Chhodo Ab Wafa Ki Baate Jaane Bhi Do
Jo Fitrat Se Bewfa Ho Wo Wafa Kya Jaane

Ab aansoonon ko aankhon me sajana hoga
Charaag bujh gaye khud ko jalana hoga
Na samajhna ki tumse bichadke khush hain hum
Hamein logon ki khatir muskurana hoga

Uthi uski doli to tufan la dunga. . .
Mli na muje wo to Duniya jala dunga. .
Dhoka jo diya usne
To
To kya
Smart dikta hu yaar
dusri pta luga😄😄😄

Dil behel jaye to chod dete
hai Log
koi or mil jaye to chod dete
hai Log
Char din ki chandni ki
qadar karna DOST
Chandni dhal jaye to chod
dete hai Log
Qasme tho khate hai log
sada saath jine ki
Zehen badal jaye tho chod
dete hai Log
Din badal jaye tho jazbat
badal jate hai
Halat badal jaye tho chod
dete hai Log
Log muhabat b krte hai
matlab k liye
Matlab nikal jaye tho chod
dete hai Log...

Tamaam Raat Mere Ghar Ka Aik Dar Khulaa Raha; Mein Raah Dekhti Rahi Woh Raasta Badal Geya

Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai Bekaraari Bekaraari Hai
Aapke Baad Har Ghadi Humnein Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai

Koi Dikha kar roye, koi chipa kar royeHame rulane wale hame rula kar royemarne me maja to tab haiJab katil khud janaje par aakar roye...

Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye..

Rona padta hai ek din muskurane ke baad..
Yad aate hain wo dur jane ke baad..
Dil to dukhta hee hai uske liye..
Jo apna na ho sake itni mohabat jatane ke baad..

Aansuon ko palkon pe laaya na kijiye.
Dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye…
Log mutthi mein namak liye firte hain..
Apne har jakhm dikhaya na kijiye…

Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker,
Bate Rah Jati Hain Kahani Bankar,
Par Pyar To Hamesha Dil Ke Karib Rahega,
Kabhi Muskaan To Kabhi Ankhon Mein Pani Bankar…

Bewafayi Ki Intehaa Kar De; Taaki Maloom Ho Wafaa Kya Hai

Zindagi Ki Raah Me Khud Ko Akela Mat Samajhna dostonAur Bhi Bohot Hain Jo Is Shor o Ghol Me Tanha Hain..

Kuch Khaas Nahi Bas Itni Si Mohobbat Hai Meri
Har Raat Ka Aakhri Khyal Har Subah Ki Pehle Soch Ho Tum

Chah kar bhi nahi puch sakte haal unka
kahi wo ye na kehde ki ye hak thume kisne diya
er kasz