Har phool ki ajab kahani hai,Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai.

Samay ne jab bhi andhero se dosti ki haiJala ke apna hi ghar hamne roshni ki haiSaboot hai mere ghar me vo spasht dhabbeJahan kabhi ujjalo ne khudkhushi ki hai..

Aapki judai bhi humein pyar karti hai.Aapki yaad bahut bekrar karti hai.Jaate jaate kahin bhi mulakat ho jaye aapse,Talash aapko yeh nazar bar bar karti hai…

Teri ankhon ke nashe mai doob jau..Teri julfooo ki chao mai khud ko bhul jau..Teri hoothon ki hasi ko pee loo sanaam.Aa kareeb mere teri bhaahon mai khud ko bhul jau..

Ret Pe Naam kabhi likhte nhi,Kyu ke ret pe likhe naam kabhi tikhte nhi,Aap kehte ho ke tum Pathar dil ho ,Parr pathar pe like naam kabhi mithte nhiii ………

Ye ishq nahin asan ye tohfa hai khuda ka,bandhan hai ye dilon ka ye hakikat hai zindagi ka,ye ishq nahin asan ye nasha hai Mohabbat ka,Ye jaan hai iss dil ka arman hai ye zindagi ka..

Ab Dard kitne bhi mile, hum aah na kareinge,Magar ishq karne ka, phir gunaah na kareinge…Ek baar Maut aaye to hans kar laga le gale se,Kam se kam Phir hum, Kiston mein na mareinge

Na koi dost hai na koi sathi hai…Meri zindagi mai har taraf udasi hai….Ek he to sathi tha who bhi humse rutha hai…Dhushman to kya mera apno ne mujhe luta hain…

Ishq Karne Wale Aankho Se Aankho Ki Baat Padh Lete Hai,Sapne Me Mil Jaye To Mulakat Samajh Lete Hai,Rota To Aasma Bhi Hai Apni Jamin Ke Liye,Per Na Jane Kyo Log Use Barsat Samajh Lete Hai.

Abhi Chalna Hai Raste Ko Manjil Maan Lun Kaise,Mashiha Dil Ko Apni Jid Ka Katil Maan Tun Kaise,Jin Uchaeyon Ko Chhune Ki Hasarat Hai Es Dil Me,Unhe Chumen Bina Khud Ko Khud Maan Lun Kaise.

Mere Marne Par Mere Mukhalif Gam Na Karna,Zinda Rahu To Silsila-e-Raqeebiyat Kam Na Karna.Ye Mana Ki Meri Wafaa Ka Wazan Ab Bhi Zyada Hai,Kuch Bhi Ho Tu Apni Bewafaai ka Mauzu Kam Na Karna.

Abhi kuch dooriyan to kuch faasle baaki hai.Pal pal simatati shaam se kuch roshni baaki hai..Hame yakin hai woh dekha hua kal aayega zaroor..Abhi woh hosle to woh ummedein baaki hai.”.

Payar ka tofa diya tha jise wo hi dil ko jala gye.Ankho me thi aanso kambakhat use v paani kah gye.Na jaane kon si ghadhi me hui thi usse mulakat..Bewajah khud to pareshan hue hi hame v pareshan kar gye..

Na Jee Bhar Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,Badi Aarzoo Thi Mulakat Ki,Mai Chup Thi To Hawa Bhi Tham Gayi,Zabaan Sab Samajhte Hai Jasbaat Ki,Sitaaron Ko Shayad Khabar Hi Nahi,Musafir Ne Na Jaane Kahan Raat Ki…

Unhe bhi hamse mohabbat hai kahan jante the ab tak;Rakhete the hum to man me narajgi unke liye ab tak;Unki wo pehli baat ne hi kiya tha ghayal mujhko is tarah;Liye firte hain unhe apna banana ki tamanna ab tak.