Teri Chahat Ke Ik Ik PalMere Lahoo Mein Utartey RaheSansoon Ne Ro Ro Ke Mangi Hai Rab Se DouaMar Ke Be Tum Pe Martey RaheSanoon Ne Sansoon Par Likh Di Jo DastanHum Wo Dastaan Apni Rooh Se Kehtey Rahe!!

Chahat Se Teri Ankho Mein Dube, Nafrat Se Aansu Bankar UchleGire Jo Farsh Pe Toote Aise, Rehza Rehza Dil Bikhra JaiseUmeed-E-Wafa Kare Kaise, Zubaan-E-Haal Kahe Kis SeSalaam-E-Dil-E-Muztar, Khamosh Mohabbat Mein Hai Intezar.

Kisane wada kiya hai aane kahusn dekho garib khane karuh ko aaina dikhate haindar-o-divar muskurate hainaj ghar, ghar bana hai pahali bardil mein hai khush saliqagi bedarjama saman hai aish-o-ishrat kakhauf dil mein fareb-e-qismet kasoz-e-qalb-e-kalim aankon meinashk-e-ummid-o-bim aankhon meinchashm-bar-rah-e-shauq ke marechand ke intazar mein tarePoet of the poem or ghazal or nazam is Josh Malihabadi

Tamaam Umar Kisi Yaar Ka Intezar KarteAakhir Duniya Se Guzar Gya Hai Koi

Ab Mera Bachna Na Mumkin Lagta HaiApni Aankh Ke Nashtar Maar Gya Hai Koi.

Aaj To Teri Yaad K Jhonka Tak Nai Aaya,Aaj Jane Q Chahtoun Pe Zawal Aaya Hai.

Patjhad Ke Toot-te Huye Patton Ke Sath-SathMausam Kabhi To Badlega Ye Aasra Bhi Ho

Tamam Gham Bhool Janey Ko G Karta Hai AajAksar Muskuranay Ko G Karta HaiBohut G Liiye Sahare Aap Ki Yadoon KAaj Aap K Paas Aaney Ko G Karta Hai

Saza Labon Se Apne Sunayi To HotiRooth Jaane Ki Wajah Batayi To HotiBech Deta Main Khud Ko Tumhare LiyeKabhi Kharidne Ki Chahat Jatayi To Hoti.

Maine Kabhi Ek Chand Ko Pana Chaha ThaUs Dur Akash Ke Ek Sitare Ko Gale Lagana Chaha ThaIn Namumkin Si Chizo Ko Main Mumkin Banane Chala ThaJane Kyu Us Din Main Kisi Se Dil Lagane Ko Chala Tha

Kabhi Aate Huye To Kabhi Jate HuyeSochta Hoon Muskarate HuyeZindagi K Ahem Lamho Ko Dil K Kone Me Samete HuyeTaki Aankh Bhar Aaye Kisi Ko Rota DekhSacchi Chahat K Liye Pyaar Krta Hoon Ehsaso K LiyeUnki Bhavnao Se Intezar K Liye Sayad Koi Ho Sanjeev K Liye…

Zindagi Ek Chahat Ka Silsila Hai,Koi Mil Gaya To Koi Bichad Gaya,Jinhe Manga Tha Duao Mein,Voh Kisi Ko Bina Maange Mil Gaya.Ankhon Ki Zuban Woh Samajh Nahi Pate,Hooton Se Hum Bhi Kuch Keh Nahi Pate,Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe,Koi Hai Jiske Bina Hum Reh Nahi Pate.

Main Ne Chaha Tere Janam Din ParAisa Tohfa Teri Nazar KaroonJise Tu Mudaton Yaad RakhePhir Ik Lamhe Ki Soch NeMere Haath Buland Kiye Or Kuch Duaaon Ki PunchhiDil Se Azad Kiye Ki Aane Wale Mausmon MeinGhum Ki Ghataen Kabhi Tere Qareeb Na AayenTeri Aankhon Ke Jugnu Sada Chamkaen

Jivan kya hai chalata phirta ek khilona haido aankhon mein ek se hansana ek se rona haijo jee chahe wo mil jaye kab aisa hota haihar jivan jivan jine ka samajhauta haiab tak jo hota aaya hai wo hi hona hairaat andheri bhor suhani yahi zamana haihar chadar mein dukh ka tana sukha ka bana haiaati sans ko pana jati sans ko khona hai

Chand se phul se ya meri zuban se suniyehar taraf aap ka qisa jahan se suniyesab ko aata hai duniya ko sata kar jinazindagi kya muhabbat ke dua se suniyemeri aavaz parda mere chehare kamain hun khamosh jahan mujhako vahan se suniyekya zaruri hai ki har parda uthaya jayemere halat apne apne makan se suniyePoet of the poem/ghazal or nazam : Nida Fazli