Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.Din Raat Daudti Duniya Mein,Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.Tu Hi Bata E Zindagi,Iss Zindagi Ka Kya Hoga,Ki Har Pal Marne Walon Ko,Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi—————–

Prabhu agar mukti ke liye chahoonTo bandhan mujhko de denaSukh agar mangoo toSare dunia ke dukh mujko de denaTujhko to issliye chahoonKyonki too sachmuch main nyaara haiIssiliye jag main sabse paayara haiSwarg ke liye bhajan karon toNark mujko de denaDaulat ke liye haath phelahoon toNirdan mujko kar denaPunay ke liye chahoonTo Papi mujhko bana lenaGyan kee chah agar rakhoon toAgyani mujko kar denaTujhko to issliye chahoonKyonki Ganga see nirmal teri dhara haiIssiliye maa Yashoda ka dulara haiShanti ke liye dhyan karoon toAshant mujko kar denaGardwar ke liye dhar tere aaoon toTo begar mujko kar denaTujko to issliye chahoonKyonki too sab kinaro ka kinara haiIssiliye prabhu mera too hee ek sahara haiEk vaqt kee rothi lekarBhale kapre dho tan se kam kar denaSabkuch mujse chhenkarPremvrisht mujpar khoob kar dena

Tumhari lovely aankho ne,Hame aise attract kiya,Ke sabko neglect karke,Tumhe hi select kiya.

Khud ko khud ki khabar na lage,Koi accha bhi is kadar na lageAap ko dekha hai bas uss nazar se,Jis nazar se aap ko nazar na lage….

Tere bina jindgi adhuri hai sajnaTu mil jaye to jindgi puri hai sajnaTere naal hi jag diyan meriyan sariyan khushiyanBakiyan naal hasna taan mazburi hai sajna

Hum to dariya hain apna hunar malum hai,Jidhar bahenge udhar hi rasta ho jayega..

Sab kuch paker bhi mene khona sikhaKhuli aankhon se mene sona sikhaKitna tadpa tha ye dil JabHunsker bhi mene rona sikha.

Sanso ka pinjra kisi din toot jayega,Phir musafi kisi raah me choot jayega,Abhi sath hai to do baaten karlo,Kya pata kab mukaddar humse ruth jayega...

Har yaar wafadar nahi hota, Har patthar chamakdar nahi hota, Na jaane ban me kitne phool khile hain, Har phool khushbudaar nahin hota.. Aey Jawanon! Gareebi tod deti hai jo rishte khaas hote hain, Aur paraaye apne hote hai jab paise paas

Jaane kya mujhse zamana chahta hai,mera dil todkar mujhe hi hasana chahta hai,jaane kya baat jhalakti hai mere is chehre se,har shaks mujhe aazmana chahta hai.Kya dukh hai ki samundar bata nahi sakta,ansu ki taraha ask baha nahi sakta,tum sath chod do ge isme tumhari khata ky,har saksh mera sath nibha nahi sakta.

Khuda se mannat hai meri lauta de jannat woh meri,Mera rooh ki tasveer mera pyaar, ho khudaya lautade pyaar dobaraCharo taraf tho pehle sukhoon hi sukhoon tha,Awaam ko dil se ishq ka junoon tha,Mera pyaar sawara knyu jab isko yun ujadna thaishq ma manzar pe khanjar knyu chalayaMera rooh ki tasveer mera pyaar Ho khudaya lautade pyaar dobaraChahe kafan ka joda mujhe pehna de tu,Bas ek baar mujhko mera pyaar mila de tu,Tamanna hai guzarish hai dard e dil ka khwahish hai,Doob thi kashti ko dila de tu kinara.Ho khudaya lautade mera pyaar dobara

Nagahen aapki pehchan hai hamari,Muskarahat aapki shan hai hamari,Karna hifazat tum apni,Sanse aapki jaan hain hamari..

Kya hai zindgi,Dekho to khwab hai zindgi,Padho to kitab hai zindgi,Suno to gyan hai zindgi,Par haste raho to aasan hai zindgi.

Rat guzri phir mehkti hawa ayi,Dil Dhadka phir tumhari yaad aayi,Aankho ne mehsoos kiya us hawa kojo tumhe chhukar hamare paas aayi.

Fiza mein mehekti shaam ho tum,Pyaar mein chalakata jaam ho tum,Tumhe dil mein chupaye phirte hai,Ae dost meri zindgi ka dusra naam ho tum.