Kiya Baat Kahon Un Ankhoon KeJin Ankhoon Pey Main Marti HoonWoh Ankhain Jheel Se Ankhain HainJin Main Doob Key Rooz Ubharti HoonMujhey Dekhney Key Liye Uthte HainMiltey Hi Nazar Woh Jhukte HainSarey Jahan Main Aise Ankhain NahiJin Ankhoon Pey Main Marti HoonIn Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye KoiKabhi Koi Gham Na Pass Aye KoiSada Muskurate Rahain Yeh AnkhainHar Dam Yeh DUA Main Karti HoonKiya Baat Hai Un Ankhoon KeJin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

Kiya Baat Kahon Un Ankhoon KeJin Ankhoon Pey Main Marti HoonWoh Ankhain Jheel Se Ankhain HainJin Main Doob Key Rooz Ubharti HoonMujhey Dekhney Key Liye Uthte HainMiltey Hi Nazar Woh Jhukte HainSarey Jahan Main Aise Ankhain NahiJin Ankhoon Pey Main Marti HoonIn Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye KoiKabhi Koi Gham Na Pass Aye KoiSada Muskurate Rahain Yeh AnkhainHar Dam Yeh DUA Main Karti HoonKiya Baat Hai Un Ankhoon KeJin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

Tasvir teri dil mera bahala na sakegiye teri tarah mujh se to sharma na sakegimain baat karunga to ye khamosh rahegisine se laga lunga to ye kuch na kahegiaaram wo kya degi jo tadapa na sakegiye aankhen hain tahari huin chanchal wo nigahenye hath hain sahame huye aur mast wo bahenparachai to insan ke kam aa na sakegiin honton ko “faiyyaz” main kuch de na sakungais zulf ko main hath mein bhi le na sakungaulajhi hui raton ko ye sulajha na sakegi

Ankhon Ko Intzaar Ka Deke Hunar Chahla GayaChaha Tha Ek Shakhs Ko Jane Kidhar Chala GayaDin Ki Woh Mehfilein Gayii, Raaton Ke Ratjage GayeKoi Samet Kar Mere Sham-O-Saher Chala Gaya,Jhonka Hai Ek Bahaar Ka,Rang-E-Khayal -E-Yaar BhiHar Soo Bikhar Gayi Khushboo Jidhar Woh Chala GayaUske Hi Dam Se Dil Mein Aaj,Dhoop Bhi Chandni HaiDeke Woh Apni Yaad Ke ,Shams-O-Qamar Chala GayaKucha-B-Kucha ,Dar-O-Dar ,Kab Se Bhatak Raha Hai DilHumko Bhula Ke Raah Woh Apni Dagar Chala Gaya

Besan ke sondhi roti parkhatti chatani jaisi manyaad aati hai chauka-basanchimata phukani jaisi manbans ke khurri khat ke uparhar aahat par kan dhareaadhi soi aadhi jagithaki dopahari jaisi manchidiyon ke chahakar mein gunjeradha-mohan ali-alimurge ke aavaz se khulatighar ke kundi jaisi manbivi, beti, bahan, padosanthodi thodi si sab meindin bhar ik rassi ke uparchalati natani jaisi manbant ke apna chehara, matha,aankhen jane kahan gaiphate purane ik alabam meinchanchal ladaki jaisi man

Karray Hain Hijar k Lamhaat,Uss Se Keh DenaBikhar Rahi Hay Meri Zaat,Uss Se Keh DenaHawa-e-Mousam- e-Gham Uss k Shehar Jaye ToMery Dukhoon Ki Koi Baat Uss Se Keh DenaYeh WeHshatein,Yeh Udasi,Yeh RatJagoo k AzaabUssi Ki Hain Yeh Inayaat,Uss Se Keh DenaBohat Taweel Bohat KarabNaak Hoti HainJudayion Ki Har Ik Raat,Uss Se Keh DenaVo Dil Ki Bazi Jahan Mujh Se Jeetna ChaheyMain Maan Loon Ga Vohin Maat,Uss Se Keh DenaWafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila HoonKoi Nahi Hay Mery Saath,Uss Se Keh Dena

Hasrat hai tujhe samane baithe kabhi dekhunmain tujh se mukhatib hun tera hal bhi puchundil mein hai mulaqat ke khvahish ke dabi aagmehandi lage hathon ko chupa kar kahan rakhunjis naam se tune mujhe bachpan se pukaraik umr guzarne pe bhi wo naam na bhuluntu ashk hi ban ke meri aankhon mein sama jamain aaina dekhun to tera aks bhi dekhunpuchun kabhi gunchon se sitaron se hawa setujh se hi magar aa ke tera naam na puchunae meri tamanna ke sitare tu kahan haitu aaye to ye jism shab-e-gam ko na saunpun

Bhool Sakta Hay Bhala Kaon Yeh Pyaari AankhainRang Mein Doobi Huii Neend Say Bhaari AankhainMairi Her Saans Nay Her Sooch Nay Chaaha Hay TumhainJab Say Daikha Hay Tumhain, Tab Sai Saraaha Hay TumhainBas Gaii Hain Mairi Aankhon Main Tumhaari AankhainTum Jo Nazron Ko Uthaao To Sitaray Jhuk JaaeynTum Jo Palkon Ko Jhukaao To Zamanay Ruk JaaeynKyun Na Ban Jaaeyn In Aankhon Ki Pujaari AankhainJaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil JaaeyTum Jo Mil Jaao Jeenay Ka Bahaana Mil JaaeyApni Qismat Pay Kerain Naaz Hamaari Aankhain

Kitaabon Mein Mere Fasaane Dhoondte HainNaadaan Hain Guzre Zamaane Dhoondte HainJab Woh The….!! Talaash-E-Zindagi Bhi ThiAb To Maut Ke Thikaane Dhoondte Hain..!!Kal Khud Hi Apni Mehfil Se Nikaala Tha..!!Aaj Hue Se Deewaane Dhoondte Hain…!!Musaafir Be-Khabar Hain Teri Aankhon SeTere Shahar Mein Maikhaane Dhoondte HainTujhe Kya Pataa Ae Sitam Dhaane WaaleHum To Rone Ke Bahaane Dhoondte Hain…!!Unki Aankhon Ko Youn Dekho Na “Kamal“Naye Teer Hain…!! Nishaane Dhoondte Hain

Wo Kabhi Na Wafa Karne Ka Tana De GayaWo Muje Nafrat Karne Ka Bahana De GayaTum Muj Se Muhabat Krna Hi Chor DoHukam Kaisa Ye Zalemana De GayaWada To Us N Tora Hai Muj SePhir Kyu Ye Zakam Katelana De GayaWo Kisi Or Ki Khushiyo Ki Dua Magta HaiMuje To Zindagi Bhar Gam Ka Fasana De GayaSare Puchte Hai Kai Diya Us Ne Kai BataoWo Maire Hath Mai Muhabat Ka Talaq Nama De GayaMairi Maot To Us Ki Dewangi Mai Hui ThiOr Wo Rone K Liye Muje Zamana De GayaAgar Wo Mairi Kaber Pe Ek Phool B Rak DetoK Wo Phir Se Apna Dil Dewana De De Gaya….

Aankhein Hain Jheel Si, Yaan Koi Bhanwar HaiAur Uspey Bindiyaan Jaise Ghazab Ki Sanwar Hai.Hai Is Qadar Unki Adao.n Mein Khumaari , KiJahan Bhi Jate Hain Hota Bas, Ajib Hi Manzar Hai.Jaane Kya Hoga Wo Jab Aayenge Be-parda NazarAbhi Se Hai Haal Yahi Jabki , Woh Andar Hai.Kyun Na Karun Main, Unhe Dekh Tamanna KoiSarapa Sadgi Bhara Bas , Woh To Samandar Hai.Jab Nahi Hota Unka Khayal To Lagta Hai Yun KiJaise Dil-Dil Nahi Mera , Bas Koi Khandar Hai.Sochta Hoon Kitna Khushnashib Hun Main ShihabKi Khuda Ne Baksha Mujhe Aisa, Hasin Dilbar Hai.

The Beauty Within Your Precious Green EyesBrings This World Darling, To Only You And I.It Brings Comfort, And Ignites My Hearts FireInto A Sea Of Waves, With Passionate Desires.Beyond Your Eyes, A Exquisite Beauty ExistsPlace Your Hand In Mine And Caress My Lips.It’s A Feeling Of Knowing, You Feel True LoveEmotions So Intense Only A Heart Dreams Of.Lost So Deep Within The Beauty Of Your EyesTheir Beautiful As The Stars Above You And I.It’s The Beauty, Within Your Green Eyes I SeeThat Truly Let’s Me Know, You Are All I Need.

Chori Se Woh Chupke Se, Aankhon Mein Samaaya HaiKhwabon Mein Bhi Aa Aa Kar, Neendon Ko Churaya HaiAangan Mein Yeh Khushbu Ka, Jhonka Sa Jo Aaya HaiWoh Aane Hi Wala Hai, Mausam Ne Bataya HaiTasveer Bani Baithi, Suntii Hi Chali JaoonUs Shokh Ki Baaton Ne, Jaadoo Sa Jagaya HaiKhamosh They Ham Phir Bhi, Kuchh Shor Huaa AisaaDil Mein Tiri Yaadon Ne Ik Hashr Uthaya HaiLo Aaj Isharon Mein Woh Keh Hi Gaya Aakhir‘Main Ne Bhi Tujhe Apne Sapnon Mein Sajaaya HaiRaston Ko Gulon Se To Sab Log Sajaate HenHum Ne Teri Raahon Mein Dil Apna Bichhaaya Hai

Wo AankheinMeri Aankhein To Nahi Phir BhiWo Jo Kuch Dekhti HainDekhti Rehti HainMain Bhi Dekhta HoonDekhta Rehta HoonJis Se Rooth Jaati HainMain Us Se Rooth Jaata HoonWo Jis Se Pyaar Karti HainMain Us Se Pyaar Karta HoonWo AankheinMeri Aankhein To Nahi Phir BhiWo Jo Kuch Sochti HainSochti Rehti HainMain Bhi Sochta HoonSochta Rehta HoonJis Dam Muskuraati HainMain Us Dam Muskurata HoonWo Jab Afsurda Hoti HainTo Main Afsurdsa Hota HoonWo AankheinMeri Aankhein Ho Nahi SakteenMagar Phir BhiDiwaana Hoon Jo Un KoChaahta Hoon, Chaahta HoonChaahta Rehta Hoon

Main Kahoon Na Kahon Ye Aakhian Bata Deti HainGham-E-Dil Ye Tammam Mehfil Ko Suna Deti HainHo Jati Hian, Teri Yad Main Hum, Youn AksarSookhay Hoye Takya Ko Bhi Bhiga Deti HainJiss Nay Bhi Yahan Isiq Kiya Uss Nay JanaBoolti Khamooshiyan Ye Apnay Main Sama Layti HainYoun Tou Nam Leva Isiq Kay Hian Yahan Per Be-HadNibhaya Isay, Woh Hi Janay, Ye Kitna Maza Deti HainYe Imtehan Deti Hian Rat-E-Hijr Main Muhabbt KaSooch Hi Sooch Main Ek Darya Baha Deti HainLakh Chaho Gar Tum Chupana Dunya Say, Lali Inn KiDaga Baz Hain Ye, Fasana-E-Dard Poray Aalm Ko Bata Deti Hain