Dil se teri yaad na jaaye to kya karoon
Tasveer mein tu hi tu nazar aaye to kya karoon
Lene ko to le aayon tumhe khwaboon mein
Par neend hi na aaye to kya karoon

Zindgi ka tajurba to nahi Par itna malum hai
Chota aadmi bade moke par Kaam aa jata hai
Aur bada aadmi choti si baat par Awkat dikha jata hai

Muskurane Se Shuru Aur Rulane Pe Khatam; Ye Zulm Hai Insanon Pe Jise Log Mohabbat Kehte Hain

Har Dil Mein Dard Chupa Hota Hai; Bayan Karne Ka Andaz Juda Hota Hai; Kuch Log Ankhon Se Dard Baha Detay Hain; Aur Kisi Ki Hansi Mein Bhi Dard Chupa Hota Hai

Dil ke dard ko dil torne wale kya jana
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane
Hoti hai kitni taklif kabar ke niche
Yeh upar se phool charane wale kya jane

Khuda kare salamat rahe kisi Dua ki tarah
Ek tu Aur doosra Muskrana tera

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chodkar log k

Ek Parinde Ka Dard Bhara Fasana Tha,Tute The Pankh Aur Udte Hue Jana Tha,Toofaan To Jhel Gaya Par Hua Ek Afsos,Wahi Daal Tooti Jisper Uska Aashiyaana Tha…

Pehli Mohabbat Thi Hamari Hum Jaan Na Sake; Pyaar Hota Hai Kya Hum Pehchan Na Sake; Humne Unhe Dil Mein Basaya Hai Iss Kadar Ki; Chah Kar Bhi Hum Unhe Apne Dil Se Nikaal Na Sake

Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai; Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai; Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai; Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai

Ye Duniya Wale Bhi Bade Ajeeb Hain; Kabhi Humse Door To Kabhi Kareeb Hain; Dard Na Bataye To Humein Qayar Kehte Hain; Aur Dard Bata De To Shayar Kehte Hain

Ek Baar Aur Dekh Kar Azaad Kar De Mujhey.
Main Aaj Bhe Teri PehLi Nazar Ki Qeid Mein Hon ღ😘

Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tode jayenge
Jitna ji chahe satalo yaaro
Ek din rulate hue sabko chod jayenge

Apno Ne Pyaar Mein Rula Diya; Kya Hua Jo Kisi Aur Ke Liye Hume Bhula Diya; Hum To Waise Bhi Akele The; Kya Hua Jo Aapne Yeh Ehsaas Dila Diya

Log Kehte Hain Jise Hadh Se Zyada Pyaar Karo; Woh Pyaar Kee Kadar Nahi Karta; Par Sach To Ye Hai Ki Pyaar Kee Kadar Jo Bhi Karta Hai; Use Koi Pyaar Hi Nahi Karta