Kisi Ko Dekhne Ki Tamanna Main Ashkbaar Yeh AnakehenKisi Ke Aahat Sun Ne Taras Rahe Yeh KaanKisi Ke Mehak Saht Liye Hawa Ka Woh Jhonke Se Surakh Huve RukhsaarKise Ke Intezar Ke Ghadiyan Ginete Huve Muskrahat Sajaye Yeh LubKisi Ke Pyar Ko Mehsoos Ker Ne Bechain Yeh DilKisi Ko Chune Ke Tamanna Liye Bechain Yeh Najuk HathKisi Ke Sath Pyar Ke Raahon Main Chalne Bechain Yeh Naajuk PaavYaa Khuda In Palkon Ko Bund Ker Ke Un Ansuon Ko Aazad Ker De AbWoh Nahi Ayega……!!!!!!!!!!!!

Aaina kyun na dun ke tamasha kahen jiseaisa kahan se laun ke tujhasa kahen jisehasarat ne la rakha teri bazm-e-khayal meinguladasta-e-nigah suveda kahen jisephunka hai kisane goshe muhabbat mein ae khudaafasun-e-intazar tamanna kahen jisesar par hujum-e-dard-e-garibi se daliyewo ek musht-e-khak ke sahara kahen jisehai chashm-e-tar mein hasarat-e-didar se nihanshauq-e-inan gusekhta dariya kahen jisedarakar hai shiguftan-e-gul haye aish kosubh-e-bahar panba-e-mina kahen jise“ghalib” bura na man jo vaiz bura kaheaisa bhi koi hai ke sab acha kahen jise

Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye Gumaan Baaqi HaiAaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi Imkaan Baaqi HaiMuddat Hoee Ek Shakhs Ko Bichrhey LekinAaj Tak Merey Dil Pe Ek Nishaan Baaqi HaiWo Saayibaan Chin Gaya To Koi Gham NaheeAbhi To Merey Sir Pe Ye Aasmaan Baaqi HaiKashti Zara Kinaarey Ke Qareeb He RakhnaBiphri Hoee Lehron Mein Abhi Toofaan Baaqi HaiTumharey He Ashkon Ne Lab Si Diye WarnaAbhi To Merey Dukhoon Ki Bohut Daastan Baaqi HaiGhamon Se Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar BaandhainKe Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur Jaan Baaqi HaiJa Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai BastiMagar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-Makaan Baaqi Hai

–MALE–Ae Mere Humsafar, Ek Zara IntezaarSun Sadaayein De Rahi Hain Manzil Pyaar KiAe Mere Humsafar, Ek Zara IntezaarSun Sadaayein De Rahi Hain Manzil Pyaar KiAb Hai Judaai Ka Mausam, Do Pal Ka MehmaanKaise Naa Jaayega Andhera, Kyoon Naa Thamega Toofan–FEMALE–Ab Hai Judaai Ka Mausam, Do Pal Ka MehmaanKaise Naa Jaayega Andhera, Kyoon Naa Thamega ToofanKaise Naa Milegi Manzil Pyaar KiAe Mere Humsafar, Ek Zara IntezaarSun Sadaayein De Rahi Hain Manzil Pyaar KiPyaar Ne Jahan Pe Rakha Hai Jhoomke Kadam Ek BaarVahin Se Khula Hai Koi Rasta, Vahin Se Giri Hai Deewaar–MALE–Pyaar Ne Jahan Pe Rakha Hai Jhoom Ke Kadam Ek BaarVahin Se Khula Hai Koi Rasta, Vahin Se Giri Hai DeewaarRoke Kab Ruki Hai Manzil Pyaar Ki–FEMALE–Ae Mere Humsafar, Ek Zara IntezaarSun Sadaayein De Rahi Hai Manzil Pyaar Ki–MALE–Ae Mere Humsafar, Ek Zara IntezaarSun Sadaayein De Rahi Hai Manzil Pyaar Ki

A Mere Yar Lot Kar A JaAjj Tere Bohat Kami Mehsos Ho Rahe HaiNa Jane Kis Duniya Main Chala GayaAjj Tere Bohat Yaad A Rahe HaiJab Logo Ko Baatain Kartee Dhekta HoTere Baatain Yaad Ate HaiTere Saath Guzra Har LamhaMajhey Tarppata HaiEk Hi Sacha Dost Mila ThaNa Jane Wo Bhi Kaha Chala Gaya HaiEk Tu Hi Tha Jis Se Apni Dil Ki Har Baat Kartee ThaAb Kis Se Apna Dil Ki Baatain Kare Gai Tu Hi Nehi HaiJab Bhi Tanha Hote Tha Tum Se Baat Kar Leta ThaAjj Tum Nehi Ho As Liye Bus Ab Apni Tanhaiyo Se Baatain Kartee HaiTumhre Saath Guzra Har WaqtAb Bohat Yaad Ata HaiDost Tu Bohat Mila Tha As Zindagi MainPer Ajj Tak Kio Dost Tere Jasa Na Mila HaiDil Ki Nazro Se Bohat DhoodaPer Tere Jasa Dost Dhoodna Se Bhi Na Mila HaiNaseeb Se Ek Dost Mila ThaBadnaseebi Se Wo Bhi Majhe Se Bichar Gaya HaiYaroo Sab Hath Utha Kar Duwa Karoo Wo Lot Kar A JayeAjj Us Ki Yaado Main Aso A Rahe HaiKuch To Jadu Tha Us Main TanishJo Us Ki Baatain Ajj Bhi Yaad Ate Hai