Kaash Mein Chand Or To Sitara HotaFalak Pe Ek Ashiyan Hamara HotaSabhi Tujhe Dor Se Dhoondte RehteAur Tujhe Dekhne Ka Haq Sirf Hamara Hota

Chand Hasta HainChandi Muskurati HainTum Yaad Karo Ya Na KaroTumhari Yaad Aati Hain

Raat Ko Naya Chand Mubarak,Chand Ko Chandni Mubarak,Falak Ko Sitare Mubarak.Sitaroon Ko Bulandi Mubarak.Aur Aap Ko Hamari Taraf Se:- Eid Mubarak

Tum Khak Zameen Ke HokarUs Chand Ki Hasrat Kar BaitheWo Cheez Bohat Hi Oonchi HaiTum Jisse Mohabbat Kar Baithe

Koi Chaand Sitara HayKoi Phool Se Pyara HayKoi Khushi Ka Ishara HayKoi Dil Ka Sahara HayTumhai’n Itna Batana HayWo Naam Tumhara Hay

Hum 7 Aasmano Ki Ser Kar AayeHar Sitare Se Hum Dosti Kar AayeAik Sitara Acha Laa Wo Hum 7 Le AayeAb Aap Hi Bataoo Aap Zameen Per Kaise Aaye !

Is Pyar Ka Andaz Kuch Aisa HaiKya Bataye K Yeh Andaz Kaisa HaiKaun Kehta Hai K Tum Chand Jaise HoSach To Yeh Hai K Chand Tumhare Jaisa Hai

Toote Khuwabo Ki Tasveer Kab Poori Hoti HaiChand Taron K Beech Bhi Doori Hoti HaiDena To Hume Khuda Sab Kuch Chahta HaiPar Uski Bhi Kuch Majboori Hoti Hai

Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar KeNazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar KeDil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar KeLaya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke

Mehafil Na Hoti, Nazare Na HoteYun Chand K Pahalu Me Sitare Na HoteHum Is Liye Aapki Karte Hai ParwaahKyon Ki Dil K Kareeb Sare Nahi Hote

Chand Sa Chehra Dekhne Ki Ijazat De DoMujhe Ye Sham Sajane Ke Ijazat De DoMujhe Qaid Karlo Apne Ishq MainYa Mujhe Ishq Karne Ke Ijazat De Do

Wohi Hasta Howa Chand Ye Pur Noor SitareTabinda Wa Painda Hain Zaroo Ke Sahare

Suraj S Koi Uski Roshni Mangke DekheChand S Koi Uski Chandani Mangke DekheAur Kab Tak Rahe Hm Uhi AkeleHmse B To Koi Mahobbat Karke Dekhe

Apni Hr Sans Tujhe Dena Gawara KrlonChand Bnjaon Me Or Tujhe Sitara KrlonTu Ne Hr Mor Pe Thama Hy Mujhe Girte HuweSmandr Bnjaon Or Tjhe Apna Kinara Krlon

Ye haqiqat hai ki hota hai asar baton meintum bhi khul jaoge do char mulaqaton meintum se sadiyonki vafaon ka koi nata na thatum se milane ke lakiren thi mere hathon meintere vadon ne hamen ghar se nikalne na diyalog mausam ka maza le gaye barasaton meinab na suraj na sitare na shaman na chandapne zakhmon ka ujala hai ghani raton mein