Lahoo Ronay Se Darta Hoon , Juda Honay Se Darta HoonMeri Aankhain Batati Hain K Main Sonay Se Darta HoonMeri Unggli Pakar Laina Mujhe Tanha Nahi KarnaYe Dunya Aik Maila Hai Tumhain Khonay Se Darta Hoon

Aey Zindagi Aik Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon MainYa Door Say Phir Dey Mujhey Koi Saza Tanha Hoon MainDuniya Ki Mehfil Mein Kahin Main Hoon Bhi Shayad Ya NahinEkk Umr Say Iss Soch Mein Dooba Hoon Tanha Hoon Main

Sham Se Ankh Main Nami Se HaiAaj Phir Aap Ki Kami Se HaiDaffan Kardoo Hamien K Sanss MillyNabz Kuch Deer Se Thami Se HaiWaqat Rahta Nahi Kahien Tik KarUss Ki Addat Bhi Aadmi Se HaiSham Se Ankh Main Nami Se HaiAaj Phir Aap Ki Kami Se Hai

TERRI ANKHON MEIN DOBNAY KO DIL KERTA HAIY,AISA LUGTA HAIY ES MEIN DOBNAY KAY BADHHUM PER NA JEE PAIN GAY,MAHBOOB KI ANKHON MEIN JHANKTAIN HAIN,PATA CHALTA HAI ES MEIN KITNI GHARAHI HAI.UB IN SAI DOR RHANAY KA DIL NAHI KERTA,ALLAH JALD HI

Neeli Neeli Ghata Barasti HayGum Ki Mati Meri Sanwarti HayAur Hay Kon Jis Ko Sochon MienDil Mien Bus Aik Tu Dhrakti HayAah Hoti Tu Nikal Bhi JatiDil Say Khwahish Kahan Nikalti HayDil Ki Basti He Jal Gai SajidAankh Say Raakh Si Barasti Hay

Kab tak hum apne armaan chipate rahinge?Kab tak hum apni khwaishon par patthar barsaate rahinge?Kya kuwe ke paani ki taqdeer mein khul kar behna likha nahi hota?Kya jisne dariya ki kismet likhi thi??Kya uske mann mein auron ke liye apna pan nahi hota

Ulati ho gain sab tadabiren, kuch na dawa ne kam kiyadekha is bimari-e-dil ne aakhir kam tamam kiyaahd-e-javani ro-ro kata, piri mein lin aankhen mundyani raat bahot the jage subah hui aaram kiyaPoet of  the Poems / Ghazal or Nazam :Meer Taqi Mee

Apny srd kmry mai udas bethi hu neem wa dareechu syNum hawain ati hn mery jism ko chu kr aag c lgati hnTera naam ly ly kr mjhy o gudgudati hnKash mery par hoty rery pass ur atimai nhe mgr kuch b sng dil rivaju k ahini hasaru mai umr qaid ki mulzimSIRF AIK LARKI

Go Rozaye Aqdas Ki Talab Gar Hain AankhainSach Poocho To Khud Rah Ki Deewar Hain AankhainAllah Re Ye Jurratain Be Taab NigahainBe Noor Hain Aur Talib-E- Deedar Hain AanakhinJis Shahar Mai Bik Jatey Hain Khud Akai KharedarUs Shahar Mai Awara-E- Bazar Hain Aankhain

Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi takJaate hue rota woh mujhe chorr gayi thiArmano ki Duniya ke anmol se sapnepal main woh mere saamne sab torr gayi thiJaan deti thi meri her baat pe lekin yun hiBesabab Duniya se mera rukh morr gayi thiDin ki tanhayi ka gham,

HER AHAT PER CHONK JANE KI AADAT NAHIN RAHI MUJ MAINKISI SE CHAHE JANE KI CHAHT NHAIN RAHI MUJE MAINBEHTI JIN ANKHON SE ASHKON KI NADIYANAB AIK ANSU AUR BAHANE KI HIMAT NAHIN RAHI MUJ MAINJALTI THI AFFTAB KI TAPISH BHI JIN JAZBAT SEPEHLE JAISE JAZBAT KI HIDAT NAHIN RAHI

Sans lena bhi kaisi aadat haijiye jana bhi kya ravayat haikoi aahat nahi badan mein kaheenkoi saya nahi hai aankhon meinpanv behis hain, chalte jate hainik safar hai jo bahata rehta haikitne barason se, kitni sadiyon sejiye jate hain, jiye jate hainaadaten bhi ajeeb hoti hain

Jo beeti hai use dhurane main kuch waqat lage ga.es ghum ko ek yaad bnane main kuch waqat lage ga.naneed to ane ko thi per dil pachle qase le batha.ub khud ko be waqat sulane main kuch waqat lage ga.us ka sath ub tanhai ko kerta hai or zeyda.per yeh baat samjhane main kuch waqat

Jab aas paas roshni hoti hai to tare nazar nahi aate?.Jab kabhi andehri raat mein raah bhool jaate hain ?To saikdon nazar aate hain?..Magar saikadon ki roshni se bhi raah nahi milti?.Bas ek tum chand se zindagi mein ho??.Varna kahaan aaj kal doobti nayya ko sahaare nazar aate hain

Zara khamosh reh kr bhi unhe sub kuch suna dena.Zuban se kuch na kahna dekh kr ansoo baha dena.Main mujrim hon mujhe iqrar hai jurm-e- muhabbat ka.Magar pehlay khata per ghor karlo phir saza dena.Ijazat ho tu kehdon qissa-e-ulfat sar-e-mehfil.Mujhe kuch to fasana yaad hai kuch tum suna dena.