadaa awaargi
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge
Dil ki khwahish ko naam kya dun
pyar ka use paigam kya dun
Is dil me dard nahi yaaden hai uski
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun
kon kehta he duri se mit jaati he mohabbat
Milne waale to khayaalo me bhi mila karte he
Jee Toh Chahta Hai Tujhe Cheer Ke Rakh Doon Ae Dil
Na Woh Rahe Tujhme Na Tu Rahe Mujh Mein
Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu
Jin Ke Paas Hoti Hain Umer Bhar Ki Yadain
Woh Log Tanhai Mein Bhi Tanha Nahi Hotay
Tere Pyaar Ki Hifazat Kuch Isssss Tarha Se Ki Humne
Jab Kbhi Kisi Ne Pyar Se Dekha To Nazre Jhuka Li Humne
Jaao Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala
Mil Jaye To Khush Rehna Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai
Er kasz
Wo is chah me rehte hai ki hum unko unse hi mange
hum is gurur me rehte hai ki hum apni hi cheez ku mange
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai
Kitaabain Bhi Bilkul Meri Tarha Hain
Alfaazon Sey Bharpoor Magar Khamosh
Soch raha hu kuch likhu
lekin kya paigaam likhu
Tujh bin kaati raat likhu
Ya sath guzari shaam likhu