Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas Rehte Ho
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost
Kya Tum Bhi Mere Bina Udaas Rehte Ho
Bahut Dur Magar Bahut Paas Rehte Ho
Aankhon Se Dur Magar Dil Ke Paas Rehte Ho
Mujhe Bas Itna Bataa Do Ae Dost
Kya Tum Bhi Mere Bina Udaas Rehte Ho
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai
Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu
Main ek khilona hu aur wo uss bachhe ki tarah hai
jisse mujhse pyaar to hai lekin sirf khelne ki hadd tak
mere dil ka dard kisne dekha hai,
mujhe bas khuda ne tadpte dekha hai,
hum tanhai me bethe rote hai,
logo ne hume mahfilo me haste dekha hai.
kon kehta he duri se mit jaati he mohabbat
Milne waale to khayaalo me bhi mila karte he
There are people in this world
that enjoy being alone,
but there is not a single person
who can bear solitude.
Dil ki khwahish ko naam kya dun
pyar ka use paigam kya dun
Is dil me dard nahi yaaden hai uski
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane
Hoti hai kitni taklif kabar ke niche
Yeh upar se phool charane wale kya jane
Tere Pyaar Ki Hifazat Kuch Isssss Tarha Se Ki Humne
Jab Kbhi Kisi Ne Pyar Se Dekha To Nazre Jhuka Li Humne
Jee Toh Chahta Hai Tujhe Cheer Ke Rakh Doon Ae Dil
Na Woh Rahe Tujhme Na Tu Rahe Mujh Mein
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti
Mile jo pyar to kadar karna
Kismat har kisi par maherban nahi hoti
Dil ka haal batana nahi aata,
kisi ko yu satana nahi aata,
aaj bhi tumse baat karna chahta hu,
magar baat karne ka bahana nahi aata...
Jaao Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala
Mil Jaye To Khush Rehna Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai
Er kasz