Dil roj sajta hai nadan dulhan ki tarah
gum roj chale aate hai barati banka

Daag Daman Ke Ho Dil Ke Ho Ke Chehre Ke Faraz; Kuch Nishan Waqt Ki Raftar Se Lag Jate Hai

Phoolon Ka Bikharna To Muqaddar Hi Tha Lekin; Kuch Is Mein Hawaon Kee Siyasat Bhi Bahut Thi

Is sEY BaRrh Kar KitnA UsaY QarEeb LaOon
UsaY DiL MeIn Rakh KaR BhI DiL NahIn LaGta

Kuch Zakhm Sadiyon Baad Bhi Taaza Rehte Hain Faraz ; Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti

Nikley jab teri aankhon se aanshu
"MAA"
Dil karta hai dunia jala doon

Chahat Se Fatah Karty Hain Logon K Dillon Ko
Hum Woh Sikandar Hain Jo Lashkar Nahi Rakhtey

Aaj toh tanhai bhi bol uthi or muskura kar kehne lagi
Tum to mujhse bhi zyda tanha lagty ho

Waqat-E-Rukhsat Puchh Rahe The Mere Aanson Apne Anchal Se; Usko Gham Tha Itna Ke Woh Khud Rona Bhool Gya

Yeh To Zameen Ki Fitrat Hai Har Cheez Sokh Leti Hai; Warna Hamare Aansuon Ka Bhi Ik Alag Hi Samander Hota

Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain; Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle Translation: Raghbat = Attraction

Mere Aansuon ka har ek katra ,Teri Muhabbat Ki nishani hai ,Jise tum samjho to moti hai ,Na samjho To paani hai …

Naseeb K Khel Ko Bhi Ajeeb Tarah Say Khela Hai Hum Nay.
JO Na Thay Naseeb Main Usi Ko Toot Ker Chah Bethay... <3

Waqt noor ko benur kar deta hai, Thode se jakhm ko nasoor kar deta hai, Kaun chahta hai apno se door hona Par waqt sabko majbu

Yaad aaye jo tum humko abhi Dil mein hui hulchul tabhi
Lafzon ko tham liya zubaan ne haye Kehna hai kuchh tumse par fir kabhi