Saal-e-Nou Ki DuaaHai Tmnaa K Saal-E- Nou Tujh KoHar Musarat Se Hum Kinaar KareyKhil Uthein Phool Tere Aangan MeinTuu Agr Khuwahish-E-Bahaar KareyMustkurahat Laboun Pe Ho Raqsaa_NSara Aalm Tujh Hi Sey Piyar KareyTujh Se Har Ranj Door HojayeHar Khushi Tujh Pe Jaan Nisaar KareyTere Aanagn Mein Qaafley UtreinJhilmilatey Hoye Sitaroun KeyHo Key Bey Ikhteyaar Uth JayeinTeri Janib Qadam Bharoun KeyHar Nayi Subha Tere Daman MeinChahatoun Key Gulaab Bhr JayeHar Haseen Shaam Apni RaanayiTere Khuwaboun Key Naam Kr JayeDekh K Tere Rukh Ki ShadaabiRang-E- Qous-E-Qizah Nikhar JayeMuskurati Sdaa Hayaat RaheyTere Qadmoun Mein Kayinaat RaheyGam Na Dil Mein Kabhi Ujagar HoShaadmani Tera Muqadar HoAaney Waley Dino Ki TabaniJaney Waley Dino Sey Barh Kr Ho

Aey Naye Saal Bata Tujh Main Naya Kya HaiHar Taraf Khalq Ne Kyun Shor Macha Rakha HaiRoshni Din Ko Wohi Taaron Bhar Raat WohiAaj Hum Ko Nazar Ati Hai Har Baat Wo HiAasmaan Badla Hai Na Afsos Badli Hai ZameenEik Hindsey Ka Badalna Koi Jiddat To NahiAgley Barson Ki Tarah Hongey Qareeney TereyKisey Maloom Nahi Baaraa Maheeney TereyJanuary,Ferwary,Aur March Main Paregy SardiAur April,Mayee,June Main Hogi GarmiiiiiiTera Sune Dehr Main Kuch Khoyega Kuch PayegaApni Miyaad Basar Kar Key Chala JayegaaTu Naya Hai To Dikha Subha Nayee,Shaaam NayeeeWarna In Ankhon Ney Dekhey Hain Saal KayeeAur Bhi Besabab Detey Hain Q Log MubarakbadeinGaliban Bhool Gaye Waqt Ki Qarvii YaadeinTeri Aamad Sey Ghatti Umer Jahan Main Sab KiFAIZ Ney Likhi Hey Ye Nazam Niraley Dhab Ki

Is Naye Saal Ki Pehli SubhaJab Tumhare Nain KhulenIs Naye Saal Ki Pehli GhariJab Tumhare Hath UthenIs Naye Saal Ki Pehli KhushiJab Tumhare Gale LageIs Saal Ka Pehla HathJab Tumhari Simt BarheIs Naye Saal Ki Pehli SochJo Tumhare Jeevan Mein Nikhaar LayeTo Itnaa Jaan Lena Ke Koi Or Hath BhiTumhare Liye Uthe Zaroor HainJis Ke Dil Se Bhi Yehi Dua Nikli HaiWo Nain Hamesha Khushiyaan DekhenWo Mangi Dua Pori Ho JayeWo Gum Door Kahin Bathakte MilenWo Sath Wo Hat KabhiGum Se Nahin ChooteWo Soch Tumhare Muqaddar KoHamesha Urooh PhunchayeTo Kuch Hamare Bare Mein Soch LenaKe Koi Hai Jo Na JaneKab Se Tumhare Bare MeinBarsoon Se Soch Raha HaiHanIn Aate Jate SaloonHaseen Sooraj Ke NikalneTo Kahin Shaam Ke Dhalne MeinHar Pal Haseen Lamhon MeinTumhen Koi Soch Raha HaiTumhen Koi Soch Raha Hai

Chahoon Main Tum Sey Milna, Agaz-E-Naye Saal PerMuhabat Ayoo Amar Kar Jayen, Agaz-E-Naye Saal PerHamsafar Hai Cuna, Hai Fakhar Kudh Pey MujheeJewan Ko Wafa Dey Jayen, Agaz-E-Nayee Saal PerBe Pana Ye Peyar Hai, Jazbat Hain, Oor Naye UmeedenHasil Un Sab Ko Kar Jayeen, Agaz-E-Naye Saal PerGuzry Saal Jo Na Paeya, Afsoos Na Karna Us Ka ZaraNeek Duaeen Ye Raab Sey Kareen, Agaz-E-Naye Saal PerChahoon Main Tum Sey Milna, Agaz-E-Naye Saal PerMuhabat Ayoo Amar Kar Jayen, Agaz-E-Naye Saal PerHamsafar Hai Cuna, Hai Fakhar Kudh Pey MujheeJewan Ko Wafa Dey Jayen, Agaz-E-Nayee Saal PerBe Pana Ye Peyar Hai, Jazbat Hain, Oor Naye UmeedenHasil Un Sab Ko Kar Jayeen, Agaz-E-Naye Saal PerGuzry Saal Jo Na Paeya, Afsoos Na Karna Us Ka ZaraNeek Duaeen Ye Raab Sey Kareen, Agaz-E-Naye Saal PerHai Ye Ilteja Mery Raab Sey Rakhy Khuda Shaad HameenAyoo Mil Kar Dua Kareen, Agaz-E-Nayee Saal Pe

Ramadan Is Here, The Month That Is Blessed;Ramadan Is Here, The Month We Love Best.The Month In Which The Qur’an Was Sent;A Time Of Great Blessing In Which To Repent.Fasting For Allah Is A Great Muslim Deed;Controlling Desires And Suppressing Greed.Ramadan Is Coming, Increase Your Iman(Faith).Ramadan Is Coming, Recite The Qur’an.Take “Suhur” In The Dead Of The Night;No Eating Or Drinking During The Daylight.Refrain From Bad Deeds And Repent Your Soul;The Pleasure Of Allah Is Our Only Goal.Even If There Is Hunger, Remember Your LordAnd Wait Until ‘Iftar’ To Earn Your Reward.Fasting Is One Of The Gifts Of AllahGiven To Believers To Increase ‘Taqwah’ (Piety).We Pray To Allah To Put Right Our Hearts;Ask For Forgiveness From Allah And Make A New Start.Raising Our Hands We Ask For His ‘Rahmaa’;Hear Us Our Lord And Grant Us ‘Jannah’.

Shaadi Ke Pehle – Maine Pyar KiyaShaadi Ke Baad – Ye Maine Kya Kiya?Shaadi Ke Pehle – Kuch Kuch Hota HaiShaadi Ke Baad – Kuch Nahi Hota HaiShaadi Ke Pehle – Dil To Pagal HaiShaadi Ke Baad – Dil To Pagal ThaShaadi Ke Pehle – Ek Duje Ke LiyeShaadi Ke Baad – Sirf Bachcho Ke LiyeShaadi Ke Pehle – Dilwale Dulhaniya Le JayengeShaadi Ke Baad – Baaki Log Sukhi Ho JayengeShaadi Ke Pehle – ChandramukhiShaadi Ke Baad – JwaalamukhiShaadi Ke Pehle – Kuwara BaapShaadi Ke Baad – Bechara BaapShaadi Ke Pehle – TitanicShaadi Ke Baad – MortgageShaadi Ke Pehle – Hum Aapke Hai Koun?Shaadi Ke Baad – Barbadi Ka KaaranShaadi Ke Pehle – Mere Sapno Ki RaniShaadi Ke Baad – Chutki Ki AmmaShaadi Ke Pehle – Kabhi KabhiShaadi Ke Baad – If You Are LuckyShaadi Ke Pehle – Aao Pyar KarenShaadi Ke Baad – Aur Bhi Kuch Kaam Karen?Shaadi Se Pehle – Biviho To EsiShaadi Ke Baad – Bivi Hai Kesi ?Shaadi Se Pehle – Hero No. 1Shaadi Ke Baad – Cooli No. 1

Dost Ki Shadi Mein Hum Jaa Rahe The Us Din Tum Lag Rahi ThiMaano Chand Utar Aaya Ho Jami Per Meri Abha Tumhi Se ThiChehare Per Tere Hashi Khili Thi Teri Vo Mohak MuskaanKerti Thi Mujhako Hairaan Aaj Bhi Mujhe Yaad HaiJab Tu Apane Shahar Gayi Le Ke Meri Shudh-Budh GayiBana Diya Tha Mujhe Akant Ho Gaya Tha Main ShantDuniya Bhula Baitha Tha Main Sab Kuchh Luta Baitha Tha MainMaa Mujhase Kahati Kya Ho Gaya Hai Tujhe?Na Khata Hai,Na Pita Hai Na Padhta Hai,Naa Hi Kuchh Kerta HaiTu Bimaar To Nahi? Tujhe Bukhaar To Nahi?Maa Ka Hairaan Hona Mera Shant HonaBeman Se Tera Jana Jaate Huye Haath HilanaAaj Bhi Mujhe Yaad Hai Jab Pahali Baar Tera Khat Aaya ThaDil Ko Kitana Bhaya Tha Pataa NahiKitani Baar Maine Use Padha Tha Ek Patra Likhane Ke LiyeKitane Patra Likh Likh Ke Faade The Us RaatVo Raat,Vo Bechaini Aaj Bhi Mujhe Yaad HaiAakhiri Baar Jab Hum Mile The Diary De Ke TujheJab Vida Ho Rahe The Tu Kitana Royiee ThiAankho Ko Mere Bhi Ashko Se Bhigoyi Thi Hum Gale Mile Huye TheTu Mujhe Nahi Chhod Rahi Thi Vah KshanJo Mere Jeevan Mein Tu Jod Rahi ThiAaj Bhi Mujhe Yaad HaiAaj Bhi Mujhe Yaad Hai.

2011 Ramzan CalendarInsha’allah Start From 1st August 2011Ramzan-Ul-Mubarak: Roza-Sehr-IftarRamadan Calendar 2011 = 01–4:39_7:10Ramadan Calendar 2011 = 02–4:40_7:09Ramadan Calendar 2011 = 03–4:40_7:08Ramadan Calendar 2011 = 04–4:41_7:07Ramadan Calendar 2011 = 05–4:41_7:06Ramadan Calendar 2011 = 06–4:42_7:05Ramadan Calendar 2011 = 07–4:43_7:05Ramadan Calendar 2011 = 08–4:43_7:04Ramadan Calendar 2011 = 09–4:44_7:03Ramadan Calendar 2011 = 10–4:45_7:02Ramadan Calendar 2011 = 11–4:45_7:01Ramadan Calendar 2011 = 12–4:46_7:00Ramadan Calendar 2011 = 13–4:47_6:59Ramadan Calendar 2011 = 14–4:48_6:58Ramadan Calendar 2011 = 15–4:48_6:57Ramadan Calendar 2011 = 16–4:49_6:56Ramadan Calendar 2011 = 17–4:49_6:55Ramadan Calendar 2011 = 18–4:50_6:53Ramadan Calendar 2011 = 19–4:51_6:52Ramadan Calendar 2011 = 20–4:51_6:51Ramadan Calendar 2011 = 21–4:53_6:50Ramadan Calendar 2011 = 22–4:53_6:49Ramadan Calendar 2011 = 23–4:53_6:47Ramadan Calendar 2011 = 24–4:54_6:46Ramadan Calendar 2011 = 25–4:54_6:45Ramadan Calendar 2011 = 26–4:55_6:44Ramadan Calendar 2011 = 27–4:55_6:43Ramadan Calendar 2011 = 28–4:56_6:42Ramadan Calendar 2011 = 29–4:56_6:41

Alwida Alwida Alvida Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Dil Teray Aanay Say Motbar Thay,Noor Mein Dubay Shaam O Sehar They.Teray Anay Say Dil Ro Raha Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvada Hai, Mah E Ramazan Bass Alwida Hai.Sehri Iftar Qir’at Tarawi,Aur Azaan E Namazein O Tasbeeh.Yeh Saman Noori Tujh Say Mila Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan Bass Alwida Hai.Rehmatoon Ka Tu Pegham Laya,Barkatoon Ka Tu Inaam Laya.Rutba Aala O Afzal Tera Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvida Hai, Mah E Ramadhan Bas Alwida Hai. Jaam Rehmat Kay Tunay Pilaye,Gul Muradoon Kay Tuney Khilaye.Tu Juda Hum Say Ab Ho Raha Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvada Hai, Mah E Ramdhan Bas Alwida Hai. Humko Baykal Tu Paye Ga Kab Tak,Gar Rahe Zinda Aglay Baras Tak.Phir Milein Gay Jo Huqmay Khuda HaiMah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvada Hai, Mah E Ramadhaan Bass Alwida Hai. Chal Diya Hai Tu Jo Rab Ki Janib,Ahl E Imaan Kay Purnam Hain Qalib.Qalb E Ishrat Bhi Gham Say Bhara Hai,Mah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvida Hai, Mah E Ramazaan Bass Alwida Hai. Humko Bekal Tu Payega Tab TakGar Rahay Zinda Agle Baras Tak.Phir Milengay Jo Huqm E Khuda HaiMah E Ramzan Bas Alwada Hai.Alwada Alwida Alvada Hai, Mah E Ramzan Bas Alwida Hai.