Relationship Status : Aaine ke Sau
Tukde Kar Ke
Humne Dekhe Hai ... Ek me bhi Tanha
The Hum
Sau me Bhi Akele Hai

Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiya.Phir Bhi Kitna Fasla Hai Mere Uske Darmiya.Yuhi Rhengi Ranjishe Ye Hamare BechKoi Jabtak Teesra Hai Mere Uske Darmiya

Mohabbat har insan koAzmati hai,Kisi se Ruth jati hai To kisi pe Muskurti haiMohabbat khel hi Aisa hai,kisi ka kuch nhi jata or kisi ki Jaan Chali Jati hai...

Kahan Se Laun Hunar Use Manane Ka; Koi Jawab Nahi Tha Uske Rooth Jane Ka; Mohabbat Mein Saza Mujhe Hi Milni Thi; Kyonki Jurm Maine Kiya Tha Usse Dil Lagane Ka

Ae Maut Tujhe Gale Lagana Chahta Hun; Kitni Wafa Hai Tujh Main Aazmana Chaahta Hun; Logo Ne Bahut Rulaya Hai Mujhe; Tera Saath Mile To Logo Ko Rulana Chahta Hun

Kee Mere Qatl Ke Baad Usne Jafa Se Tauba; Haay Us Zood Pashemaan Ka Pashemaan Hona Translation: Jafa = Oppression Zood = Quickly Pashemaan = Ashamed Embarrassed

Khamosh Chehre Par Hazaaron Pehre Hote Hai; Hasti Aankhon Mein Bhi Zakham Gehre Hote Hain; Jinse Aksar Rooth Jaate Hai Hum; Asal Mein Unse Hi Rishte Gehre Hote Hain

Tadap kar dekh kissi ki chah main,Tabhi ptta chalega ke pyaar kya hota hai,Agar aaise hi mil jaye koi raahoan main,Toa kaise ptta chale intezaar kya hota hai…..

Ai Khuda Kisi Ko Aisi Zindagi Na De; Zindagi De To Yun Bebasi Na De; Dil Mein Rahe Sada Chahtein Yaar Ke Milan Kee; Par Na Ho Sake Mulaqat Unse Aisi Koi Mazboori Na De

Dil Ke Dard Ko Chupana Jitna Mushkil Hai; Toot Kar Fir Muskurana Utna Hi Mushkil Hai; Kisi Ke Sath Door Tak Jao Aur Fir Dekho; Ki Akele Laut Kar Aana Kitna Mushkil Hai

kholi hain zulf nazar hatahu kise
roshan chehra si nazar churahuo kise
aaj tum se muhabat na karu kise
aaj khuda se tumhe na magu kise

Na Jaane Kyun Aaj-Kal Wo Khaylon Mei Aati Nahi,Seene Se Mujhe Lagake Koi Geet Sunati Nahi,Lamhe Kuch Khoobsurat Se Mere Saath Bitaake,Kyun Phir Se Mujhme Kho Jaati Nahi.

Raha jo dil mein dhadkan ban ke
bichda mujhse vo bewafa ban ke
na ummid rahi jeene ki ab ae dosto
milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke.

Jane Kis Mor Pe Le Aayi Hai Zindagi; Band Hain Dareechey Tamam Na Koi Kinara Dikhai De; Nahi Maloom Ulfat Kee Hai Kaun Si Manzil; Ki Tere Siwa Ab Na Humein Guzara Dikhai De

Kahan Koi Aisa Mila Jis Pe Hum Dil Luta Dete; Har Ek Ne Dhokha Diya Kis-Kis kK Bhula Dete; Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hain; Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete