Khizan Ke Door Mai Lutf-e-Bahar Laita HoonGam-e-Hayat Ko Has Ke Guzar Laita HoonGuloon Se Rang Sitaroo Se Roshni Le KarJamal-e-Yar Ka Naqsha Utar Laita HoonSagir Siddique

Charag-E-Dair Jala Kar Dar-E-Haram PohancheQareeb-E-Manzil Janaa Qadam Qadam PohancheKaho Jameel Sitaroo , Kaho Haseen GunchoonTalash-E-Husn Mai Aakhir Kaha Na Hum Pohanche

Chamak Raha Hai Jo Ek Sitara Nahi Rahe GaKisi Ke Hum Aur Koi Hamara Nahi Rahe GaCharaag Roshan Na Reh Sake Ge Kahii Zameen PerSar-e-Samawaat Ek Sitara Nahi Rahe GaTariq Hashmi

Sada Daiti Hai Kushbu , Chand Tare Bol Parte HainNazar Jaise Nazar Ho To Nizare Bol Parte HainTumhari Hi Nigahoo Ne Kaha Hai Hum Se Ye AksarTumhare Jisam Per Rang Saree Bol Parte HainManzar Bhopali

Sitara Hoon Magar Yoon Hai Chamakna Bhool Betha HoonMein Khud Apne Taar’uf Ka Hawala Bhool Betha HoonJisse Mad-e-Nazar Rakh Kar Chala Tha Janib-E-ManzilSafar Ke Darmiyaan Mein Wo Sitara Bhool Betha HoonTaimoor Hassan

Chalo Tum Asia KaroChand Sey Thoree See Mattee LoPhir Us Sey Do Butt BanaoAik Tum Jaisa,Aik Muj Jaisa.Phir Kuch AisakaroIn Buton Ko Tor Do.Phir Sey Iskay Do Butt BanaoTum Main Kuch Kuch Main Reh JaoonMuj Main Kuch Kuck Tum Reh Jao

Pura Dukh Aur Adha ChandHijr Ki Shab Aur Aisa ChandItane Ghane Badal Ke PicheKitana Tanha Hoga ChandMeri Karawat Par Jag UtheNind Ka Kitana Kachcha ChandSehara Sehara Bhatak Raha HaiApane Ishq May Sachcha ChandRat Ke Shayad Ek Baje HainSota Hoga Mera Chand

Ay Chand SunoKoch Baat KaroTeri Baat ChalayMeri Raat KatayBaat KaroUs Basti KiBadal Barish Aur Masti KiYa Baat KaroUs Bandhan KiPayal Chori Aur Kangan KiHawa Main Urtay Anchal KiJo Jab LehraiMera Chain ChuraiMeri Neend UraiAy Chand SunoKoch Baat KaroTeri Baat ChalayMeri Raat Katay

Chand nikale kisi janib teri zebai karang badle kisi surat shab-e-tanhai kadaulat-e-lab se phir ae khusrav-e-shirin-dahanaj riza ho koi harf shanasai kadida-o-dil ko sambhalo ki sar-e-sham-e-firaqsaz-o-saman baham pahuncha hai rusvai kaAuthor of the poem/ghazal or nazam is Faiz Ahmed Faiz

Sham ko subah-e-chaman yaad aayikis ke khushbu-e-badan yaad aayijab khayalon mein koi mod aayatere gesu ke shikan yaad aayiyaad aaye tere paikar ke khatootapni kotahi-e-fan yaad aayichand jab dur ufaq par dubatere lahaje ke thakan yaad aayidin shuaon se ulajhate guzraraat aayi to kiran yaad aayi

Kal Raat Ik Mahfil HoeMahfil Main Ik Baat HoeIk Chand Mujhay Nazar AayaBas Ankhon Say Molaqat HoeEs Chand Ki Naram Nigahon SayEs Dil Ki Har Ik Baat HoeEs Chand Ki Ghani Zulfon MainKab Sham Hoe Kab Raat HoeBas Yeahe Ik Baat HoeIk Naey Pyar Ki Shurwat HoeKal Raat Ik Mahfil HoeMahfil Main Ik Baat Hoe

Samane hai jo use log bura kahate hainjisako dekha hi nahi usako khuda kahate hainzindagi ko bhi sila kahate hain kahanevalejinevale to gunahon ke saza kahate hainfasale umr ke kuch aur bada deti haijane q log use phir bhi dawa kahate hainchand masum se patton ka lahu hai “fakir”jisako mahbub ke hathon ke hina kahate hain

Na ghar bar na koi thikana khanabadosh hainapna kam hai chalte jana khanabadosh hainchand aur suraj sathi sadiyon sadiyon kedonon se rishta hai purana khanabadosh hainrang badalate mausam jaisi apni hasti haibarish va dhup se kya ghabarana khanabadosh hainapne liye hain donon barabar ae duniya valokya butakhana kya maikhana khanabadosh hain

Raat Ka Aakhri Pehar Tha…!Mujh Se Chaand Ne KahaHumnasheen AlvidaMujh Ko Neend Aa Rahi HaiKal Milain Ge Isi JagahMen Sun Kar Muskura DiyaUs Ko Batla DiyaJaanay Walay Lout’tay NhiTum Nhi Aao GeMujhe Hai YaqeenMeri Baat Sun Ke Woh Ruk GayaAur Kehnay LagaTum Se Wada KaroonPhir Poora Na KroonAisa Mumkin NhiSun Aey HumnasheenMen CHAAND Hoon Insaan Nahi

Tum se berangi-e-hasti ka gila karana thadil pe anbar hai khungashta tamannaon kaaj tute hue taron ka khayal aaya haiek mela hai pareshan si ummidon kachand pazmurda baharon ka khayal aaya haipanv thak thak ke reh jate hain mayusi meinpurmahan rahguzaron ka khayal aaya haisaqi-o-bada nahi jam-o-lab-e-ju bhi nahitum se kahana tha ki ab aankh mein aansu bhi nahi