Jitni dosti paayi hai aap se usse zyada paane ko dil chahta hai jaane woh kaunsi khubi hai aap me ki aapko har janam me DOST banane ko dil chahta hai.Har aahat ehsas hmara dilaygi,hr hwa kissa hamara sunaygi,hum itni dosti bhar denge aapke dilme,na chahte hua v apko meri yad aaygi.Sudhir Raj

Main na hindu na musalaman mujhe jine dodosti hai mera iman mujhe jine dokoi ehsaan na karo mujh pe to ahasan hogasirf itna karo ehsaan mujhe jine dosab ke dukh dard ko apna samajh kar jinabas yahi hai mera araman mujhe jine dolog hote hain jo hairan mere jine selog hote rahen hairan mujhe jine do

Mere Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote HaiEk Phool Ek Mehek Thi Khushi Hote HaiKabhi Na Katam Hogi Aise Ek Khwab Hote HaiDosti Se Na Door Hoon Main Khushi Hote HaiKabhi Dil Toote Toh Saath Jee Ley The HaiMeri Dukhon Ko Mehsus Karte HaiDosti Ki Ek Ek Pal Khaas Hote HaiJoh Zindagi Bhar Ke Liye Saath Rahete Hai

Mere Dost Mere Dil Ke Kareeb Hote HaiEk Phool Ek Mehek Thi Khushi Hote HaiKabhi Na Katam Hogi Aise Ek Khwab Hote HaiDosti Se Na Door Hoon Main Khushi Hote HaiKabhi Dil Toote Toh Saath Jee Ley The HaiMeri Dukhon Ko Mehsus Karte HaiDosti Ki Ek Ek Pal Khaas Hote HaiJoh Zindagi Bhar Ke Liye Saath Rahete Hai

Aag puri kahan bujhi hai abhidida-e-tar mein tishnagi hai abhidoston se chuka raha hun hisabdushmanon se kahan thani hai abhidost kah kar mujhe na de galidil pe ik zakhm-e-dosti hai abhikat de ye bhi khudparasti meinaur thodi si zindagi hai abhijane kyon kund ho gaya nashtarzakhm ke dhar to vahi hai abhi

May pilakar aapaka kya jayegajayega iman jisaka jayegadekhakar mujhko wo sharma jayegaye tamasha kisase dekha jayegajaun butakhane se q kabe ko mainhath se ye bhi thikana jayegaqatl ke jab usane di dhamaki mujhekah diya main ne bhi dekha jayegapi bhi le do ghunt zahid pi bhi lemaikade se kon pyasa jayega

Kitni Ratien Bin Jagay He Beet GaienKitnay Sawan Aag Laga Ker Chalay GaieyDoor Kay Deis Say Saray Panchi Lout AayAankh Kay Manzir Saray Bhol HouayJheel Kinaray Phool Bhi Saray Dhool HuayKerwat Kerwat Bay-Chine Nay Gheira HayDil Aangan Mien Yadon Ka Pheira HayAao Waqat Ko Maat KerienAao Phone Pay Baat Kerien

Jine wale qaza se darate hainzeher pikar dawa se darate hainzahidon ko kisi ka khauf nahisirf kali ghata se darate hainaah jo kuch kahe hamen manzurnek bande khuda se darate haindushmanon ke sitam ka khuaf nahidoston ke wafa se darate hainazm-o-himmat ke bavajud “shakeel”ishq ke ibtada se darate hain

Do pyase dil aik huwe hain aiseBichare ge ab kaiseTum pyaar mujhye karte hi rahnaSari umar tum aiseEk douje main kho jate hainNadiya sagar jaiseTuj se hay yeh zindganiTuj se hay jiwan kahaniTuj se hay sanj aur saweraSathi kabhi tu na rutheRasmon ki diwaar tutyeTutye na bahoon ka ghiraMere sanam teri kasamTuj se hay wahda

Yun Dosti K Naam Ko Rusvaa Na KijiyeTark-e-Ta’alluqaat Ka Charcha Na KijiyeJurm-O-Sitam Ka Paas Bhi Ulfat Mein Shart HaiPalkon Ko Aansuon Se Bhigoya Na KijiyeAisaa Na Ho Ummeed Se Rishta Hi Toot JaayeHar Roz Mujhse Vaada-e-Fardaa Na KijiyeHamdard Jis Ko Apna Samajhte Rahe Hain AapUs Ka Hi Zindagi Mein Bharosa Na Kijiye

Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein HaiDosti Khilte Phool Ki Khushbu Mein HaiDosti Ugte Suraj Ki Kirno Mein HaiDosti Har Naye Rishte Ki Umeed HaiDosti Khwaab Hai, Dosti Jeet HaiDosti Pyaar Hai, Dosti Geet HaiDosti Sang Chalti Hawaaon Mein HaiDosti In Barasti Ghataaon Mein HaiDosti Doston Kiwafaaon Mein HaiHaat Utha Kar Jo Maangi Hai DuaDosti

Meray Dil Ki Sari DarkanayMaray Khuwab Meri ChahatainMeray Dost Teray NaamMain Waroon Tuj Pe Ye Jan ApniYe Bisaratian Tujahey Sop DoonKoi Dukh Na Tuj Ko Milay KabiMaray Roz-Shub Ki EbadatainMeray Dost Teray NaamMeray Lab Pa Har Dum Yehi DuaKay Tujay Nasseb Hoon RahatainMeray Apna Ap To Kuch Bhi NahinMeri Saansay Teri AmanatainMeray Dost Teray Naam

Muje Pyar Ki Nishani Tum Se MiliMere Andaz Ko Shola Byaani Tum Se MiliHum Ne Tou Kabi Socha Be Na ThaAchanak Muquder Ki Kahani Tum Se MiliJise Mar Kar Be Na Bhool Paaon GaAisi Mohabat Bhri Zindgani Tum Se MiliMein Kaise Bhula Doon Wo Haseen YadeinWo Jo Ik Shaam Suhaani Tum Se MiliAsghar Ko Sdaa Mili Khusuian Tum SeMuje Koi Na Pareshaani Tum Se Mili

Aap Dost Bane Ho Es Hayat MainChand Mila Ho Kisi Andheri Raat MainViranon Main Bahar Aa Gaye Hai Kis SeSari Zindagi Gujar Dun Esi Khayalat MainTanhaiyu Main Jaam Lekar Aa Gaye HaiMausam Badla Dil Ka Ek Lamhaat MainTere Khayalun Ka Libas Jab Bhi PahnuKhushbu Fail Jaye Meri Sari Jaat MainUmar E Daraz Ho Rahi Hai Aap Se HiSau Baras Jeeta Hun Ek Mulaqat Main

Tumhari dost-navazi mein gar kami hotizamin toot ke taron pe gir gai hotibahut se log pasheman ho gae hotejo baat sach thi agar wo kahi gai hotikhushi ne thik kiya jo hum se dur-dur rahihamare pas jo aati to ro padi hotitujhe bhi log hamari tarah samajh letehamare jaiso se teri agar dosti hotimain roshni ke sarabon se to bacha rehtanasib mein jo zara aur teergi hoti