Kab Ek Sham Ko Tumko Dekha ThaAur Kab Subah Hui, Kuch Khabar Nahi

Koi Pukar Raha Tha Khuli Fazaon SeJise Nigah Mili Usko Intezar Mila

Har Ek Saans Na Jaane Thi Justjoo KiskiHar Ek Ghar Musafir Ko Beghar Mila

Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho GhiJate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi

Ye Shehar Hai Ki Numaish Lagi Hui Hai KoiJo Aadami Bhi Mila Banke Ishtihar Mila

Vo Koi Raah Ka Pathar Ho Ya Hanseen ManzarJahan Se Raasta Thehra Vahin Mazaar Mila

kya lutf eid hain tum muh se dur ho
guzre ga roze eid tasarvoor mein tumahre

aas aajaate haame bhi eid ki khushiya tamaan
kaash tu bi paas hota eid ke lamhaat mein

Jab Se Jeevan Tery Sung Laga HaZindagi Ko Ik Or Naya Rung Laga HaIk Arsa Hoa Tjh Se Mulakat KoZuban Koo Meri Jasy Zang Laga Ha

Jab Se Jeevan Tery Sung Laga HaZindagi Ko Ik Or Naya Rung Laga HaIk Arsa Hoa Tjh Se Mulakat KoZuban Koo Meri Jasy Zang Laga Ha

Mil hi Jayega Hum ko bhi koi na koi toot k Chahne wala ..
"Ab shehar ka Shehar to Bewafa nahi hota".....

Wo Shakhs Meri Jaan Bana Rehta HyUska Pyar Meri Pehchan Bana Rehta HyKoi Muntazir Hy Uska Kitni Shiddat SeWo Janta Hy Magar Anjan Bana Rehta Hy

Honth Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil KaShayad Nazar Se Woh Baat Ho JayeIs Umeed Mein Karte Hain Intezaar Raat KaKe Shayad Sapne Mein Mulaqat Ho Jaye

Dil Ki Tanhai Mein Un K Yaad K Zakhm Bahaut Ghehrey Hain
Koi Bhi Paas Nahi Jo Haath Pakad K Keh De Aaj Se Tere Saare Dukh Bus Mere Hain

Bara Arman Tha Tera Shath Jevan Betane KaShikwa Hai Bai Bas Teray Khamosh Reh Jane KaDeewangi Is Se Bhar K Kia HogiAaj Bhi Intezaar Hai Tera Aane Ka