Hum doston ko bhulte nahi hain,
Magar yeh baat jatate nahi hain…
Doston ko hamesha rakhte hain yaad,
Hum bhulne ke liye dost banate nahi hain

Jo Dil Ke Karib Hi Nahi Saanso Me Base Ho; Dost Sache Agar Sath Ho To Roya Nahi Karte; Jo Ho Jeene Ki Wajah Vo Har Pal Yaad Aate Hai; Gum Me Bhi Sukun De Ese Doston Ko Khoya Nahi Karte

ShabnamMila wo dost mujhe shabnam ki tarahjiski nami se hum phisalte gayeaur jiski tareeki mein hum jeete gayeaur jab jaanake wo tareeki mein haito jal kar use roshni di samma ki tarah.

Phoolo se chaman saja rahta hai
Sitaro se aasman chamkta rahta hai
Rishte to hazar hote hai zindgi me
Lekin DOSTO se hi zindgi ka baagh mehkta Rahta hai

Dost hazar nahi sirf ek chahiye,
dukh-sukh me de sath vo yar chahiye,
hum kisi ko bhulate nahi lekin
jo yad rakkhe hame vo yar chahiye……

Dosto Ki Kami Ko Pehchante Hain Hum.
Duniya Ke Ghamon Ko Bhi Jante Hain Hum.
Aap Jaise Dosto Ke Hi Sahare.
Aaj Bhi Has Kar Jeena Jante Hai Hum…

Kabhi dil ki kamzori bankar reh jati he,
Kabhi waqt ki majburi bankar reh jati he,
Ye dosti wo pani he,
Jitna bhi piyo pyas adhuri reh jati he…

Zindagi Ke Haaton Maine,Ek Paigaam Bheja HaiYaadon Ke Pyaale Mein,Ek Jaam Bheja HiPeete Raho Is Pyaale Se,Na Kabhi Khata Ye Hoga YaarooIs Yaar Ne Apne Yaaron Ko,Janant Se Salaam Bheja Hai

Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap v bhool jaoge hume apna Dost banakr?

Lab khulte hai bandh ho jaate hai,
Sacche dost milte hai bichad jaate hai,
Par jab woh yaad aate hai,
Hasti aankhon se bhi aansoo nikal aate hai…

Khushiyon Per Fizaon Ka Pehra Hai
Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Hai
Aapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki Qasam
Ye Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai..

Duniya ki lahar hai dosti,
Dalti sham ka khula aasman hai dosti,
Jinko samajh me aa jaye to vah malamal,
Varna bina iske bilkul kangal hai dosti…

Khuda ne dost ko dost se milaaya,
Doston ke liye dosti ka rishta banaaya,
Phir khuda ne farmaya,
Dosti rahegi uksi kayam, jisne dosti ko dil se nibhaaya

Doston ko bhul ne walo mein se hum nahi,
Sath chod ne walo mein se hum nahi,
Ye dosti to hum umar bhar nibhayenge,
Kyuki wada todne walo mein se hum nahi

Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai.