Kya hai yeh waadein,
kya hai yeh kasmein,
humko vishvas nahi hai inmein,
Bas hai vishvas humko tumpe,
kyu ki hum pyar karte hai tumse

Faasle Jism Ko To Dour Le Jaate Hain
Par Dilon Ke Shahar To Ujarte Nahi
Aankhon Se Aankhon Ka Rishta Tut Jaye Bhi To
Saath Dekhe Hue Khwab To Mit Te nahi

Unse Se Ab Yeh Dard Ke Rishte Ban Chuke Hai..Hum Mar Jate Par Sirf Unke Ek Ishaare K Liye Ruke Hai..Agar Khush Hote Hai Hume Wo Jalta Dekh…To Hum Unki Iss Qwaahish K Aage Bhi Jhuke Hai

Izhaar Karna Chahte Hain Hum Par Alfaaz Nahin Milte,Alfaaz Milte Hain To Kuch Sawalon Ke Jawaab Nahin Milte,Yeh Dil Kyun Ajnabiyon Pe Mar Mit-ta Hai,Dhudte To Unko Par Koi Nisaan Nahin Milte..

K Koi Deewana Kahta Hai Koi Pagal Samajhta HaiMagar Dharti Ki Be-Chaini Bas Badal Samajhta HaiTu Mujhse Dur Kaisi Hai Main Tujhse Dur Kaisa HunYeh Tera Dil Samajhta Hai Ya Mera Dil Samajhta Hai

Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
apno se koi baat chupaya nahi karte.

Ban ke ehsaas meri dhadkan k paas rehte ho,
Tasveer ban ke meri ankhon k paas rehte ho,
aaj puchte hai 1 sawal tumse,
kya door reh kar tum bhi udaas rehte ho?

Jo hadse na guzaar jaye wo pyar hi kya,
jo pyar karne pe majbur na kar de wo ikrar hi kya,
intezar to sab karte hai,
saanse tutne tak jo sath na de wo yaar hi kya!

lehr ati hai aur kinare se palat jati hai,
yad ati hai aur dil me simat jati hai,
lehr aur yad me frk itna hai ki
lehr bewaqt ati hai aur apki yad har waqt ati hai.

Koi Diwana Kehta Hai, Koi Pagal Samajhta Hai,Magar Dharti Ki Baichani Ko Bas Badal Samajhta Hai.Main Tujhse Door Kaisa Hoon, Tu Mujhse Door Kaisi Hai,Yeh Tera Dil Samajhta Hai Ya Mera Dil Samajhta Hai.

Har Dil Ko Kisi Na Kisi Dilbar Ka Intezaar Hota HaiKayi Saari Raahon Se Gujarte Yeh Jeevan Paar Hota HaiHar Pal Dil Sapne Bunta Hai Tanhaiyon Ke Saaye MeinMohabbat Se Hi To Yaaro Jeene Ka Ehsaas Hota Hai.

Rishta-E-Ulfat Sajaane Aaye They, Tere Dil Ki Mehfil MeinTaskiin-E-Iztiraab Kasam Teri, Tujhe Apna Banane Aaye TheySazaa Di Tune Hume Kaisi, Phoolon Se Jakham-E-Dil Tapish MeinKhud Ko Bewafa Samajh Hum, Tera Dard-E-Dil Apnane Aaye They.

Sham ho jam ho subu bhi hotujh ko pane ke justaju bhi hodil se dil ke kahaniyan bhi suneaankhon aankhon mein guftagu bhi hojhil si gahari sabz aankhon meindub jane ke aarzoo bhi hosirf tere badan ke shama jaleaur andhera-sa charsu bhi ho

zindage ki garee mein pyar ka petrol zaroree hain
agar petrol hain to dil mein umangon ka oil bhi zaroree hain
varna life k engion mein pyar ki ringe beth saktee hain
or life ke garee nahin chal saktee hain

Tum se ulfat ke taqaze na nibahe jatewarna hum ko bhi tamanna thi ke chahe jatedil ke maro ka na kar gham ki ye andohnasibzakhm bhi dil mein na hota to karahe jatedi na mohalat hamen hasti ne wafa ke warnaaur kuch din gam-e-hasti se nibahe jate