Akele To Hum Phale Bhi The
Phir Na Jaane Kny Tere Janne Ke Baad Tanha Hoge

Khwahishon Ka Kafila Bhi Ajeeb Hi Hai; Aksar Wahin Se Guzarta Hai Jahan Raasta Nahi Hota

Tamam Umar Jo Kee Humse Be-Rukhi Sab Ne; Kafan Mein Hum Bhi Azizon Se Munh Chhupa Ke Chale

Ye Jabr Bhi Dekha Hai Tareekh Kee Nazron Ne; Lamhon Ne Khataa Kee Thi Sadiyon Ne Saza Payi

Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsus Ko Kar Dost; Woh Kyu Yoohi Hans-Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai

***Dard Ka Musafir Tu Kya-Kya KahegaZikr Kar ‘Masroor’ Ka Woh Usse Sharaab Se Bayaan Karega.

Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu

Mujhko dekhe bina karar na tha ek esa bhi
waqt guzra hai jhut lgta hai to puchlo dil se mai khunga to ruth jaoge

Har Taraf Khamoshi Ka Saya HaiJise Dekho Wo He Paraya HaiGir Pada Hu Mahobbat Ki Bhukh Se,Aur Log Kahete Hai Pee Kar Aaya Hai

Ek Kahani Si Dil Par Likhi Reh Gayi; Wo Nazar Jo Mujhe Dekhti Reh Gayi; Log Aakar Bazaar Mein Bik Bhi Gaye; Meri Keemat Lagi Kee Lagi Reh Gayi

Aaj phir uski yaad ne rula diya humkotanha hu eshas kara diya mujkodo aksar likhne ka silkha nhi tha mere paasaur uske gum ne shayar bana diya mujko.

Kasoor War Kisi Aur Ko Q Samjhen Ghalti Toh Apni Hai
Zindagi Be Qadron Ko Sonp Di
Aur
Muhabbat Laparwahon Se Kar Bethe

Aansuon Ko Palko Tak Laya Mat Karo; Dil Kee Baat Kisi Ko Bataya Mat Karo; Log Muthi Mein Namak Liye Phirte Hain; Zakham Ye Apne Kisi Ko Dikhaya Mat Karo

Har Ek Muskurahat Muskan Nahin Hoti,Nafrat Ho Ya Mohabbat Aasan Nahin Hoti.Aansu Gam Ke Aur Khushi Ke Ek Se Hote Hain,Magar Inki Pehchaan Aasan Nahin Hoti

Aaj Jarurat Hai Jiski Wo Paas Nahi Hai; Ab Unke Dil Mein Wo Ehsas Nahi Hai; Tadapte Hain Do Pal Baat Karne Ko; Shayad Ab Waqt Hamare Liye Unke Pass Nahi Hai