Na din ka pata na raat ka
ek jawaab de rab meri baat ka
kitne din beet gaye us se bichde huwe
ye bata de kaun sa din rakha hain hamari mulakaat ka

Yaado Ka Ye Karawa Hamesha RahegaDoor Jaate Hue Bhi Pyaar Wahi RahegaMaff Karna Mill Nahi Sake ApseYakin Rakhana Ankhion Mein Intezar Wahi Rahega

Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi

Rooth jaane ki Ada ham ko bhi Aa hi jaati
Manane wala kaash koi hamein bhi milta

Ek Shaam Aati hai teri yaad lekar,
Ek shaam jaati hai teri yaad lekar,
Haame us shaam ka intizar hai,
Jo aaye tumhe saath lekar"

Hum Apka Intezaar Karte Hi Reh Gaye,Apki Judaai Ko Sehte Hi Reh Gaye,Dil Thamne Ki Koshish Ki Magar ,Ye Kambakht Aansu Behte Hi Reh Gaye

Koi Achha Lage To Use Pyar Mat Karna,Uske Liye Apni Neenden Bekaar Mat Karna,Do Din To Aayenge Khushi Se Milne,Teesre Din Kahenge Mera Intejaar Mat Karna

Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi
Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi
Is umar key sehra say teri yaad ka baadal
Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi

Meri Dua Hai Ki Jannat Mein Tu He Mera Humsafar BaneLekin Dar Hai Ki Kaheen Wahan Be Tera Intezar Na Karna Pade

Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Marte HainWo Aaye Na Aaye Hum Intezaar Karte HainJutha Hi Sahi Mere Yaar Ka VaadaHum Sach Maankar Aitbar Karte Hain

Sirf chahne se mulakat nahi hoti,
Suraj ke saath kabhi raat nahi hoti,
Hum jise chahete hai jaan se bhi jayada,
Saamne hote hai par baat nahi hoti.

KhoYa huA jO reHtA tha meRe PyaAr mei
Ab UssE bAat KaRnA bHi DusWaAr HoGaYa

Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte HaiHar Khwab Me Tera Didar Kiya Karte HaiDiwane Hi To Hai Hum TereJo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai

Bin Aapke Kuch Bhi Aacha Nahi Lagta,
Ab Mera Wajood Bhi Saccha Nahi Lagta.
Sirf Aapke Deedar K Intezaar Me Kat Rahi Hai Zindagi.

Kab Hui Subah AurKab Hui Raat, Kuch Khabar Nahi