Taarif Main Jinki Shabd Hi Kho JaayeinKaise Karein Tarrif Unki Aap Hi Bataayein.Dil Ki Hasraton Ko Jisne  Pura Kar DiyaUnkahe Lafzon Ko Jisne Sun LiyaYe Gujaarish Hai Mohbbat-E-Farishte SeMeri Jindagi Se Door Na Jaayein.Dil Ki Hasratono Ko Aaj  Bayaan Kar Deti HunYe Jindagi Aaj Unke Naam Kar Deti HunYe Gujaarish Hai Mohbbat-E-Farishte SeChand Sitraaon Se Meri Maang Sajaayein.Dua Maangi Hai  Unka Saath Rahe Umr BharSamtetlein O Mughe  Apni Baahein BharYe Gujaarish Hai Mohbbat-E-Farishte SeO Rahein Palkon Ke Saamne Aur Saasein Simat Jaaein.Pyaiar Main Jiske Jindagi Hi Rang JaayeKaise Karein Tarrif Unki  Aap He Bataayein.

Faqirana aaye sada kar chalemiyan khush raho hum dua kar chalejo tujh bin na jine ko kahate the humso is ahd ko ab wafa kar chalekoi na-ummidana karte nigahso tum hum se muh bhi chipa kar chalebahot aarzoo thi gali ki teriso yan se lahu mein naha kar chaledikhai diye yun ki bekhud kiyahamen aap se bhi juda kar chalejabin sajada karte hi karte gaihaq-e-bandagi hum ada kar chaleparastish ki yan tain ki ayei but tujhenazar mein sabon ki khuda kar chalegai umr dar band-e-fikr-e-gazalso is fan ko aisas bada kar chalekahen kya jo puche koi hum se “meer”jahan mein tum aaye the, kya kar chalePoet of the poem or ghazal or Nazam: Meer Taqi Mee

Main ne jo git tere pyar ki khatir likkheaj un giton ko bazar mein le aaya hunaj dukan pe nilam uthega un katune jin giton pe rakkhi thi muhabbat ki asasaj chandi ki tarazu mein tulegi har cheezmere afakar meri shayari mera ehasasjo teri zat se manasub the un giton komuflisi jins banane pe utar aayi haibhuk tere rukh-e-rangin ki fasanon ki ivazchand aashiya-e-zarurat ki tamannai haidekh is arsagah-e-mehanat-o-sarmaya meinmere naghmay bhi mere pas nahi rah sakatetere jalve kisi zaradar ki miras sahitere khake bhi mere pas nahi rah sakateaj un giton ko bazar mein le aaya hunmain ne jo git tere pyar ki khatir likkhePoet of the poem or ghazal or Nazam: Sahir Ludhianvi

Jab Kabhi Choudhwen Ka Chand DekhonTum Yaad Aatey HonJab Kabhi Subha Ki Pehli Kiran DekhonTo Tumhari Muskurahat Yaad Aati HaiJab Kabhi Souraj Ko Dhalta DekhonTo Tumharey Gham Yaad Aatey HainJab Kabhi Parindon Ki Chechahat SunooTo Tumhari Madham Madhosh Awaz Sunai DayJab Kabhi Gulab Ko Khilta DekhonTo Tumharey Labb Yaad AayenJab Kabhi Barstey Badal DekhonTo Tumhari Yaad Main Doobi,Woh Shaam Yaad AayeJab Kabhi Ghazal Main Tumhara Tazkara KaronTo Tumharey Khushboo Main Bassey Khat Yaad AayeJab Kabhi Barish Main Moti Ki Manind Chamkti Boond Ko DekhonTo Tumhari Piyasi Ankhin Yaad AayeJab Kabhi Andheri Raat Main Chamktey Sitaron Ko DekhonTo Tumhari Nazroon Ki Shirarat Yaad Aaye

Suno Ay Chand Say SathinAbhi Tum Keh Rahay Thay NanTumhain Mujh Say Mohabbat Ho Nahin SaktinChalo Maana K Yeh Sach HainMagar Ay Chand Say Sathi Mujhay Itna Batao TumnK Jab Mausam Badaltay HainGulon Main Rang Bhartay HainnTo Phir Kiun Muztarib Ho KernAkelay Pan Say Ghabra KrnHawa Ko Raz Detay HonMujhay Aawaz Detay HonSuno Ay Chand Say SathiTumharay Samnay Koe Mera Jab Naam Leta HainTo Phir Kiun Chonk Jatay HonChalo Maana Tumhain Mujh Say Mohabbat Ho Nahin SaktinMagar Itna Samajh Lo TumJahan Chahat Nahin HotinWahan Nafrat K Honay Ka Koe Imkaan Nahin HotanMera Daawa HainChahat Main Jahan Nafrat Nahin HotinWahan Aksar Yeh Dekha HaiAgar Kuch Waqt Kat JayeSamay Ki Dhool Chat JayeTo Wehshat Bhaag Jati HaiMohabbat Jaag Jati Hai !!!!

Mukhara Os Ka Chand Seraat Hai ChandaniMeray Ghar Mein Aa Gie Hai Chanda Ki ChandaniKismat Ke Andehray Khabi Dor Neigh HotaySuraj Ki Roshani Ho Ya Chanda Ki ChandaniPayar Ki Khatier To Kuch Kerna Peray GaKismat Ka Saath Ho Ya Chanda Ki ChandaniOs Ki Khushi Ab Marie Khushi Ke Sang Ho GieChanda Ke Saath Ho Jab Chanda Ki ChandaniChudahvien Ka Chand, Sumendar Ka Shoar ThaLahroun Pe Hama Rakhas Chanda Ki ChandaniOtra Jo Chand Mehfil Mein Ronaq Se Ho GieDewana Bana Deatie Hai Chanda Ki ChandaniDareachay Se Deakh Rahie Thi Ke Jab WahanAangan Mein Pehlie Thi Chanda Ki ChandaniPhir Chup Gay Thay Taray Chanda Ki Oat MeinJab Chand Ne Pehlaie Thi Chanda Ki ChandaniMehsus Ho Raha Hai Tu Meray Ass Pass HaiPehlie Hai Shaied Is Gharie Chanda Ki ChandaniDewana Hai Chokar Saada Chand Ke LeaChand Ka Khumar Hai Ya Chanda Ki Chandani

Pura Dukh Aur Aadha ChandHijr Ki Shab Aur Aesa ChandDin Main Wehshat Behl Gae ThiRaat Hoe Aur Nikla ChandKis Maqtal Say Guzra HogaItna Sehma Sehma ChandYadoon Ki Aabad Gali MainGhoom Raha Hai Tanha ChandMeri Kerwat Per Jag OothayNeend Ka Kitna Kacha ChandMeray Moun Ko Kis Hairat SayDaikh Raha Hai Bhola ChandItnay Ghanay Badal Kay PeechayKitna Tanha Hoga ChandAansoo Rokay Noor NahaeyDil Darya Tun Sehra ChandItnay Roshun Chehray Per BhiSooraj Ka Hai Saaya ChandJab Pani Main Chehra DaikhaTu Nay Kis Ko Soocha ChandBargud Ki Aik Shaakh Hata KerJanay Kis Ko Jhanka ChandBadal Kay Raysham Jholay MainBhour Samay Tak Sooya ChandRaat Kay Shaanay Per Sar RakhayDaikh Raha Hai Sapna ChandSookhay Patton Kay Jhurmat PerShabnam Thi Ya Nunha ChandHaath Hila Ker Rukhsat HogaOos Ki Soorat Hijr Ka ChandSehra Sehra Bhatak Raha HaiApnay Ishq Main Sacha ChandRaat Kay Shayad Aik Bajay Hain

Gham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujheek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhehai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazumain ne duniya chod di to mil gai duniya mujhekah ki soya hun ye apne iztarab-e-shauq sejab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhesubah tak kya kya teri umeed ne tane diyeaa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujheye namaz-e-ishq hai kaisa adab kisaka adabapne pay-e-namaz par karne do sajda mujhedekhte hi dekhte duniya se main uth jaungadekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhegham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujheek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhehai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazumain ne duniya chod di to mil gai duniya mujhekah ki soya hun ye apne iztarab-e-shauq sejab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhesubah tak kya kya teri umeed ne tane diyeaa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujheye namaz-e-ishq hai kaisa adab kisaka adabapne pay-e-namaz par karne do sajda mujhedekhte hi dekhte duniya se main uth jaungadekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujheAuthor of the poem/ghazal or Nazam: Seemab Akbarabadi

Tujhe Chaand Chahiye To Chand DoongaJaan Chahiye To Jaan Bhi DoongaPyar Chahiye To Pyar Doonga MainDil Ka Qaraar Tujhko Main Hi DoongaTere Paas Pass Main RahoongaPyar Chahiye To Pyar Doonga MainTeri Dharkano Mein Rahoon MeinTeri Thandhi Thandhi Aahoon MeinTeri Bahaki Bahaki Sansoon Mein Ma RahoongaTujhe Chaand Chahiye To Chand DoongaJaan Chahiye To Jaan Bhi DoongaPyar Chahiye To Pyar Doonga MaiEk Pyaas Hi Ahsaas Hai Sawal HaiJawab Ki Taslaash HaiAb Ke Liye Ab Jine DoMujhe Zindagi Ko Peene DoMaut Se Milkar Yeh Dil Ab Chikahta Hai Jiney KoAb Bhi Rahoon Mein Bahoon MeinTere Sapnoon Mein Khawaboon MeinTeri Dil Ke Kuch Kahyalo Mein Ma RahoongaTujhe Chaand Chahiye To Chand DoongaJaan Chahiye To Jaan Bhi DoongaPyar Chahiye To Pyar Doonga MainDo Diloon Hai Iss Jahan SeDard Aaya Yeh Kahan SeBhool Bhi Jaoo Pas Aaoo NaKah Sakey Na Aaj Tak JoMujhse Tum Woh Baat Keh DoNa Chuapaoo Maan Jaoo NaMujhko Dil Ka Haal Tum Sunaoo NaTera Tan Mein Jhal Raatoon MeinTere Mann Mein Bhi Baatoon MeinTere Pyar Ki Saugatoon Mein Ma RahoongaTujhe Chaand Chahiye To Chand DoongaJaan Chahiye To Jaan Bhi DoongaPyar Chahiye To Pyar Doonga Main