Lamha lamha intzar kiya us lamhe ke liye
or woh lamha aya bhi to bus ek lamhe ke liye,
guzarish yehi hai khuda se ke kash woh
lamha fir aye 1 lamhe ke liye .

Mere Khwaabo Mein Aana Aapka Kasoor Tha...
Aapse Dil Lagaana Humara Kasoor Tha...
Aap Aaye They Zindagi Mein Pal Do Pal Ke Liye...
Aapko Zindagi Samajh Lena Humara Kasoor Tha...

Wo Beparwah Nahi Ayega Tere Bechain Hone Se, Mere Dil Ab Tu Ye Samajh Kyu Nahi Leta, Tu Lut Gaya Hai Toh Bata Mai Kya Karu, Mujhe Toh Jeene De Kayi Kam Hai Mujhe, Tujhe Dard Saata Raha Hai Toh Do Ghut Tu Bhi Pe Le, Abhi Waqt Hai Sone Me Kuch Di

Mera dil jis par fida hai, Wohi yaar mujhse juda hai, Main nahin kehta tanha hoon, Mere saath mera Khuda hai.. Main kyun na use pyar karoon Wo jo mere dil ki sadaa hai Us se bichhad kar lagta hai Jaise yeh jeevan koi saza hai Wo jahan bhi rahe khush rahe Mere dil ki

Zalim Tha Wo Aur Zulm Ki Aadat Bhi Bohot ThiMajboor The Hum Usse Mohabbat Bhi Bohot ThiUs But Ke Sitam Seh Ke Dikha Hi Diye HumneGo Apni Tabiyat Men Bagawat Bhi Bohot ThiWaqif Hi Na Tha Ramz-e-mohabbat Se Wo WarnaDil Ke Liye Thodi Si Inayat Bhi Bohot ThiYun Hi Nahi Mashoor-e-zamana Mera QatilUs Shakhs Ko Is Fan Men Maharat Bhi Bohot Thi...

Old Is Gold...
Ek chor - chori kar ke,
Ghar se ja raha tha ki ...
bacche ki aankh khul gayi ...
.
.
.
.
aur baccha bola: .
.
.
.
.
School bag bhi le ja Kamine,
varna
shor macha
dunga ..

Haalat E Ghamo Ka Afsana Kaha HaiMere Dil Ke Dard Ki Davaa Kaha HaiBahut Zakhm Khaaye Hai Maine Zindagi SeAb Kya Jeeye Masroor Mere Maut Ka Samaan Kaha HaiRoz Woh Hi Mulaqaate Bhi Achhi Nahin LagtiKoi Nayi Tasveer Ka Aaina Kaha HaiSooraj Roz Dhalta Hai Apne Waqt ParMere Chand Ka Ghar Kaha HaiNikal Padta Hoon Bheed Mein Sabhi Ke SaathAakhir Main Mera Raasta Kaha Hai

Dil mai yun khanjar chubhoya tunay lahu mai isko dubho diyadhadkan ko meri ruk jana aata nahi mai kya karunrond kar meri zindagi ko iss qadar guzar gayazakhm jism ka rooh ko jatana aata nahi mai kya karunpathar ke nahi sanam hum b banay hain mitti kepar aankh pe aansu sajaya jata nahi mai kya karunjiya nahi jata sholon si bhadakti duniya maimagar rabb se bulawa bhijwaya jata nahi mai kya karun

Mohabbat ki baat na karo, muje acha nai lagta
Kisi ki pyar par etbaar karna, ab muje acha nai lagta
Gujar gaye jo din wo wapas laut kar nahi aate
Lekin un dino ko yaad karna ab muje acha nai lagta
Mujhe maloom hain ki wo shaqs bewafa tha
Magar mujhe kisi ko bewafa kahna acha nai lagta
Zakhm bahut diye hain usne es dil-e-nadan ko
Zakhm hum b dete pr hume badla lena acha nai lagta

Maine kaha khuda se kie mai sirf mere pyar se hi pyar karunga,toh khuda ne kaha kie na kar itna pyar usse kyunki ek din use mai cheen lunga,toh maine bhi kah diya khuda se ki,tu bhagwan hai kuch bhi kar sakta hai lekin mere pyar ko mujhse dur nhi kar sakta hai.tab fir khuda ne kaha ki itna yakeen hai apne pyar pe,toh maine kaha khud se bhi jyada yakeen hai apne pyar pe,fir khuda ne kaha ki kar le jitna bhi yakeen apne pyar pe tu pachtayega,aaj kar raha hai pyar jisse itna wahi tujhe har pal rulayega.maine haskar kah diya us khuda se,tab bhi karunga use chahe mujhe jitna bhi rulayega,lekin tu bhi itna yaad rakh kie jab mai rounga to mere aanshuon ko tu bhi nahi rok payega.Dedicated to my love Jigyasha..

Kuch hi din beete the abhiaur mujhe laga, mile tujhse zamana ho gaya.aankh si thi lagi meri abhiaur mujhe laga, milan phir hamara ho gaya.Udi khushboo si thi hawa main abhiaur mujhe laga, yahan phir se tera aana ho gaya.kaisi wo aahat si thi abhiaur mujhe laga, roshan phir mera ashiyana ho gaya.Baitha tha yuhin chanv main abhiaur mujhe laga, teri zulfon ka phir saya ho gaya.Guman us ehsas ka aisa hai abhiaur mujhe laga, badan se lipat kar tera saya chala gaya.Bohot akela sa ho chala hoon abhiaur mujhe laga, raftaar ye zamana ho gaya.Khada hoon wahi jahan se shuru kiya tha humne kabhiaur mujhe laga, bus. ab ye mera thikana ho gaya.Tanhayi si ghir aayi hai abhiaur mujhe laga, viraan ye phir se zamana ho gaya.Saans atakne si thi chali abhiaur mujhe laga, waqt ab hamara ho gaya.Kuch hi din beete the abhiaur mujhe laga, mile tujhse zamana ho gaya.

Ujalon Ki Pariyan Nahane LagiNadi Gungunayi Khayalat Ki

Jaise Sadiyan Beet Chuki HonFir Bhi Aadhi Raat Abhi Hai

Aaj To Besabab Udaas Hai Ji; Ishq Hota To Koi Baat Bhi Thi

Ashiqui ne mujhe diya kya hai,aye khuda isme majra kya hai.