Tapish Se Bach Ke Ghataon Mein Baith Jaate Hain; Gaye Huyon Ki Sadaaon Mein Baith Jaate Hain; Hum Ird Gird Ke Mausam Se Jab Bhi Ghabraayein; Tere Khayaal Ki Chhaon Mein Baith Jaate Hain

Aaj Tanha Sahi Lekin Kal Manjar Nazar Aayega; Har Juban Pe Naam Har Nazar Mein Chehra Nazar Aayega; Mumkin Hai Mujhko Bhi Bhool Jayegi Duniya Lekin; Dil Mein Tamam Umar Chehra Nazar Aayega

Na Paas Jaane Deta Hai Na Door Us Se Hone Deta Hai, Na Dil Se Mere Noor Uska khone Deta Hai. Na Jaane Kaisi Likhi Hai Kismat Khuda Ne Meri, Na Dil Se Muskurane Deta Hai Na Khul Kar Mujhe R

Samundar Ke Safar Mein Iss Tarhan Awaaz Dain Humko; Hawaein Tez Ho Aur Kashtiyon Mein Shaam Ho Jai; Ujaley Apni Yadoon Ke Hamare Saath Rehne De; Najane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jai

U To Teri Nazaro Ne Aisa Kam Kar Diya,
Logo Ki Nazaro Me Mujhe Badnam Kar Diya.
Meri Badnami Bhi Mujhe Bha Gayi Yaaro,
Jabse Logo Ne Unhe Meri Jaan Kah Diya.

MILI ZINDAGI JEEN LAYI, TA JEE LAYI MAI
LIKHI PEENI VICH KISMAT, TA PEE LAYI MAI
NA PEENDA MAI TA RABB JHOOTHA HUNDA
MANNKE US RABB DI, GALTI KAR KEE LAYI MAI

Kabhi Kabhi Pathar Ke Takranay Se Aati Nahi Kharash; Kabhi Ek Zara Si Baat Se Insaan Bikhar Jaata Hai; Bhool Jao Unhe Jinhe Maaf Nahi Kar Sakte; Ya Fir - Maaf Kar Do Unhe Jinhe Bhool Nahi Sakte

Tevar To Hame Bhi Dikhane ate hai
.
.
.
.
Lekin MAA ne Kaha Hai ki Meri BAHU
mujhe Rote
hue nahi dikhni Chahiye......

Yeh Mat Kehna Ke Teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha; Mein Khud Tanha Raha Dil Ko Magar Tanha Nahi Rakha; Tumhari Chahton Ke Phool Tu Mehfooz Rakhey Hain; Tumhari Nafraton Ki Peerh Ko Zinda Nahi Rakha

Uss Ke Bin Chup Chup Rehna Ab Achha Lagta Hai; Khamoshi Se Ek Dard Ko Sehna Bhi Achha Lagta Hai; Uss Ka Milna Na Milna To Kismat Kee Baat Hai; Magar Pal Pal Uss Kee Yaad Mein Rona Ab Achha Lagta Hai

Thofa Mai Tujhe Aaj Mera Dil Hi Deta Hu,
Yeh Hasin Mauka Gawana Nahi Chata Hu,
Apne Dil Ki Baat Tumhare Samne Batlata Hu,
Aur Tumhare Janam Din Ki Shubh Kamnae Deta Hu.

Kasam se kasam khate hai tere bare mein na sochenge, Is soch ko na sochne ke liye apne dimaag ko rokenge, Yadi rok bhi liya is soch ko to meri aankhen tham jayengi, Tujhse milne ke liye mere shareer se aatma

Unki Yaadon Ko Abhi Bhi Seene Mein Chhupaye Baitha Hun; Haye Main Kis Zalim Se Dil Ko Lagaye Baitha Hun; Inhi Raahon Se Aayenge Bhale Hee Baad Mere Marne Ke; Kitna Nadan Hun Abhi Bhi Dil Ko Samjhaye Baitha Hun

Barsat Kee Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhani Yaad Aayi; Kuch Apna Zamana Yaad Aaya Kuch Unki Jawani Yaad Aayi; Hum Bhool Chuke The Jisne Humein Duniya Mein Akela Chora Tha; Jab Gaur Kiya To Ek Surat Jaani Pehchani Si Yaad Aayi

Muddatein Guzreen Teri Yaad Bhi Aayi Na Humein; Aur Hum Bhool Gaye Hon Tujhey Aisa Bhi Nahi; Sar Mein Sauda Bhi Naheen Dil Mein Tamanna Bhi Nahi; Lekin Is Tark-E-Mohabbat Ka Bharosa Bhi Nahi Tark-E-Mohabbat = Abandonment of Love