Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liyeJis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liyeNaa jaane kyon main intezaar kar raha thaShayad janmdin hai tumhara iss liyeMeri har ek dua hai teri lambi umr ke liyeDil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye.`Agar yaad tumko na rahe apna janmadinCheck karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardinMain kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdinChahe woh ho mera akhri dinAapko jaroor mera yeh msg. milegaJispe likha hoga “mubarak ho aapko aapka jamdin”`Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,Mayus hue honge sitare bhi us din,Khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.Janmadin Mubarak!`Ye din ye mahina ye taarikh jab jab aayiHum ne kitne pyaar se janam din ki mehfile sajayiHar shamaa par naam kikh diya dosti kaIs ki roshni mein chaand jaisi teri surat hai samayi

Your Comment Comment Head Icon

Login